Tanshion mein trading nahi karni chaiy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tanshion mein trading nahi karni chaiy
    Forex mein aap achi trading karna chtay hai tu aap ko relax ho Kar trading kray gay tu aap ko acha profit hasal Kar saktay hai agar aap parshani mein trading kray gay tu aap ko loss ho sakta hai iss Lia aap ko parshani mein trading nahi karni chaiy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tanshion mein trading nahi karni chaiy

    Bar Bar Yahi chij bharate Rahte Hain ki aap mujhe kabhi bhi tension mein post na Karen balki aap koshish karen ki aap post Nahin karen to bhi tension na Lena Jab trading kar rahe to aapko bilkul bhi tension Nahin leni chahie Jab aap free ho to Usi time aapko Karni chahie Kyunki is chij Ka Asar padta hai Agra Matador disturb hoga to Fir aap pahchante Nahin Laga Denge
    • #3 Collapse

      Re: Tanshion mein trading nahi karni chaiy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sak305 پيغام ديکھيے
      Forex mein aap achi trading karna chtay hai tu aap ko relax ho Kar trading kray gay tu aap ko acha profit hasal Kar saktay hai agar aap parshani mein trading kray gay tu aap ko loss ho sakta hai iss Lia aap ko parshani mein trading nahi karni chaiy
      jab aapka mood off ho to aap trade bilkul na Karen jab mood mein aap trade karte hain to las hi karte Hain....
      ​"Try try again until you succeed"
      • #4 Collapse

        Re: Tanshion mein trading nahi karni chaiy

        forex trading mein Jo bhi trader tension lekar kam karega use profit kabhi bhi nahin hoga kyunki tension mazeed tension deti hai Urdu trader tension mein aakar ke trading karta hai use hamesha nuksan bhi hota hai forex mein kam karna hai aur isase achcha profits lena hai to subah se Kam karna hoga aur tension kabhi bhi nahin leni hogi aur acche tarike se kam karna hoga mind fresh hokar ke kam karna hoga forex bahut hi risky business hai ismein agar koi trader tension mein aakar ke kaam karta hai use hamesha nuksan hi hota hai aur vah kabhi bhi forex se achha munafa hasil nahin kar payega forex trading mein vahi trader kamyabi hasil karega Jo tension free hokar ke kaam karega aur forex ke kam ko samajh Kar ke hi trade lagaega usi trader kohi forex se achcha fayda hasil hoga
        • #5 Collapse

          Re: Tanshion mein trading nahi karni chaiy

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sak305 پيغام ديکھيے
          Forex mein aap achi trading karna chtay hai tu aap ko relax ho Kar trading kray gay tu aap ko acha profit hasal Kar saktay hai agar aap parshani mein trading kray gay tu aap ko loss ho sakta hai iss Lia aap ko parshani mein trading nahi karni chaiy
          Forex market Mein trade Hamen us Waqt continue Karni chahie Jab Ham totally mentally relax Ho Kyunki Hamen Yahan per mukmmal focus karna padta hai kilo se kis tarike se bacha Jaaye aur Hamen Kuchh profit Hasil ho sake ISI Tarah Ham Agar tension mein Honge to Fir Ham Se Koi Na Koi Aisi mistake Jarur Hoti Hai jisse Hamen bahut bada loss ho jata hai loss se bachne ke liye Hamen acchi planning ke sath read Karni hoti hai jo tension mein planning acchi Nahin ho sakti
          • #6 Collapse

            Re: Tanshion mein trading nahi karni chaiy

            Gee haan forex mein humain tension mein kaam nahin kerna chahyea iss sae humain bahut zayada nuqsaan hota hai aur humara account bhi wash ho jata hai aap ko relax ho Kar trading kray gay tu aap ko acha profit hasal Kar saktay hai agar aap parshani mein trading kray gay tu aap ko loss ho sakta hai iss Lia aap ko parshani mein trading nahin kerni chahyea balkay mehnat sae kaam kerna chahyea
            • #7 Collapse

