loss kab houtya hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss kab houtya hai
    salaam humara loss kis time houta hai jub hum trade lagate hen us time ya jub hum newbly houte hen forex mai us time :confused: :confused:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Actually hame loss tab hota he jab hame trading ki knowledge nehni hota na koi experience hota he.Tab hame loss hota he.
    • #3 Collapse

      my dear janab forex men loss jab hota ha jab insaan achi or bhatter treading nhi karta jab usy es kaam ky bary men koowelagde nhi hota jab ap ko keai kam ka exeprance nhi hota to doston wo kam karny say phealy ap us ko achi treain say seekh leya karien taky apko loss na ho hume zyada ky lalah men bhi kaam galat kar bhatyen hen
      • #4 Collapse

        salam , loss tab hota hai jab hume sahi knowledge nahi hoti hai or hum market ko sahi se smjhte nahi hai or emotional ho ke trade karte hai tab loss hota hai
        • #5 Collapse

          Lose aap ke kam information or learning hasil na karny ke waga se hota ha or demo ke bagey real main trading start karna bary mistake ha
          • #6 Collapse

            loss hamen is main se bht hi easily ho skta hai ku k ye buseinss bht hi zyda risky buseinss hai r is main hamen dehan k sath trading karni chahye agr ham is main choti c b gallti karen ge to hamen is main se loss b ho skta hai/.........
            • #7 Collapse

              jab ossay is kam kay bar ymein knowledge nahenhota jab aap k okai kam ka experience nahenhota to doston wo kam karne say pehly aap oss ko ach itrain say seekh liy ekarien taakay apa ko loss na ho humein ziada kaylala mein ho ga.
              • #8 Collapse

                dear jb ap lalach krein gay tb ap ko loss ho ga ye aik risky kaam hai is ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik acha buiness hai si ko kisi ime bhi kiaja skta hai ye aik acha buiness hai is ko kisi time bhi kiaja skta hai
                • #9 Collapse

                  Assalam u alikum friend jab hum newbies hoty hain to tab humein ziada tar loss isis reasin ki wajah se hota hai k hamare pas trading ki practice knowledge complete nahi hoti hai iss liye hum real account me loss me hi jaaty rehty hain, to har new commer ko chahiye k loss se bachne k liye trading ko seekh ker phir trading kery.
                  • #10 Collapse

                    forex trading ma loss us waqt hote hai jab ap without learning aur planning forex ma trading start karte han...forex ma loss se bachne k leye ache tarah planning karna chayhe aur forex ko ache tarah seekne k baad trading start karne chayhe
                    • #11 Collapse

                      loss tab se start hota hay jab app trading karny me jald bazi karna start kar dety ho or lalach sath me kar lety ho esi waja se loss ho jata hay.
                      • #12 Collapse

                        asalam o alikum dear friends kia hal hai ap sab ka forex ak bohot hi acha busniss hai jis main bohot zada profit kia ja sakta hai magar iske lia isko proper sekhna bohot zarori haijab ham bina rules ko follow kewa trad laga dete hain tab loss hota hia
                        • #13 Collapse

                          dear loss ka koi fix time nahi hota, jab bhi ap lach karo gy, ya phir ap k pas achha knowledge aur experience nahi hy to ap acha decision nahi ly pao gy jis ki wjha sy ap ko loss ho jaye ga, lahaza is ko achi tarha seekhen, aur demo account py jitni ho sky practice karen us k bad real trading strat karen otherwise loss k chances boht ziada hoty hen.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            forex trading mein apko loss tb hi hota hai ke jb ap is mein money managtement ke hisab se trading nahi karte aur is mien ap had se ziyada ka risk lete hian.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X