Loss se ghabro GE to kamiaabi nahin pao ge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss se ghabro GE to kamiaabi nahin pao ge
    Dear forex hame loss se bachana chahiey jitna hoo sake hame forex ko samjh Kar kaam.kare tab AP aekchbprofit gain Kar sako ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss se ghabro GE to kamiaabi nahin pao ge

    Loss say ghrabro gay tu kamyabi nahi Pao gay aap nay theek kaha forex main aap ko jab loss hota hai tu aap ko nakaami hoti hai agar aap ghabra jay gay tu aap ko kabi kamyab nahi ho sakta iss Lia aap ko loss honay pr sabar say kaam karna chaiy
    • #3 Collapse

      Re: Loss se ghabro GE to kamiaabi nahin pao ge

      dear friend profit aur loss business ka,hissa hota ha agr apko forex trading mn loss ho jay to preshan naen hona chayay balkay loss ki waja jo ghalti ho usay door krna,chayay aur pehlay sa ziada mehnat kr k forex trading mn kamyabi hasil kr k achhi earning hasil ktni chayay
      • #4 Collapse

        Re: Loss se ghabro GE to kamiaabi nahin pao ge

        FIR is enemy of knowledge there is any of observation Dar se quiz tablet Hai To iska matlab hai ki usne Hamare emotions in Volvo rahe hain aur usmein koi logical reason Nahin Hai agar Ham Kidhar Banna Chahte to milogi ko follow karna hoga Kyunki logic hi Insan ko Kamyab karte hain aur logic hi hai jo Insan ko property sakta hai aur bolo Jo logically decision Nahin lete to iska matlab yah hai ki vah Apne emotions ko follow karte hain aur Dar Ki vajah se Log Yahan To Kabhi Apna Aise maintain karna Bhul Jaate Hain ya FIR Apne bade log Uske Badle Mein Chhota Sa profit Lekar market ko accept kar Jaate Hain isliye vah log kabhi bhi acche se dar Nahin Ban Sakte
        • #5 Collapse

          Re: Loss se ghabro GE to kamiaabi nahin pao ge

          Assalamu Alaikum dear ji aapane bilkul sahi baat ki hai agar Ham loss Se ghabrate Hain Tu Kabhi kamyabi Hasil Nahin kar Pate Hamen apni mistake se Sab again karna chahie koi bhi kam ho ek hi bar Mein Insan usmein kamyabi Hasil nahin kar pata use sikhane main Kuchh Waqt To Lagta Hai dear Apne losco Apne Liye Sab banaa le aur zyada Se z6ada mehnat Karen kamyabi aapko zurur Milenge
          • #6 Collapse

            Re: Loss se ghabro GE to kamiaabi nahin pao ge

            Ji hello Sago Rahenge To Kabhi Kamyab Nahin Ho Payenge Hamen Logon se gram Nahin balki Himmat ke sath Muqabla karna hoga tabhi Ham ismein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain pak forum Mera Sahi kam Ye Mumkin Hai bagair mehnat Kuchh Bhi Hasil Nahin Hota
            • #7 Collapse

              Re: Loss se ghabro GE to kamiaabi nahin pao ge

              Gee haan forex mein agar hum loss sae ghabra ker kaam kerain gaye tou iss sae humara apna hi nuqsaan ho ga forex main aap ko jab loss hota hai tu aap ko nakaami hoti hai agar aap ghabra jay gay tu aap ko kabi kamyab nahi ho sakta iss Lia aap ko loss honay pr sabar say kaam karna chahyea aur loss sae ghabrain gaye tou humain lazmi loss ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Loss se ghabro GE to kamiaabi nahin pao ge

                Agar ap loss se dar dar kar trading karte hain to apko kabhi achi success nahi mil sakti hai. humein apne experience aur knowledge ko itna improve karna chahiye ky hum pore confidence ky sath trading kar saken. taky humein loss se darne ki zarorat hi na parhe. humein apni skills per itna trust hona chahiye kay hum loss ky bary mein soch hi na saken. jab hum confidence ky sath trading karte hain aur achi soch kay sath trading karte hain to humein kabhi bhi loss nahi hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss se ghabro GE to kamiaabi nahin pao ge

                  ji haan mere Bhai ne bilkul sahi kaha hai hamen kabhi bhi mere bhai logon se ghabrana nahin chahie hamen mehnat se kam karne chahie dekhiae profit and loss hai vah business ka hissa hai agar aapko ek Din loss aata hai aur aap khabre kar apna kaam band kar dete ho mere bhai to aap kabhi Kamyab nahin ho sakte mere per hamesha loss ko face karna sikhe chapter class se aap karoge mere Bhai aap kabhi Kamyab nahin ho sakte acche trader aap nahin Ban sakte to mere bhai mehnat se kam Karen apne loss ko recover Karen iske liye mere bhai aap ki planning behtar se behtar honi chahie aapke pass achcha knowledge aur achcha experience hona chahie inshallah aapko kamyabi jarur milegi
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss se ghabro GE to kamiaabi nahin pao ge

                    Humein loss sy ghabrane ki bajae loss sy learn krna chye kiun k jitna zyada hamra knowledge better ho ga utna hi hamare improvement k chances maximum hon gy Humein har trade k baad apne plans ko evaluate krna chye aur loss ki wajah taalash krni chye aur us waja ko apne trading plan sy remove krna pary ga taake hum apne loss ko profit mn convert kr saken aur maximum benefit hasil kr saken so forex mn learning ka process kabhi stop na kren
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss se ghabro GE to kamiaabi nahin pao ge

                      Trading start ka time Hamen planning Mein profit or loss ko donon ko Rakhna chahie Jab Ham planning kar rahe hain To usmein Hamen loss Kabhi sochana chahie aur profit Kabhi sochana chahie Hamen Mar jaaun Rakhna chahie ki mujhe Itna profit Ban sakte hain aur Itna Mujhe loss bhi a sakta hai to planning Mein Jab aap Logon Ko Shamil Karte Hain To fir aapko loss se Darna Nahin Padta agar aap loss ko Apne planning Mein Shamil Nahin Karte aap loss Se darte Hain To fir aapka koi fayda nahin hai ki aap trading Karen aapane loss ko apni planning Mein Shamil hi nahin kiya Iske bad aapko FIR pareshani Hogi dost bata raha hai ki aap Logon se Agar Nahin ghabrana Chahte Agar aapko last se Darna Nahin Hai To fir aap loss ko bhi apni planning Mein Shamil Karen

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X