☑️ Trend is your friend...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ☑️ Trend is your friend...
    Assalamu alaikum dear Forex members market ko study karne ke liye bahut sare indicators hote hain lekin jo sabse best indicator hai vah trend hai trend jo hai vah sabse best friend hota Hai Hamesha jab bhi trade lagaen to usse pahle market ko dekh liya Karen aur jo trend chal raha hai usi ke mutabik apna trade lagaen to aap accha profit Kama sakenge Hamesha yad rakhen kabhi bhi trend ke against nahin Jana chahie 90% log loss sirf ISI vajah se karte Hain ki vah trend ke against trade laga dete Hain hamen Hamesha trend ko follow karna chahie Jo trend ho to hamen bhi usi mein trade lagana chahie.Click image for larger version

Name:	The-Top-Ecommerce-Trend-You-Need-to-Know-About-for-2020-1024x535(1).png
Views:	4
Size:	45.2 کلوبائٹ
ID:	12464142
    سرکار
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ☑️ Trend is your friend...

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Aamir_Sohail پيغام ديکھيے
    Assalamu alaikum dear Forex members market ko study karne ke liye bahut sare indicators hote hain lekin jo sabse best indicator hai vah trend hai trend jo hai vah sabse best friend hota Hai Hamesha jab bhi trade lagaen to usse pahle market ko dekh liya Karen aur jo trend chal raha hai usi ke mutabik apna trade lagaen to aap accha profit Kama sakenge Hamesha yad rakhen kabhi bhi trend ke against nahin Jana chahie 90% log loss sirf ISI vajah se karte Hain ki vah trend ke against trade laga dete Hain hamen Hamesha trend ko follow karna chahie Jo trend ho to hamen bhi usi mein trade lagana chahie.[ATTACH=CONFIG]14226[/ATTACH]
    salaam alaikum dear Forex member aapki baat bilkul theek hai ki hamen hamesha market trend ko dekhna chahie aur yah market study aur market analysis ke liye bahut jyada jaruri hai so that hamen chahie ki hamesha loss se bachne ke liye acchi se acchi strategy banaye aur market study ko importance den tab jakar Ham kamyab ho sakte hain.
    مرشد
    • #3 Collapse

      Re: ☑️ Trend is your friend...

      trend hamara dost hain hamy market mai trend ko follow kar ky kam karna ho ga pher he humpasia kama saky gy forex aik legal business hain hum isy apna life time career be baan sakty hain is kosamjana ik din ka kamnahihain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty han is jasa koi or business nahi hain
      • #4 Collapse

        Re: ☑️ Trend is your friend...

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Aamir_Sohail پيغام ديکھيے
        Assalamu alaikum dear Forex members market ko study karne ke liye bahut sare indicators hote hain lekin jo sabse best indicator hai vah trend hai trend jo hai vah sabse best friend hota Hai Hamesha jab bhi trade lagaen to usse pahle market ko dekh liya Karen aur jo trend chal raha hai usi ke mutabik apna trade lagaen to aap accha profit Kama sakenge Hamesha yad rakhen kabhi bhi trend ke against nahin Jana chahie 90% log loss sirf ISI vajah se karte Hain ki vah trend ke against trade laga dete Hain hamen Hamesha trend ko follow karna chahie Jo trend ho to hamen bhi usi mein trade lagana chahie.[ATTACH=CONFIG]14226[/ATTACH]
        Dear main aapki baat ke sath bilkul agree karta hun ke trend hamara friend hai agar ham trading karte Hain aur market ka train hamari side pyar ja raha ho to vah hamen achha profit deta hai agar market ka trend aap ke against chala jaaye to aap loss mein chale jaate Hain. Ham logon ko chahie ki ham jyada Se jyada mehnat Karen aur yah learn karna sikhe ky market ka trend kis taraf ja raha hai Tu hi ham successful trader ban sakte hainClick image for larger version

Name:	IMG-20200622-WA0017.jpg
Views:	6
Size:	47.1 کلوبائٹ
ID:	12328024
        Your limitationit’s only your imagination.
        • #5 Collapse

          Re: ☑️ Trend is your friend...

