Apni mehnat p ykin rkhein..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Apni mehnat p ykin rkhein..

    Apni mehnat pe yakeen rakhen aur kamyabi ki dua krtay rahen. Q k kamyabi Allah ne deni hai. Ap bas dil lagi se aur sincere ho k kam krtay rahen. Jesay jesay ap apnay kam se sincere hon gay ap ko kamyabi milti jae gi. Kamyabi k leye apko apny kam k sath loyal hona parta hai. Loyal hon gay kam k sath tu kam k andr kamyabi milay gi. Nahi tu kabhi bhe ni. Forex k andr ap ko time spend krna hota hai kafi sara. Aur learning bhe krni hoti hai. Learning aur time spend krnay k bad he ap forex se apna matloba profit le sktay hein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Apni mehnat p ykin rkhein..

      Ji sar hamen te hue kisi ki sim ka koi bhi thread nahin Dena chahie hamen main pass farak form per apni mehnat ko yakin banana hoga jitni bhi rasool aur jawab hai hamen unko follow karke kam karna hoga jab bhi Ham kisi business may employ Ban ke jaate Hain to hamen us business ke liye hidayat ko samajhna bahut hi jaruri aur laden hai hamen 1 second ke sath kam karna hoga is baat se yah maksad hai ki hamen Delhi ka target pura karna hoga aur aur mehnat se kam karna hoga jab Ham apni mehnat aur lagan ke sath kam karenge tab hamen ek achcha milta rahega Jo sahab hamare upar aur hamari hardworking ke upar depend karta hai
      • #18 Collapse

        Re: Apni mehnat p ykin rkhein..

        hello friend ji han bilkul sahi kaha aapane ki apni mehnat per main yakin rakhna chahie kyunki mehnat ka fal hamesha milkar rahata hai aapko koshish karni chahie ki apni quality ko behtar banaye for Express jyada mehnat Karen Forex ko time de Taki aapko achcha knowledge has a low jitna mere Bhai aapke pass knowledge hoga aapko Kamyab hone mein utani Hi aasani hogi and mere Bhai jawab trading mein jaate Ho to koshish Kiya karenge market ko acchi tarah analyse Karen uske bad apni trade laga inshallah ko profit jarur hoga
        • #19 Collapse

          Re: Apni mehnat p ykin rkhein..

          Assalam o Alaikum ap nay bilkul theak baat ki hay main ap ki baat say raazi hun kay hamian pakistan forex main dil laga kar mehanat karni chaiya q k hamain apni zindagi main kamayabi hasil karni hoti hy to hamain apni mehanat per yaqeen rakhna chaiya q k agar ham apni mehanat par yaqeen rakhan gy to ham achi taraha sy kamiyab ho sakty hain to agar ham chaty han k ham is pakistan forex main kamayabi hasil krean to hamain is busniss main mehanat karni ho gi aur is main apni mehant par yaqeen karna ho ga tab hi ham apnay busniss main kamatabi hasil kar sakty hain .
          $#@#i Khan
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Apni mehnat p ykin rkhein..

            ji han bilkul sahi kaha aapane hamen apni mehnat per yakin rakhna chahie hamen apni mehnat ko pura pura imandari se karni chahie jisse ham ek Din yaqeenan kamyab Ho jaenge agar Ham apni mehnat aur imandari se kam karte Hain to Ham apne business mein profit and kar sakte hain aur forex trade mein mehnat aur imandari e aur experience ki bahut jarurat hai iske sath Ham bahut profit earn kar sakte hain.

            اب آن لائن

            Working...
            X