Aik sy zyada strategies kaa istemaal.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik sy zyada strategies kaa istemaal.....
    Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum members dear mein yah Kahana chahta hun ke forex market mein agar aap ek Se Jyada strategies ka istemal karte hain isase aapko fayda bhi ho sakta hai aur isliye aapko loss Bhi Jyada ho sakte hain voiding ka yah hai ki aap Jab ismein koi bhi trade open karte hain to aapko ismein confirm trade mil sakti hai Kyunki Ek Se Jyada strategy ke mutabik Agar aapko Koi confirm trade mil rahi hai to vah aapko Achcha profit de sakti hain aur ismein nuksan yah hota hai ki aap Agar Ek Se Jyada strategy istemal Karte Hain To aap ismein confusion ho sakti hai aur aapko jab tak ismein Koi confirm trade Nahin milati aap trade nahin kar sakte isliye aapko chahie kya aap ismein apne planning ke hisab se kam Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik sy zyada strategies kaa istemaal.....

    hamy ache strategy bana kar kam karna ho ga pher he hum kam kar ky munfa kama saky gy hum is mai pany boss ap he hoty han hum is mai agar lalach ban ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga hum is mai agar strategy ko ignore kar dety hain t hamara account band ho jy ga hamy is mai soch samj kar kam karna ho a yai ak legal business hain
    • #3 Collapse

      Re: Aik sy zyada strategies kaa istemaal.....

      اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
      Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum members dear mein yah Kahana chahta hun ke forex market mein agar aap ek Se Jyada strategies ka istemal karte hain isase aapko fayda bhi ho sakta hai aur isliye aapko loss Bhi Jyada ho sakte hain voiding ka yah hai ki aap Jab ismein koi bhi trade open karte hain to aapko ismein confirm trade mil sakti hai Kyunki Ek Se Jyada strategy ke mutabik Agar aapko Koi confirm trade mil rahi hai to vah aapko Achcha profit de sakti hain aur ismein nuksan yah hota hai ki aap Agar Ek Se Jyada strategy istemal Karte Hain To aap ismein confusion ho sakti hai aur aapko jab tak ismein Koi confirm trade Nahin milati aap trade nahin kar sakte isliye aapko chahie kya aap ismein apne planning ke hisab se kam Karen.
      Jab tak Hamen Kisi Ek strategy ko use karte hue profit Hasil ho raha ho to Usi strategy ko continue trade Karte Rahana chahie Kyunki Ham Jab new strategy ko apply Karte Hain To Hamen start Mein loss ho sakta hai lekin Agar Ham successful strategy ko use karke hi trade Karte Rahen To Hamen profit Hasil hota rahata hai lekin Har shrart ji Kuchh time ke bad use less Ho Jaati Hai isliye hamare pass strategies bahut sari honi chahie lekin jo success Ho usi ko apply karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Aik sy zyada strategies kaa istemaal.....

        اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
        Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum members dear mein yah Kahana chahta hun ke forex market mein agar aap ek Se Jyada strategies ka istemal karte hain isase aapko fayda bhi ho sakta hai aur isliye aapko loss Bhi Jyada ho sakte hain voiding ka yah hai ki aap Jab ismein koi bhi trade open karte hain to aapko ismein confirm trade mil sakti hai Kyunki Ek Se Jyada strategy ke mutabik Agar aapko Koi confirm trade mil rahi hai to vah aapko Achcha profit de sakti hain aur ismein nuksan yah hota hai ki aap Agar Ek Se Jyada strategy istemal Karte Hain To aap ismein confusion ho sakti hai aur aapko jab tak ismein Koi confirm trade Nahin milati aap trade nahin kar sakte isliye aapko chahie kya aap ismein apne planning ke hisab se kam Karen.
        Walekum assalam yes dear brother aapane bilkul theek Kaha Hai Jab Ham Jyada strategies per kam kar rahe Honge To usmein Ham to Jyada acchi tarike se confirmation mil sakti hai aur Hamari trading acchi ho sakti hai isliye Humko chahie Ek Se Jyada strategies per kam Karen Kyunki sometime Ek strategy Ek situation Mein kam acchi tarike se kar sakti hai different strategies hongi from ko fayda mil sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Aik sy zyada strategies kaa istemaal.....

          meray bhai main ye samjhta hon k hum ko trading mein aik strategy ko istamal krna chahye.ziada startegies ki wajah se insan confuse ho jata hai..aisi strategy ko istamal kiya jaaye jo bilkul simple aur aasan ho.
          • #6 Collapse

            Re: Aik sy zyada strategies kaa istemaal.....

            hamy aik time man aik he strategy bana kar is ko use kar ky kam karna chahey waik ache strategy hamy acha profit dela sakte hai hamy strategy bana kar is ko demo mai test kar lyna chahey hamy market mai kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey hamy knowledge or experience hasil kar ky is mai mehnat or lagan sy kam karna chahey pher he hum is mai acha result hasil kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Aik sy zyada strategies kaa istemaal.....

              Malik Mere Pyare bhaiyon Jaisa ke Ham Sab Jante Hain Ki Kisi bhi Pili Business mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen Uske rules aur transponder stand karna aur follow karna bahut importance Rakhta hai to hamare liye Forex trading business main bhi kamyabi Hasil karne ke liye Urdu trains to follow karna hai bahut jaruri hai agar Ham Iske rules to follow Nahin Karenge To Ham kabhi bhi Forex trading business Mein kamyabi Hasil nahin kar sakte to Iske rules attend to follow karte hue Hamen understand karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Aik sy zyada strategies kaa istemaal.....

                G haan billkul forex trading ma hamin ak achi strategy bna kr kam krna chahia or hamin ak hi strategy ka sath kam krna chahia pr hamin profit bi zada hota ha or ham kamyab bi acha hota han agr ham ak strategy ka sath kam krta han tu
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Aik sy zyada strategies kaa istemaal.....

                  Assalamu Alaikum dear members Forex forum per Jab aap trading start Karte Hain To pahle aap ne Kafi e Achcha experience gain kar liya Hota Hai aapki learning ho chuki hoti hai aapko trading ke bare mein pata chal chuka hota hai isliye Jab aap trading start karen to Apne a pahle ke gain kiye Hue knowledge ko istemal karke Ek strategy banaen Jo ke aapko profit ki taraf Lekar jaaye na ke nuksan ki taraf Ek Se Zyada strategies bhi ho sakti hain agar aap Ne Achcha knowledge aur experience gain Kiya Hua Ho Apne risk ko kam se kam Karen Taake aap ka loss bhi kam ho aur profit jyada ho

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X