          G han forex trading men yeh bat bilkul such hey k trend is our friend kiun k jo log trend k opposite trade laga detey hen woh loss uthatay hen aur jo log market trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se trade open karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: ☑️ Trend is your friend...

            Forex men profit earn karnay kelye hamen trend ko lazmi dekhna chaye agar ham trend kay against chalen gay to ham aismen loss ho ga islye hamen chaye kay ham market ko achi tara sy analyse karen agar experience acha ho aor analye karnay ka experience best hy to forex men profit earn karna mushkil ni hay hamen just acha time spend karna chaye tab he experinc acha gain ho sakty ga. forex men only trend pay he depend ni karna chaye balkay jis din new ho to trend change bhi ho skata hay islye new ko bhi zehan men rakh kar kam karen.
            • #7 Collapse

              Re: ☑️ Trend is your friend...

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Aamir_Sohail پيغام ديکھيے
              Assalamu alaikum dear Forex members market ko study karne ke liye bahut sare indicators hote hain lekin jo sabse best indicator hai vah trend hai trend jo hai vah sabse best friend hota Hai Hamesha jab bhi trade lagaen to usse pahle market ko dekh liya Karen aur jo trend chal raha hai usi ke mutabik apna trade lagaen to aap accha profit Kama sakenge Hamesha yad rakhen kabhi bhi trend ke against nahin Jana chahie 90% log loss sirf ISI vajah se karte Hain ki vah trend ke against trade laga dete Hain hamen Hamesha trend ko follow karna chahie Jo trend ho to hamen bhi usi mein trade lagana chahie.[ATTACH=CONFIG]14226[/ATTACH]
              yes brother main aapki is baat se aagrah karta hun jo log is market mein friend ke hisab se chal rahe hote hain unko is market mein hamesha fayda hi hota hai agar aap is market mein bagair analysis ke trade open karte hain yah is market mein learning ke bagair kam start kar dete Hain to usmein aapko nuksan ho sakta hai isliye aapko chahie kya aap dam account per acche se practis kar le aur is market mein experience asalkar letter ke aapko is market manage Karne ka tarika kar pata chal jaaye aur aap is market mein chitrit laga sake.
              • #8 Collapse

                Re: ☑️ Trend is your friend...

                dear kisi had tak apki baat theek hay k agar ham market main kisi pair main kaam akrtay hain to hamko ksi tarha say bhi trend k opposit kaam nai akrna chaye qk aisa bhi ho sakta hay k hm markeet main trend k opposit kaam akrain aur hamko retracmnt ka koi pata na chal sakta ho aur ham amrkeet say lose kar baithain is liye hamain ziada say ziada isi baat ki koshish karni chaye k ham markeet k trend ko kabhi na chorrain.
                • #9 Collapse

                  Re: ☑️ Trend is your friend...

                  market ko analyse kar lene ke bad aur trend ko follow kar lena bahut jyada jaruri isliye hai ki is tarah Se members ko bahut hi acchi tarah Se idea ho jata hai ki unko apni trading kis tarah Se karni hai aur aise members ke Jin ko yah follow nahin karna a raha hun unko chahie ki vah apne senior member se help Le ya FIR vah apni practice ko bahut jyada strong bna lay
                  • #10 Collapse

                    Re: ☑️ Trend is your friend...

                    yah baat to theek hai dear Forex trading mein trend ko follow karne se hi aapko achcha bonus nahin sakta hai achcha barabar lene ke liye hamesha friend ko kholo Karnataka aap usne quality bhar kar rahe hain to aapko ismein bonus ki achcha milta Rahe timely achcha bonus lekar aapka apna Kam Ho jaenge
                    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: ☑️ Trend is your friend...

                      Ji bilkul aise hi hai jo Pak Forex returned hai Sabse behtar hai trades karna Jab Ham trade Karenge Tu Achcha To nishkama Payenge 3D acchi Karenge Kisi fans ko Sath Lekar Kisi friends se Mashwara Lekar Jab Ham acche trade Karenge To Hamen Achcha bonus Milega Achcha profit Milega To usse Ham fayda Utha sakte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X