              Re: Tanshion mein trading nahi karni chaiy

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sak305 پيغام ديکھيے
              Forex mein aap achi trading karna chtay hai tu aap ko relax ho Kar trading kray gay tu aap ko acha profit hasal Kar saktay hai agar aap parshani mein trading kray gay tu aap ko loss ho sakta hai iss Lia aap ko parshani mein trading nahi karni chaiy
              G haan billkul ap na billkul tk kha forex trading ma hamin tension ma trading billkul bi nhi krni chahia hamin sabar sa or fresh mind sa trading krni chahia keon ka tension ma ham kabi bi profitable trading nhi kr sakta tension ma hamara mind ma kuch or chal rha hota ha or ham kuch or kr rha hota han tu trade ham galt lga lata han jiss sa loss ho jata ha
              • #8 Collapse

                Re: Tanshion mein trading nahi karni chaiy

                Ji aapki baat bilkul theek hai Hamen tension mein kabhi bhi trading Nahin Karni chahie Hamen Hamesha freshman ke sath trading karne ki koshish kar dijiye Kyunki Jab Ham Parasmani ke sath trading karte hain tabhi Ham market ki moment ko samajh Baithe Hain aur acche se analyse kar paate Hain Jab Ham tension mein Hote Hain To Ham market ko acche se analyse nahin kar paate aur Market ki movement ko samajh Nahin paate aur ISI vajah Se Jab Bhi Ham Koi trade open Karte Hain To vahan se Hamen loss ho jata hai Hamen Hamesha market ko Samajh Kar Hi trading karne chahie Taki Ham market se Chapra fatafat kar sakte
                • #9 Collapse

                  Re: Tanshion mein trading nahi karni chaiy

                  tension mein hamesha trading se avoid krein aur trade os vaqt krein jab aap log mentally bilkul relax hon.relax ho k trading krnay se ziada faida hasil kiya ja sakt hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Tanshion mein trading nahi karni chaiy

                    trading karne ke liye members ka mentally fresh hona bahut jyada jaruri hai kyunki ISI vajah Se Hi members acche decisions lekar aur acche se trading ko continue kar lete hain aur aise members ke Jo jyada confuse hote hain unko tension mein kabhi bhi Koi trade open nahin karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Tanshion mein trading nahi karni chaiy

                      Forex trading mn ache work k lye zaroori hy k apne mind ko Cool and calm rakhein agr ap better state of mind mn hon gy tu ap ache decisions ley pao gy.trading k dooran kisi bhi qism ki tension maat lya kren apne taraf sy poora hard work kya kren aur baaqi umeed kren k ap profit hasil kren agr kabhi loss bhi ho jata hy tu usy bardasht kren kiun k profit aur loss dono trade ka part hain aur agr ap kisi bhi wajah sy kisi tension ka shikar hain tu trading sy door rahain
                      • #12 Collapse

                        Re: Tanshion mein trading nahi karni chaiy

                        Yes you are right tension mein trading Nahin Karni chahie tension mat trading karne se aapko loss ho sakta hai high tension mn trading se aksar log disheart ho jaate Hainisliye trading ko karne se pahle positive mind set rakhen aur confidence ke sath trading Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Tanshion mein trading nahi karni chaiy

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sak305 پيغام ديکھيے
                          Forex mein aap achi trading karna chtay hai tu aap ko relax ho Kar trading kray gay tu aap ko acha profit hasal Kar saktay hai agar aap parshani mein trading kray gay tu aap ko loss ho sakta hai iss Lia aap ko parshani mein trading nahi karni chaiy
                          yes brother main aapki is baat se aagrah karta hun jab bhi Koi jyada tension mein hota hai to vah use time achcha decision nahin Le sakta agar Ham tension mein hote hue Koi trade open karte hain to use per Ham soche samjhe magar ka bhi jyada risk Le lete Hain to uske vajah se humko jyadatar nuksan hota hai agar Ham is nuksan se bachana chahte Hain to humko chahie ki Ham is market mein jab tension mein ho to trade open Hi Na Karen aur jab relax Ho jaaye to tab is market mein analysis karke trade open Karen.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Tanshion mein trading nahi karni chaiy

                            bilkul dear member tension mein ki hui trading mein ham kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte Forex trading mein trading hamesha fresh mind ke sath hi Karni chahie aur relax hokar Karni chahie tabhi ham har ek chij ko analyse kar ke aur focus Karke trade kar sakenge aur aise trade karne se aaunga main abhi bhi and kar sakte hain usko chahie ki vah Forex trading mein bahut hi Soch samajhkar trade Karen aur tension se free hokar trade Karen taki acchi earning hasil ki ja sake

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X