200 dollar pe kitni lot lagana thek hoga ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    200 dollar pe kitni lot lagana thek hoga ?
    Dear lot side laga kr hum show up krte hai ke hum ache trader hai magr ache trader ka kam hai phle equaty dekhe balance dekhe Acha janab koi bata sakta hai 200 dollar per kitni lot lagana chahye Maire thread ka maqsad aap thread prh ke samjh jainge bs Thread ko mukmal read krne se buh buht achi knowledge milti hai
    Aziz dost0n forex bht bara online bussniss hai jis per hum online tarade krte hai aur acha faida lete hai
    Forex per bht se pairs hai jo humko aksar acha signal deri hai trade lagte hai yan analysis bana kr trade per entr hote hai magr hum ek chez bilkul bhol jate hai ke forex per trade lagne se phle hum apne balance per nazar nhi rakhte use se ziyada trade open kr jate hai lot lagtae hai phr kbhi hum acha profit gain krte hai kbh to hum acha khasa loss kr bethte hai jis per phr humko afsos hota hai nazreen jb hum trade lagte hai hm trade per focus krna lazim h khas kr ke lot per jitni kam lot hogi utna acha safe acount rahega profit kam hoga magr los se b bach jaenge yan Agr ziyada trade lagte hai to Stop loss lagana lazim hai forex Main loss profit ye to zindagi bussniss ka hisa hai Lihaza Lot side aur balance ye zaror dekha kro phr trade open kro
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 200 dollar pe kitni lot lagana thek hoga ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Yasir-trader پيغام ديکھيے

    $200 ki Raqan Koi Itni Badi amount Nahin Hai jisse Ham bahut secure trade kar sakte hain agar humne itne balance per trade karni hai To Hamen currency pairs mint rate karte hue. 20 ki use Karni chahie lekin Agar Ham gold ya Kisi Aise pair Mein trade kar rahe hain jismein market ki movement bahut Tej ho ya standard lot use hoti Ho To usmein Hamen. 0 1 ki lot size use Karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: 200 dollar pe kitni lot lagana thek hoga ?

      Agr ap ka account balance 200$ ha tu hamin chahia ham 0.10 ki lot lga sakta han lakin is sa zada ki lot nhi lgani nhi hamin chahia jo bi lot lgyain bohat hi soch smuj kr sabar sa lgyain or hamesha analysis kr ka trading kran zada profit ki laluch nhi krni chahia zada profit ki laluch krna sa bi hamin loss ho jata ha
      • #4 Collapse

        Re: 200 dollar pe kitni lot lagana thek hoga ?

        lot size members ko khud Se Hi select karna hota hai aur koi bhi member hi apne balance ke sath hi is ko acche se select kar leta hai aur aise members ke Jo acche se apni trading ko continue kar rahe hote hain unko lot size ke bare mein bhi bahut jyada acche se idea hona chahie ISI tarah Se Hi vah isko apne trading mein istemal kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: 200 dollar pe kitni lot lagana thek hoga ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Yasir-trader پيغام ديکھيے
          Dear lot side laga kr hum show up krte hai ke hum ache trader hai magr ache trader ka kam hai phle equaty dekhe balance dekhe Acha janab koi bata sakta hai 200 dollar per kitni lot lagana chahye Maire thread ka maqsad aap thread prh ke samjh jainge bs Thread ko mukmal read krne se buh buht achi knowledge milti hai
          Aziz dost0n forex bht bara online bussniss hai jis per hum online tarade krte hai aur acha faida lete hai
          Forex per bht se pairs hai jo humko aksar acha signal deri hai trade lagte hai yan analysis bana kr trade per entr hote hai magr hum ek chez bilkul bhol jate hai ke forex per trade lagne se phle hum apne balance per nazar nhi rakhte use se ziyada trade open kr jate hai lot lagtae hai phr kbhi hum acha profit gain krte hai kbh to hum acha khasa loss kr bethte hai jis per phr humko afsos hota hai nazreen jb hum trade lagte hai hm trade per focus krna lazim h khas kr ke lot per jitni kam lot hogi utna acha safe acount rahega profit kam hoga magr los se b bach jaenge yan Agr ziyada trade lagte hai to Stop loss lagana lazim hai forex Main loss profit ye to zindagi bussniss ka hisa hai Lihaza Lot side aur balance ye zaror dekha kro phr trade open kro
          Dear brother agar aapke pass is form se $200 ka account hai to usmein aap aap 1.0 ki trade open kar sakte hain kisi bhi currency pair per aapane agar trade lagani hai to use per aap 1.0 ke trade laga sakte hain uske bad aapko is market mein kam karne ke liye mehnat karne jaaogi aur aapane ismein aisa decision lena hai jismein aap 1 trade open Karen uske bad aap is market mein apni state per achcha profit banaa sakte hain agar aap ismein ek hi time per jyada trade lagate Hain use per aapko pasand ho sakta hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: 200 dollar pe kitni lot lagana thek hoga ?

            lot size kisi bhi member ko khud Se Hi select karna hoti hai aur ISI tarah Se Hi members ko khud Se Hi trading karna hoti hai aur member se jo khud Se trading kar rahe hote hain unko apni trading ke bare mein kafi idea ho jata hai aur is tarah Se FIR unko loss nahin hota yahi vajah hai ki vah achcha profit bhi le sakte hain

            اب آن لائن

            Working...
            X