Wakat kii qadar karna seekhein wakt aapkii qadar kry gaa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Wakat kii qadar karna seekhein wakt aapkii qadar kry gaa
    Mere azizz dostou yahan py humy information share karnyy ky sath sth ek dosry ki mistakes ak dosry ki kmiou koo b pura karna chaiye jesa kay merrii thread ka unwan haii wakt kii qadr kreinn boht gehrii batt hai yh or yehh ek realtyy haii jo insan wakt kii qadar nhii krta wakt uskii bhi qadar nhii krta humy aik aik mint koo achii trha usee krnaa chaaiyee forex mn hum mahina 2mihna earning kii neat syy nhii aaty blkaay aek acha trader bnny kii neatt sy aaty hain to humy apny maqsad men kamyab honaa haii es lia apnyy wakt ko zaya naa kreoo posting tradingg my tawju dein purii mehnaat aor lgan syy kaam kreinn taaky hum kamyab ho skein shukriaa..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Wakat kii qadar karna seekhein wakt aapkii qadar kry gaa

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Maree1234 پيغام ديکھيے

    Ji dead Forex member aapane Sahi Kaha Hai Ki Jaise Hamen apni normal life ke andar time ki Kadar karte hain ISI tarike se Agar Ham Forex per bhi Kadar Karen To Hamen Kafi Jyada success Hasil ho sakti hai inke Is Duniya Ke Andar sabse Jyada kimti cheez time hai Jin Logon Ne time ke upar kam Kiya Hai planning Karke time ko Sahi tarike se istemal Kyon Is Duniya Mein Kamyab hue hain isliye hamen bhi apna time Sahi tarike Se istemal Karke Kamyab hona hai Forex forum per.
    • #3 Collapse

      Re: Wakat kii qadar karna seekhein wakt aapkii qadar kry gaa

      G bilkul friend hmy waqt ki qadar krni chae Jo time hath sy nikl jae WO dobara nahi mil sakta is Lea hmara ak an mint b qeemti hy is hmy zaya nahi krna chae.
      • #4 Collapse

        Re: Wakat kii qadar karna seekhein wakt aapkii qadar kry gaa

        ji han dost apne sahi kaha hamain apne waqt ki qadar karni chahye agar ham waqt ki qadar karen ge to hamain is ka bhot zyada fiad hoga our ham achi learning kar ke acha kama sakian ge is lye hamain hamesha mehnat se kaam karna chahye take hamain is ka acha sila mil sake.
        • #5 Collapse

          Re: Wakat kii qadar karna seekhein wakt aapkii qadar kry gaa

          assalamualaikum..ji Han bilkul AP ne sahi kaha hi k time wo chez hi Jo her wakt chalti rehta hai kabi kisi kelua nhi rukta ..us Lia Jo wkt ki kadar krta hai wkt b uski kadar kerta hai..aur Jo kadar nhi kerta wakt usko peechy chore deta hai..
          • #6 Collapse

            Re: Wakat kii qadar karna seekhein wakt aapkii qadar kry gaa

            Assalamu Alaikum dear friends Forex trading vision is Mein ram bhakton ko Madhya Najar rakhte Hue iske sath sath Hamen time ki management aur uski Kadar Karni chahie Agar Ham ismein time ki Kadar Karenge aur time ki management ko importance Denge to Forex trading business bhi Hamari Kadar Karega aur Hamen ismein Jyada Se Jyada kamyabi Hasil Hogi aur ismein ham Jyada Se Jyada profit aur bonus Hasil kar Sakenge To Hamen Forex trading business Mein kamyabi Hasil karne ke liye ysmen time ki Kadar Karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Wakat kii qadar karna seekhein wakt aapkii qadar kry gaa

              Ji han bilkul theek hai aapane yah Waqt bahut qeemti hai Hamen opportunity ko avail karna chahie aur Apna time Waste nahin karna chahie Jitna Bhi time ho sake Forex per spend Karen ab Jitna time spend Karenge utani zyada aapko understanding Hogi Forex Sath aur jitni understand Hogi utna Achcha aapko kam samajh aaya tha best way main proper aapka kam Hoga aur jab proper way main aapka kam hoga to Inshallah aapki earning bhi acchi Hogi so don't waste your time. Mehnat se kam Karen hardworking Karen aur Apna Waqt idhar udhar zaya karne ki bjaye Forex p time spend Karen Taki aapka future secure ho aur aapke earning best ho sake?
              • #8 Collapse

                Re: Wakat kii qadar karna seekhein wakt aapkii qadar kry gaa

                Ji bilkul theek baat hai waqt ki Kadar Karni chahiye agr hm waqt ki qadar Nahin Karenge to hmain kuch hasil nahi ho ga aur ek Waqt Aisa aaega ki Hamare Hath Mein Kuchh Bhi nhi Rahega aur Forex ke platform per Hamen time ki Kadar hi Karni chahie Kyunki Agar Ham time per Apne jo post ki limit usko complete Karenge tabhi Hamen Ek Achcha bonus Milega aur hm acha paise earn kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Wakat kii qadar karna seekhein wakt aapkii qadar kry gaa

                  is online business mein humey time dena chahiye time table set karna chahiye .aur wakt ki qadar karna chahiye .tu humey kamyaabi mely ga .kamyabi k liye forex mein zayida say zayida time dena chahiye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Wakat kii qadar karna seekhein wakt aapkii qadar kry gaa

                    Assalam o Alikum,
                    G forex ma hmara har moment qeenti hota h hu nagr time ki qdrr krein gy to time b pir hmsru qdrr kry ga r hmein zvht zyada learning krny ka moqa r profit kamany ka moqa, dy da
                    • #11 Collapse

                      Re: Wakat kii qadar karna seekhein wakt aapkii qadar kry gaa

                      Assalam o Alikum, g jis ny forex ma apny time ki qdrr kr li us NY forex sa sub kuch game n kr liya pir
                      • #12 Collapse

                        Re: Wakat kii qadar karna seekhein wakt aapkii qadar kry gaa

                        Ji Hamen chahie Waqt ki Kadar karna sikhe aur time main karna chahie Jo person time manage Karta Hai vah bhi Kamyab hota hai because Hamen chahie Apna take it complete Karen Koi mehnat Karke kamyabi Hasil karne ki continue koshish karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Wakat kii qadar karna seekhein wakt aapkii qadar kry gaa

                          waqat k sath kam krna e acha hota ha just waqat ki daqadr krte han would log waqat k sath kamyabi hasil krte Haan Forex trade ik international platform ha yahan pe binna invest k apko bouns dea jata ha or apko kamyab hone kliye zaruri ha zyda cy zyda knowledge hasil karen or forex trade pe trader Ban jaein
                          • #14 Collapse

                            Re: Wakat kii qadar karna seekhein wakt aapkii qadar kry gaa

                            G han billkul forex ma hamin time ko importance Dani chahia keon ka forex ma time ki bohat importance hoti ha hamin apna time other social media pr waste nhi krna chahia wo hi time forex ko da kr kamyab hona chahia
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Wakat kii qadar karna seekhein wakt aapkii qadar kry gaa

                              Ji bilkul aise hi hai aapko chahie ki aap Waqt ki Kadar Karen Waqt Ek bahut Anmol Tohfa Hai Jo Allah Tala Ne Hamen Diya Hai Hamen ke Ham Waqt ki bahut Kadar Karen aur Waqt Inshallah Hamari Kadar Karega Hamen chahie kya Ham Din lagakar kam Karen aur acche se Achcha kam Karen Waqt ki Kadar Karen Waqt ki Kadar karna Azim Naza Azim logon ka chez hua hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X