Apni mistakes ko na dohrain...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni mistakes ko na dohrain...
    Forex trading me aksar ham ek he ghalti ko baar baar dohratay hain jis ki waja se ham loss kar jatay hain. hamain apni ghaltio ko note karna chaheye aur koshish karni chaheye k aaenda wo ghalti na karain. es se ham forex se acha return hasil kar saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni mistakes ko na dohrain...

    Khushi Karni chahie ke Agar Humse Koi mistake ho jati hai to usse Hamen sikhane ki koshish Karun Karni chahie balki demotivate Nahin Hona chahie is chij ka size kya hona chahie ki Janata Yahan Ki Lagan To Hamen Dwarawati Nahin Karni chahie to free amazing successful ho sakte hain Agar Ham Apne pati ko Barbad Rahenge To Ham ismein Kamyab Nahin Ho Sakenge
    • #3 Collapse

      Re: Apni mistakes ko na dohrain...

      Ji bilkul theek kaha hai ap ne ager ap ne aik dafa ghalti ki aur ap ne nuqsan utha liya hai tu ap ko chahyea ke dobara aisi ghalti na karaen. Jiss se ap ko dobara nuqsan ho. Kyon ke bar bar ghalti ker ke bar bar loss laine wala trader acha trader nahi hota.
      • #4 Collapse

        Re: Apni mistakes ko na dohrain...

        Bohat acha sawal ha hamin apni mistakes ko dohrana nhi chahia forex trading ma hamin apni mistakes ko cover krna chahia or mistakes sa bachna chahia keon ka mistake jo ak bar ho jy next time wo mistake nhi honi chahia tu ap kamyab hon ga or expert ban jyan ga
        • #5 Collapse

          Re: Apni mistakes ko na dohrain...

          mistakes ko aise log repeat karte Hain ki jinke pass kam karne se related koi bhi experience nahin hota aur yahi vajah hai ki unko yah bhi samajh nahin aati ke kis tarah se kam karne mein nuksan ho jata hai aur UN logon ko apni mistakes ke bare mein bhi maloom nahin hota aur agar members mistakes ko avoid karke aur acche se trading karen to tabhi unko profit a sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Apni mistakes ko na dohrain...

            I am agree with you Hamen apni galti se sikhana chahie Agar Hamen Kisi trade Mein Ek Bar nuksan Hua Hai To fir Hamen bar bar uchit rate per chatting Nahin Karni chahie balki page ko change karna chahie apni galti se sikhana chahie galti se Sikar Aage Badhana chahie advise ke mutabik Chalna chahie knowledge share Karke kam karna chahie acchi post Karni chahie aur post ko acchi tarike se delete karna chahie usmein jo bhi fayda wali chijen unko on karna chahie tabhi Ham acchi trading kar sakte hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Apni mistakes ko na dohrain...

              Pakistan forex trading form mein Jab ham kam karte hain to hamen bahut si musklaat ka samna karna parta hai Ham apni mehnat se kam karte hain lekin ismein kuchh galtiyan aur weakness paida ho jaati hai Hamen in weakness aur galtiyo ko dur karna chahie na ki hame mayisi ka shikar ho jaen Hamari yah galtiyan aur weakness hamen bahut pareshan karti hain in ghaltyu ko dur karne ke liye hamare pas knowledge aur experience hona Tab jakar ham acche se achcha bonus hasil kar sakte hain

              اب آن لائن

              Working...
              X