kamyab hona hae to kabhe sabar ka daman na choren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kamyab hona hae to kabhe sabar ka daman na choren
    Assalamau ALiakaum my dear members g han sabar forex main bahut he zayada zarori hota hae jo bhe log is main sabar karte hain jo sabar se kam lete hain wo he to is main kamayb bhe ho he jate hain to is waja se tamam logon ko cahiye ke wo is main bas sahe tarah se apna kam kiya karen success hasil karne ke liye take wo is main aik ache trader bhe ban saken or is main wo kuch na kuch hasil bhe kar saken tab he to wo is main kamayb bhe ho he jate hain q ke wo sabar karte bain to bas is waja se tamam logon ko cahiye ke wo is main hamesha he sabat karte raha karen success gain karne ke liye or is main kamayb hone ke liye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kamyab hona hae to kabhe sabar ka daman na choren

    aapki baat bilkul theek hai agar Asma kamyab hona hai hamen sabar se kam karna hoga jab Ham acche se sabar karte Hain to hamen fayda hota hai aur hamesha mein kamyab Ho jaate Hain to main tumhen doston ko yah baat share karna chahta hun agar vah kamyab hote hain to unko sabar karna hoga hamen agar ek din loss hota hai hamen pareshani ki jarurat nahin lekin Ham ismein bahut kuchh aasan kar sakte hain agar hamen ismein jyada jaldbaji karte rahenge hamen nuksan ho sakta hai isliye main tamam dusron ko yah baat share karna chahta hun agar Ham sabar se kam karenge to hamen fayda hoga ismein Ham kamyab Ho sakenge lekin hamen apni mehnat ko vah pura karna chahie aur apni limit jitni Puri hogi utna fayda hoga utna Ham kamyab hona sakenge aur ismein hamen na kami nahin hogi jab tak achcha kam karte rahenge aur achcha kam hamare liye use waqt achcha hota hai jab tak Ham ismein fayda hustle karte rahen aur mehnat ke sath sath kam karte rahen agar hamari acchi mehnat hoti hai hamen ismein na kami nahin ho sakti balki Ham kamyab ho sakte hain to jitna Ham ismein mehnat karte rahenge utna hmein fayda hoga
    • #3 Collapse

      Re: kamyab hona hae to kabhe sabar ka daman na choren

      hamy is main sabar sy kam karna chahye hamy loss hony oar sabar karna ho ga agar hum is mai bagar experience ky kam kary gy to hamy loss ho jay ga hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey pher he hum is mai agy bar sakty hain or market mai run kar sakty hai yai aik asa karobar hain jo ky kabe be band nahe ho sakta hum is ko apna life time career be bana sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: kamyab hona hae to kabhe sabar ka daman na choren

        Dear thk kha Kisi b business m hmy hmyn Hona h to us k liay hmy sabit qadam hona honga iş trha Forex main b hmy sabr or mehnat sy km krna Hoga agr hm sbr nhi krygy to hm kbi b kmyb nhi ho skty h so mhnt kry or patience sy km ly
        • #5 Collapse

          Re: kamyab hona hae to kabhe sabar ka daman na choren

          Malik Mere Pyare bhaiyon ji hai yah Baat bilkul dost hai ki agar Hamen Kamyab hona hai To Hamen kabhi bhi Sabar ka Daman Hath se nahin chhodana chahie Kyunki yah sab Hua Hai Jiski wajah se Ham Kisi bhi business yah field Mein yah Kisi bhi work Mein kamyabi Hasil kar sakte hain to ISI Tarah Forex trading business to Ek Aisa business hai jo jismein Ham Jitna Jyada Sabar se aur Lagane ke sath vah Karenge Hamen ysmen Itni jyada hi kamyabi Hasil Hogi tool has approx trading business Mein Kabhi Bhi emotional hokar aur jaldbaji Se Kam Nahin Lena chahie balkeshwar ke sath work to continue rakhte Hue kamyabi Hasil Karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: kamyab hona hae to kabhe sabar ka daman na choren

            Forex Mein Kamyab hona hai To Kabhi Bhi Apne patient ko lose mat Kare trader ko chahie ke market Mein Jab mehnat Karega to vah Kamyab Hoga Hamen Hamesha Apne experiance ko increase karte hue Yahan per mehnat Karni Hogi Kyunki trader Yahan per apni mehnat ki vajah Se Hi Kamyab hota hai Sabar karne wala trader market Mein successful hota hai Jyada Se Jyada learning Karenge to market Mein success Hasil kar Sakenge Hamen kabhi bhi yahan per Sabar ke Daman Ko Nahin chhorna chahie trader ko chahie ke wo market Mein Jab Bhi mehnat Kare tab vah Ek Jyada experience Hasil Karen Jan ke yahan per mehnat ki vajah Se Hi Ham market ka experience Aasan karte hain aur Kamyab hone ke liye mehnat ki bahut jarurat hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: kamyab hona hae to kabhe sabar ka daman na choren

              Forex trading mein achi kamyabi hasil karne ke liye sabar hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex main hamen trading sabar ke sath karni chahie jisse forex mein ham kamyab ho sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain lekin forex trading mein jitna ho sake hamen jaldbazi se bachana chahie forex trading mein jaldbazi ki wajah se ham nakam ho sakte hain aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai jisse forex mein hamare puri mehnat waste ho jaati hai.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: kamyab hona hae to kabhe sabar ka daman na choren

                Walaikum assalam Dear aapane bilkul theek baat ki hai main aapki baat se agree Karti hun Forex Ke Jo field Hai usmein Hamesha sbr sy kam Lena chahie Agar Ham besbry hokar Yahan per kam Karenge To Hamen kabhi bhi fayda nahin Hoga balki Ham loss ki taraf hi Jaenge aur Hamen cahehay ki mehnat Karen aur Sabar se kaam le Taki hame kamyabi mil sake yah aik aisa business hai ki agar Ham ismein jaldbazi se kam Lenge To Ham Hamesha loss ki taraf hi Jaenge lekin Agar Hum sbr se kam lenge To Ham profit ki taraf jaenge

                اب آن لائن

                Working...
                X