Kia gold ka spread 0.80 $ ho chuka hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia gold ka spread 0.80 $ ho chuka hai?
    Instaforex ki taraf say gold ka spread Corona pandemic say pehlay spread 0.60$ tha phir pandemic kay doraan liquidity Kamm honay pay gold ka spread 1.80$ ker diya gaya tha. Kia ab gold ka spread ab dobara 0.80 $ ker diya gaya hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia gold ka spread 0.80 $ ho chuka hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Instaforex ki taraf say gold ka spread Corona pandemic say pehlay spread 0.60$ tha phir pandemic kay doraan liquidity Kamm honay pay gold ka spread 1.80$ ker diya gaya tha. Kia ab gold ka spread ab dobara 0.80 $ ker diya gaya hai?
    yes brother aajkal gold per moments table Ho Gai hai jiski vajah se ismein spread dobara apni jagah per a Gaya hai pahle ismein sprayed isliye jyada Kiya gaya tha ki is mein kafi jyada mood ho rahi thi aur market jab jyada volatile hoti hai to jaise hi ismein trade open karte hain hamari trade profit wali side mein a jaati hai magar abhi market normal halat mein wapas a gai hai aur ismein aap jab trade lagate Hain to aapko ismein kafi time intezar karna padta hai uske bad market mein acchi maut hoti hai aur aapko usmein prapt hota hai agar aap is market mein sab aapke sath kam karte Hain to aap gold per trading karke achcha profit banaa sakte hain kyunki market mein jab aap sadar ke sath lagate Hain to aapko ismein jyada trades pata bhi fayda hota hai jab aapas mein apna time table send kar lete hain aur uske liye hadse trade lagate Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Kia gold ka spread 0.80 $ ho chuka hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
      Instaforex ki taraf say gold ka spread Corona pandemic say pehlay spread 0.60$ tha phir pandemic kay doraan liquidity Kamm honay pay gold ka spread 1.80$ ker diya gaya tha. Kia ab gold ka spread ab dobara 0.80 $ ker diya gaya hai?
      Dear ap na bahut hi informative question kia ha agr ma apna experience share krun tu ma na apni last trade gold pr persoun lagai thi tu us ma spread 1.80 $ hi tha likn usk bd abi tk oil pahi trading ho rhi ha ma na phr check ni kia likn aajkal gold per moments stable Ho Gai hai jiski wajah se ismein spread dobara apni jagah per a Gaya hai pahle ismein sprayed isliye jyada Kiya gaya tha ki is mein kafi jyada movement ho rahi thi aur market jab jyada volatile hoti hai to jaise hi ismein trade open karte hain hamari trade profit wali side mein a jaati hai magar abhi market normal halat mein wapis a gai hai aur ismein aap jab trade lagate Hain to aapko ismein kafi time intezar karna padta hai uske bad market mein acchi movement hoti hai aur aapko usmein profit hota hai agar aap is market mein sab aapke sath kam karte Hain to aap gold per trading karke acha profit lena cheye or isk sath sath updated be rehna cheye isk spread k bary ma.
      • #4 Collapse

        Re: Kia gold ka spread 0.80 $ ho chuka hai?

        G han dear gold kafi buy mai gaya hai jis kay bad es ka spread mai bhi izafa howa ho gold pay kam karna atna asan kam nhi hai aur ye jo abhi postion mai hai es ka tu aur bhi diffrent banta hai tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ager ap nay gold pay kam karna hai tu kafi daikh kay aur soch samjh kay sath kam karna parta hai ager ap es tarha gold pay kam kartye hain tu ap es mai kisi had tak kamyab ho patye hain jub kay ager gold pay kam ap nay waisye he bina daikhye start kar diya tu oher tu ap es mai kabhi kamyab nhi ho pain gaye kiyu kay gold aik kafi danger pair hai jub kay es mai kam karna tu aur bhi danger hai tu kafi soch kay sath aur daikh kay es mai kam karna parta hai jis kay bad he ap es mai kamyab ho patye hain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Kia gold ka spread 0.80 $ ho chuka hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
          Instaforex ki taraf say gold ka spread Corona pandemic say pehlay spread 0.60$ tha phir pandemic kay doraan liquidity Kamm honay pay gold ka spread 1.80$ ker diya gaya tha. Kia ab gold ka spread ab dobara 0.80 $ ker diya gaya hai?
          Ji han bilkul dear brother agar aap Dekhen to forex market Mein gold ka spread Ek Apni Jagah per Khada Hua Hai Jab forex market mein Main Hotel Si Jyada Paida hoti hai to ismein automatically spread jyada ho jata hai aur jab market stable Hoti Hai To usse Pride Apni Jagah per sahi ho jata hai dear brother Agar Ham forex market Mein gold ki movement Dekhe to market Mein sabse Jyada moment gold ki hoti hai aur Agar Ham ismein kam karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham sabse pahle ismein experience Hasil Karen aur knowledge Hasil Karke kam Karen Kyunki forex market mein aapke pass Jitna Jyada experience Hoga aapas Mein kamyabi Hasil kar sakte hain aur Bhagya experience ke Gold per trading karna risky Hota Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Kia gold ka spread 0.80 $ ho chuka hai?

