Planning ka tareeqa Kar
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Planning ka tareeqa Kar
    Achi planning main hamain sab sy pehly market ky analysis kerna hoty hain then hamain selected pair main market ki movement ky mutabiq lot size isterha sy open kerna hoti hai ky hamara account market ki maximum support ya resistance tak bhi secure reh saky usky bahd loss ki limit aur profit ka target set kerna hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Planning ka tareeqa Kar

    Ji bilkul theek kaha hai ap ne planning mein hamari trading ke mutaliq her cheez manage honi chahyea. For example ager ap achi planning kerte ho jiss mein ap ki money management, risk ki management, ait lot size ko sahi tarha define kiya howa ho tu ap forex mein kamyab ho sakte haen.
    • #3 Collapse

      Re: Planning ka tareeqa Kar

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
      Achi planning main hamain sab sy pehly market ky analysis kerna hoty hain then hamain selected pair main market ki movement ky mutabiq lot size isterha sy open kerna hoti hai ky hamara account market ki maximum support ya resistance tak bhi secure reh saky usky bahd loss ki limit aur profit ka target set kerna hota hai
      dear brother is market mein kam karne ke liye har trader ke pass ek achcha plan available hona chahie Taki vah is market mein jab bhi trade start karen to apne plan ko dekhte hue is market mein kam Karen agar aap is market mein achcha plan taiyar kar lete hain aur uske liye hadse is market mein kam karte hain to aapko is market mein bahut hi jald kamyabi mil jaati hai magar iske liye aapko khud aise plan taiyar karne honge jis per aap khud Amal karke trade kar saken.
      • #4 Collapse

        Re: Planning ka tareeqa Kar

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
        Achi planning main hamain sab sy pehly market ky analysis kerna hoty hain then hamain selected pair main market ki movement ky mutabiq lot size isterha sy open kerna hoti hai ky hamara account market ki maximum support ya resistance tak bhi secure reh saky usky bahd loss ki limit aur profit ka target set kerna hota hai
        G haan billkul ap na tk kha ha achi plaining ham apna seniors sa mil ka kr sakta han hamin achi plaining krna ka lia sb sa phly analysis krna hota ha or jin pairs pr acha experience ho un ki moments check krni hoti ha or lot size decide krna hota ha or us ka bad target set kr ka trade lgani hoti ha to pr ap ki kamyabi mumkin hoti ha
        • #5 Collapse

          Re: Planning ka tareeqa Kar

          bahut hi acchi tarah Se planning kis tarah Se karni hai yah members ko maloom hona chahie aur yah planning karne ke bare mein members ko tab maloom ho jata hai ki jab apni learning ko bahut acche se strong kar lete hain aur members ka apni learning ko strong kar lene aur acchi planning hasil kar lene ke liye hardworking hona hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Planning ka tareeqa Kar

            Haji trading karne se pahle planning kar leni chahie acchi planning se hamare trading per bahut jyada effect padta hai aur hamari planning se ki gai trading hamesha benefit mein jaati hai aur usse acchi anek hasil ho sakti hai isliye hamen trading karne se pahle trading ki planning kar leni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Planning ka tareeqa Kar

              Forex trading major BM trading Karen To Hamen Ek target select kar lena chahie trading karte waqt Hamen markets ke trains aur news Ka Khyal Rakhna chahie kabhi bhi jazbaati hokar chatting Nahin Karni chahie sabse pahle Hamen Ek acchi planning Karni chahie aur planning ke mutabik apne account ko chalana chahie market ki concept clear Hona chahie tabhi ameerkashii trading kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Planning ka tareeqa Kar

                Dear member bahut hi informative hai aapki agar ham planning kar lete hain to Forex trading mein kamyab ho sakte hain planning ke liye hamen sabse pahle market ko analyse kar lena chahie Uske bad per course karne ke liye payal ko bhi analyse kar lena chahie Uske mutabik thi ham trade kar sakte hain aur hamen trading ke liye ye apne balance ke mahtab lot size use karna hota hai hi ke bad hi ham loss ke liye matar profit target set karte Hain members ke sath chat karen to maximum profit and Kiya ja sakta hai members ko chahie ki vah har Tarah ki ke bad hi Forex trading mein state open Karen tabhi ham acchi Nahin hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Planning ka tareeqa Kar

                  Acchi planning ki Hamare experience ka result hoti hai ki Jitna Hamara Achcha experience hota hai Ham planning bhi itni acchi karte hain aur FIR trade Karke profit Banaya Ja sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Planning ka tareeqa Kar

                    Assalam walekum ji bilkul aapane sahi Kaha planning ki Hamare experience ka result hota hai Jitna Hamara Achcha experience hota hai Ham training bhi itni acchi karte hain aur firetrade Karke perfect Banaya Ja sakta hai aur Pakistan ka number one business Hai Jo Kabhi Na
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Planning ka tareeqa Kar

                      haan jee achhi planning kay liay zaroori hay kay ham sab say pehly market kq analysis karain international halaat ko study karain oar apny senior members say mashwara kar kay ham kessi bhi cheez main trading ki planning karain kun kay ik kamyaab trading kay liay planning zaroori hay

                      اب آن لائن

                      avatar Ayn
                      avatar nimu
                      avatar muz5
                      avatar Hassi
                      Working...
                      X