Learning kay liy lot size ko minimum rkhain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning kay liy lot size ko minimum rkhain?
    Dear friends main ye kehna chahta hon kay demo say trade ka basic knowledge gain krain aur experience real account say hi gain krain aur real account say experience gain krny ka best trika ye hy kay lot size ko minimum rkhain jis ap bary loss say bach jain gay. Ap kya kehty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning kay liy lot size ko minimum rkhain?

    Ji, demo per lot size amall hony say he forex trading ka experience and learning mil sakti hay, sirf virtual profits kay liye big lot size use karny ka koi faida nai hay or is tarah karny say na he forex per hamari strategy proper implement hon gi, hamain demo per real account ki tarah he working karni chahiye or apni strategies ko successful banany kay liye apni psycho use karni hogi.
    Last edited by ; 26-06-2020, 04:52 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Learning kay liy lot size ko minimum rkhain?

      Assalamualaikum learning ke liye lot size ummid rakhen Jo demo per lot size Samaj hone se hi fayda hai
      • #4 Collapse

        Re: Learning kay liy lot size ko minimum rkhain?

        ache learning kay ley humain es main acha knowledge ho ga to h ehum es main sucess ho skty hain our hum es main den main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our forex kbe be na bnd hiany wala business hain
        • #5 Collapse

          Re: Learning kay liy lot size ko minimum rkhain?

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men achi learning hi kamyabi ki key iss liay pahlay posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k achi learning hasil karen aur phir small lot size ko use karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Learning kay liy lot size ko minimum rkhain?

            dear g hana p ki bat sahee hay agr ha is main chaty hein k ham ko is amin ityat k sata chay say acha kam ko hemat nahi hatna ho so is main ham ko chye k ham demo ko zaroor use er k agay ki janib jany k baray main khyal karty raha kia karein agar ham is main khud ko kamyb ban achatay hen to is min ham ko last tak acahy saya cah akm ko bar bar karaty rahan ho g is main he ham ki real kamybi ho sakti hay is main ham ko mehnat ker k he apnay ap ko improve karaty rahany ki try karaty rahan ho g agr ham kamyb chaty hein to is main .
            • #7 Collapse

              Re: Learning kay liy lot size ko minimum rkhain?

              Jab Bhi ham Shuru Mein trading karte hain aur Hamara Kaun Chhota Ho To Hamen Chhoti lots Lagani chahie sabse pahle mat demo practice karni chahie demo kaun se Ham Chhoti lots lots donon the practice kar sakte hain lekin Jab real account per Aate Hain To Hamen Chhoti lots Lagani chahie Taki Agar Hamen markets anti Jana Pad Jaaye To Hamen kam se kam nuksan ho Jab Bhi trading karen to market ki train ke mutabik trading Karen aur koshish karen ki Chhoti Chhoti lots lagaen to Kya Main Agar nuksan ho to uski ratio kam se kam ho
              • #8 Collapse

                Re: Learning kay liy lot size ko minimum rkhain?

                hum lot laga kar munfa hasual kar sakty hain hamy soch samj kar forex market mi kam karna ho ga hum is mai agr kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamara account band ho jy ga hum gar maibath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mi agar kam karty howe market kky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Learning kay liy lot size ko minimum rkhain?

                  hamy apne amount ky hesab sy lot lagane chahey agar hamare amount kam hai to hamy is mai kam lot lagane chahey agar hamare amount zeyada han to hamy is mai zeyada lot lagane chahey hamy is mai lalchi ban kar kam nahe karna chahey hamy is mai mehnat or lagan sy kam karna chahey ta ky hum is mai ache earning hasil kar saky or pasio ko apne marze sy karsh kar saky
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning kay liy lot size ko minimum rkhain?

                    Demo account par practice kar kay forex ka Jo experience hasil kartay han us experience ko hum real account mein apply kar kay trading kar saktay han agr hum practice Achi karain tu is experience ka bhi faida hota hai aur real trading ka experience real account mein trading se hota hai kiok real account mein profit aur loss hota hai aur is mein emotions bhi kotay han real experience real account se hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning kay liy lot size ko minimum rkhain?

                      Gee haan bhai learning kay dauraan humain forex mein bari trade nahin kerni chahyea small lot sae trading kerni ho gi forex trading men achi learning hi kamyabi ki key iss liay pahlay posting k zariay aur phir seniors se rabta kar k achi learning hasil karen aur phir small lot size ko use karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit hasil kar saktay hain iss lye forex mein samajh ker kaam kernay ki zaroorat hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning kay liy lot size ko minimum rkhain?

                        Dear friend aap ki baat theek hai large size minimum se Kya fayda hota hai hamen yahan daba ho jata hai mini mum size ko kaise use kar sakte hain uske bad jaise hamara uski mein jyada ho jata hai is per Ham maximum size ko practis Karen jis ke bad bhi hamen yah experience hoga Kya hona chahie
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning kay liy lot size ko minimum rkhain?

                          treading k liy hm ko lot size km hi rakna chahiy hmy chuta profit lana chahiy hr tread sy smal lot sy hamara loss b km hta ha hmy lalch kar k big lot ni rakna chahiy agar hm big lot rakty hy to market k trend k motabik karna chahiy k hmy pata ho k ab tread mokamal hamary analysis k motabik move kar re

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X