Mistakes ko remove karna hi kamyabi ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes ko remove karna hi kamyabi ha
    Dear members Forex mein agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To apni mistake to remove Karen Jitna Jyada Ham apni trading schemes to improve karte hain aur apni mistakes ko remove karte hue recover karne ki koshish karte hain utna isliye Ham Forex Mein Kamyab ho Jate Hain apni mistakes ko remove karna hi Asal kamyabi Hai Hamen focus karna hai Forex Main Apni week. Ko remove Karen aur apni trading usko improve karte hue forest mein jyada Se Jyada kam Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes ko remove karna hi kamyabi ha

    Mistake ko remove karna hi main kamyabi hai bilkul sahi hai agar humne apni mistake ko khatm kar diya aur koshish ki ki Dobara Aisi state na Karen Jo Humne Ek Bar Ki Hai To fir tabhi ham log Kamyab Honge Jo log apni galtiyan Taslim ka lete hain aur unhen khatm karne ki koshish karte hain aur next time Aisa kam Karte Hain Jis Se vah Galti repeat na ki Jaaye to Vahi log Kamyab hote hain isliye apni mistake ko manae aur unke jodenge kaun si mistake Aaya ne kiya isko khatm karne ki koshish karen
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes ko remove karna hi kamyabi ha

      forex aik onlien businss hain hum is maikam kari ky earning gain kar sakty hain hum is mai mistakes ko remove karty hain ti hamy kamaybe hasal ho jy ga hamy mistake sy learning gan kar ky aik time tbale bana kar kam karna ho ga hm is mai agar lalacgi ban ky kam karty hain to hamara accoutn band ho jyt ga is mai hamy ahteyat sy kam karna ho ga forex mai
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes ko remove karna hi kamyabi ha

        Forex trading men mistakes tu her kisi se ho jati hen lekin jo log mistakes ko ignore kartay hen woh bar bar mistakes kartay hen jiss ki waja se bar bar loss uthatay hen aur jo log mistakes ko serious letey hen aur soch samaj kar trading kartay hen woh zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar letey hen
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes ko remove karna hi kamyabi ha

          Yes mistakes ko remove karna hi asal kamyabi hai mistakes karne se pahle agar ham trading ka achcha Na lage aur experienced hasil karte Hain To hamari mistakes kam hoti hain apni mistakes ko remove karne ke liye achcha knowledge acchi learning aur achcha experience shasan karne ke bad hi trade open Karen
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes ko remove karna hi kamyabi ha

            g han ap nay shi kha hai humain es main mistakes ko remove kur dayna chahiyaay agr hum es main mistakes kur daytay hain to es kay baaad humain achay say es say learn kur kay es ko remove kur dayna chahiyay takeh hum es main n ko remove kur day or again in mistakes ko repeat na kuray jub hum es traah say kuray gay or mistakes ko remove kuray gaaay t hum kamyabbhi ho jay gaaay or kamyabi bhi hasil kur laay gay
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes ko remove karna hi kamyabi ha

              Ji aapki baat bilkul theek hai agar Ham Pakistan Forex form Mein kam kar rahe hain To Hamen ismein apni galtiyon ko theek karna hoga aur ham se jo bhi mistake hoti hain Hamen unko theek karna hoga tab Ham kamyabi Hasil kar Payenge aur Achcha bonus Haasil Payenge ISI Tarah Jab Ham trading kar rahe hote hain to Humse vahan per jo bhi galtiyan hoti hain Agar Ham unko improve Karte jaen to Humse Galti hone ke chances bilkul kam Hote Jaenge aur ham ek din bahut accha prapt karne Ke Kabil Ho jaenge
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes ko remove karna hi kamyabi ha

                Ji han sahi kaha aapane mistake karke Ham jyada experience hasil kar sakte hain agar mistake ko dobara move karte rahenge to isase Ham hamesha Los karenge hamen chahie ki Ham mistake ko remove Karen aur use per experience hasil Karen.

                اب آن لائن

                Working...
                X