Earning say phly learning ziyda zarori kyu hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Earning say phly learning ziyda zarori kyu hai?
    Doston earning sy phly hmry liy learn krna ha Kia agr zrori h to q apni ray zaror share kry thnku
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Earning say phly learning ziyda zarori kyu hai?

    Bilkul bhai jan Forex trading ak international business ha is ma kamyab wohi hota ha jin ka pass knowledge hota ha aur experience hota ha kyo k new members k pass na to knowledge hota ha aur na he experience is laya un ko chya ka wo earning ka sochna sa pahla mehnat kara aur apna knowledge barhay aur is ko learn kara phr earning khud ba khud ho jya ge jatna hmra pass experience zaida ho ga utna he ham kamyab ho sakta ha Forex market ma is laya mehant sab sa important ha profit hasal karna k laya
    • #3 Collapse

      Re: Earning say phly learning ziyda zarori kyu hai?

      dear jub tak ham kisi bhi kaam ko achay tareekay say smjh nai laitay hain hamain us main kaam karnay k akoi bhi faida nai ho skata hay qk ham usk baray main kuch jantay nain hain ham us main kaam kar nai saktay hain to zahir hay hamain us main lose he hoga aur jis kaam main hamain lose hota hay hamain us main kaam karnay ka koi faida nai ho sakta hay is liye learn karna parta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Earning say phly learning ziyda zarori kyu hai?

        running se pahle learning zyada zaruri isliye hai ki unke learning karne ke bagair Ham kuchh bhi earning nahin kar sakte isiliye hamen sabse pahle forex forum business mein market ko sabse pahle learning karna hota hai tabhi jakar Ham mein acchi earning kar sakte hain kyunki pass forex forum mein mehnat karne se hi kamyabi mumkin hoti hai kuchh bhi hasil nahin kar sakte sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Earning say phly learning ziyda zarori kyu hai?

          ASSALAM O ALIAKAUM dear friend ji bilkul earning se pahle learning zyada zaruri hoti hai agar Ham acchi nahin hasil karna chahte hain to uske liye learning bhi Karni hogi kyunki without learning Ham kabhi bhi forex main acchi nahin hasil nahin kar sakte hamen chahie kyon apne kam ko acchi tarike se Karen soch samajh Kar Apna Kam Karen apne kam ko ek responsibility samajh Kar Karen jahir si baat hai Jab apne kam mein interest lete Hain to vah Kam jarur successful hota hai jo log mehnat karte hain unki mehnat Kabhi Forex mein zaya nahin hoti to hamen chahie ki Ham mehnat se kam Karen ladne ke sath kam Karen tabhi acchi earning possible hai forex mein learning karna to acchi earning hogi kyunki mein vah log kamyab hote Hain Jo mehnat karte hain aur mehnat ke bagair Ham kabhi bhi kisi bhi kaam mein kamyabi hasil nahin kar sakte mehandi ki forex mein kamyab hote Hain
          • #6 Collapse

            Re: Earning say phly learning ziyda zarori kyu hai?

            Assalam o Alaikum ap ny bilkul theak baat ki hy main ap ki is baat sy raazi hun k hamain pakistan forex main kam karnay kay lya bohat sara knowledge akhata kana ho ga aur yah knowledge hamain pakistan forex main learning karnay sy hasil ho ga.Agar ham chaty hain k pakistan forex main ham acha sy acha kam krean to hamain sab sy pehlay learning zayada sy zayada krni ho gi jatni zayada learning ho gi utni hi zayada earning ho gi.
            $#@#i Khan
            • #7 Collapse

              Re: Earning say phly learning ziyda zarori kyu hai?

              Earnings ka sath learning always Benifit hy learn Earn Ham Pakistan Forex main kar lenge Ham Jab Hamesha imandari se kam Karenge koi bhi Aisa Desh Ka Naam Nahin Lenge Hamen chahie Jahan per Achcha acchi timing se junior ki help Karen Agar seniors ko chahie Agar vah Duniya Ki Har Karega usse motivate Karenge Unka Sath Denge unko all world Mein Yahan Par famous business Mein acchi Si help dekar Unse motivate Karenge Is Tarah unko kamyabi Hogi Hamen chahie Ek dusre se corporate Karke Forex Mein kamyabi ata Karen Hamare liye bhi Hogi acchi time in Dekh Kar Ham kamyabi Forex se le sakte hain isliye Hamesha Waqt ki Hamesha pabandi Ka Khyal Hamesha Forex Mein rakhen Is Tarah Hamare liye kamyabi Hamare liye good Hamare liye very very good Hogi
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Earning say phly learning ziyda zarori kyu hai?

                Forex mein earning our learning ki koi limit nahin hai forex mein earning or learning mehnat per depend karti hai aur forex mein hum jitna zyada work aur mehnat karenge jitni zyada forex mein apna time invest karenge forex mein hum utna acha profit aur achi kamyabi hasil karte hain aur is tarah se forex main work karne se aur apna time invest karne se hamara experience aur knowledge bhi increase hota hai aur forex mein achi trading aur ache work ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai jisse forex mein ham achi trading kar sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain

                اب آن لائن

                Working...
                X