Jub dakein k trand against ja rhi h to close kr dein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jub dakein k trand against ja rhi h to close kr dein
    Jub dakein k trand against ja rhi h to close kr dein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jub dakein k trand against ja rhi h to close kr dein

    اصل پيغام ارسال کردہ از: brettlee پيغام ديکھيے
    Jub dakein k trand against ja rhi h to close kr dein
    G Sahi Kaha aapane agar aap Trend ke against Jaenge to uska aap ko nuksan ho sakta hai isliye aapko chahie ki Trend ko follow Karen friend ko follow karke hi aap fayda Utha sakte hain Kyunki treant aapko bata raha hota hai ki market is time Kaise moment kar rahi hai aur Market is time kis Taraf ja rahi hai aur Kaha Jata Hai Forex Mein yah Baat bahut famous hai ki Trend is your friend in Forex isliye trend ko Hamen follow karna chahie aur Iske against Nahin Jana chahie Agar Hamari against trade Ja Rahi Hai To Hamen vah close kar deni chahie time se Hamen main stop loss Ka istemal lazmi Karna chahie apni Har trade ke andar isase Hamara account bade loss se safe rahata hai
    • #3 Collapse

      Re: Jub dakein k trand against ja rhi h to close kr dein

      dear friend yeh zroori naen k ap trade lgayn to apki hr trade profit mn he jay profit aur loss business ka hissa hota ha lekin agr apko lgay k ap na ghalt trade lga de ha to apko chayay k small loss mn he trade ko close kr den ta k apka account wash honay sa bhi bach skay
      • #4 Collapse

        Re: Jub dakein k trand against ja rhi h to close kr dein

        Dear brother forex trading men jab market ki movement ki samaj nhi ati aur loss men chali jati hey aur ziyada loss k chances hon tu phir trade ko close kar lena chahiay kiun k agar ziyada loss ho jay tu phir recover karna mushkil ho jata hey iss liay bara loss se thora loss behtr hota hey
        • #5 Collapse

          Re: Jub dakein k trand against ja rhi h to close kr dein

          Assalamu alaikum dear friend ji han bilkul acchi baat ki hai ki jab dekhe trailers mein ja rahi hai to usko control kar le aur usko close kar den jitna ho sake hamen trelos mein jaati ho tum dikhai de to usko loss kar dena chahie hopeless bilkul Nahin Hona chahie bal ke profit ki tarah vah Kabhi Na Kabhi agar hogi to is Tarah ham apna las recover kar sakte hain acche
          • #6 Collapse

            Re: Jub dakein k trand against ja rhi h to close kr dein

            ju trade bhi ap trend ky khilaf lgaty hain us ky loss hony ky chanses 80 percent say ziada hoty hain kyon ky market main ak trend ky hisab say movement hoti ha jiss ki waja say ap ko sab sy pehly trend ko chek karna chahye aur phir ap ko trend ky mutabik trade karni chahye ju signal bhi ap ko trend ky khilaf mily us ko na lagain kyon ky wohi trade ap ko loss day kar jay ge.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Jub dakein k trand against ja rhi h to close kr dein

              اصل پيغام ارسال کردہ از: brettlee پيغام ديکھيے
              Jub dakein k trand against ja rhi h to close kr dein
              Jab aapki koi trading entry chal rahi Hoti Hai To Aisi condition mein aap log koshish Kiya Karenge Jab market support resistance level per pahunch jaati hai aur reversal ki koi candle aap log Dekhte Hain To Aisi condition mein aap log apni e-trading entry ko close kar liya Karen Kyunki Aksar aisa hota hai ki market support and resistance level per pahunchne ke bad reverse Ho Jaati Hai Aur Agar aapko prapt ho raha ho to Waqt hi to nuksan ho jata hai isliye koshish Karenge Agar aapka profit target complete Nahin Hua aur aapki trading entry profit Mein ja rahi hai Hi Tu Jab aapko Koi news ya fir market ka support Kiya resistance level Najar Aata Hai To vahan per aap log apni trading entry ko close kar liya Karen Jyada profit college bilkul Bhi Na Kiya Karen Kyunki Aksar Jyada profit kamane Ke Chakkar Mein aap log Apna nuksan kar Baithe Hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X