            Yes dear abhi ap dekhyn tu gold par spread 0.80 dollar hai but is se pehly gold ka spread bahut zayada tha jis ki waja se gold par trade lagaty he kafi loss k sath start hoti thi aur gold ki movement bhi kafi zayada fast thi tu yahi wjaa hai k gold par new traders aur kam bonus k sath trading karny waly traders ko loss ho jata tha aur choty account gold par wash bhi ho jaty thy aur abhi instaforex ne gold par spread kam kar diya hai jo k bahut acha hai ab gold ki movement bhi stable ho jaye gi aur har trader gold par tarding kar paye ga aur gold par forex trading mein sab se zayada movement hoti hai aur is par trading bhi zayada ki jati hai aur agar gold par experience acha ho tu daily ki itni movement hoti hai k gold se acha profit earn kiya ja sakta hai ap jab bhi gold par traxmding karyn tu 2 baton ka khayal rakhyn aik tu ap apny account k mutabiq lot size select karyn aur doosra ap usd index ko lazmi dekhyn kyun k gold ki movement zayada tar us dollar k sath change hoti hai agar dollar strong ho tu gold ko sell karyn aur dollar weak ho tu gold up jata hai phir ap gold ko buy kar lyn aur stop loss must lagayn
            • #7 Collapse

              Re: Kia gold ka spread 0.80 $ ho chuka hai?

              yes dear gold ka spread pehly tu 0.60 tha mager ab increase ho kar ziada ho gea hai is ki wjaa corono ki waja say gold ka strong hona hai aur yeh sirf instaforex ky broker main he nahi balky har broker main he gold main spread ziada kar dia gea hai is lea ap ko gold mainab ager trade lgani hai tu long term karni chahye scalping main ap ka profit spread main nikal jay ga jis say ap ko loss ho ga is lea gold main kam karnny ky lea ab ap ap ko long term trade karni ho gee ya ap ko real account open karna ho ga jiss main ap real investment kar sakain kyon us main ap ko spread kam ho ga aur ap gold main achi trade kar ky acha profit hasil kar sakain gay is lea ap ko forex market main kam spread waly pair main kam karna chahye
              • #8 Collapse

                Re: Kia gold ka spread 0.80 $ ho chuka hai?

                Dear Jo trader is market Mein Gold per trading kar rahe the unko apni trade per Kafi Jyada spread Dena Padta tha magar Abhi ismein yah kam kar diya Gaya Hai Kyunki abhi Kafi Jyada credit gold se Prem nahin kar rahe agar aap is market Mein Gold per trade karne Jaate Hain to Abhi aapke pass Achcha mauka Hai Kyunki ismein aap ki friend bahut hi jaldi profit Mein a jaati hai agar aap is market Mein bolkar trade Karte Hain To ismein Main Mar bhi acchi ho rahi Hoti Hai Ek Hi Din mein aapko ho sakta hai pure vaikka target mil jaaye agar aap ismein money management rupalo karte hue trade lagaenge to aapko ismein bahut hi Achcha profit ho jaega is market Mein ped Lagane ke liye aapko Achcha pattern find karna hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia gold ka spread 0.80 $ ho chuka hai?

                  gold 1 acha paire hain our humain es mian boht soch smj kar humain es main kam karna ho ga our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain our hum es main 1 den main hum es main 10 dalar kma skty hain our hum es main 1 month mian hum es main 200 dolar kma skty hain our hum es main acha experience our humian es mai acha knowledge ho ga to he humian es main sucess ho skty hain our hum es main time table bna kar hum es main kam karain gain to hum es main apnay targt ko pora kar skty hain our hum es main part time be kam kar skty hain our hum es main full time be kam kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia gold ka spread 0.80 $ ho chuka hai?

                    gold mai hamy soch samj kar km karna ho ga pher he hm kam kar ky munfa hasal kar saky gy hum is mai night mai be km kri sakty hain hum is mai day mai be km kar sakty hain hum is mai mahnet karty hain to hamara account band ho jy ga hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kr sakty hain hum is mi agar kam karty howe koi mistake kr dety hai to hamara account band ho jy ga hamy is mai ahteyt sy kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai agar kam karty howe market ky rules ko ignore karty hain to hamara account band ho jy ga forex aik best businss hain hum is mai apny boss ap he hoty han yai aik legal business hain is mai hamara koi be boss nah hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia gold ka spread 0.80 $ ho chuka hai?

                      gold par spread 0.80 dollar hai but is se pehly gold ka spread bahut zayada tha jis ki waja se gold par trade lagaty he kafi loss k sath start hoti thi aur gold ki movement bhi kafi zayada fast thi tu yahi wjaa hai k gold par new traders aur kam bonus k sath trading karny waly traders ko loss ho jata tha aur choty account gold par wash bhi ho jaty thy aur abhi instaforex ne gold par spread kam kar diya hai jo k bahut acha hai ab gold ki movement bhi stable ho jaye gi aur har trader gold par tarding kar paye ga aur gold par forex trading mein sab se zayada movement hoti hai aur is par trading bhi zayada ki jati hai aur agar gold par experience acha ho tu daily ki itni movement hoti hai k gold se acha profit earn kiya ja sakta hai ap jab bhi gold par traxmding karyn tu 2 baton ka khayal rakhyn aik tu ap apny account k mutabiq lot size select karyn aur doosra ap usd index ko lazmi dekhyn

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X