kabhi kabhi market ka trend wazeh aur clear nhi hota jis ki waja se us waqt order lagana risky ho sakta he is liey hm pending order ka option use krte hen ke hamari analysis ki bina agar market up jane ka imkan he to hm buy limit set kr ke buy ka pending order lagate hen aur agar market down jane ka chance he to hm sell limit set kr ke sell ka pending order lagadete hen ta ke jis waqt bhi hamari analysis ke mutabiq move kare gi to hamara order lag jae ga aur hmen profit ho ga.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим