Gold 1800$ price mark ko touch ker sakta hai ya nahi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold 1800$ price mark ko touch ker sakta hai ya nahi?
    Gold ki movements bohat ziada ho rahi hain aur gold ki predictions kaafi high impact waali hain. Gold 1800$ price ko touch ker sakta hai ya nahi?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold 1800$ price mark ko touch ker sakta hai ya nahi?

    Dear agar aap Gold per trade karna chahte hain to aapko yah dekhna Hoga Ki is mein kaun sa pattern ban raha hai agar aap long term trading to Dekhi aur ismein koi Bada timeframe use karen to usmein aapko confirmation single bhi mil Jaega aur usmein aapko Aisa pattern Milega jisse aapko yah confirm ho jaega ki gold 1800 level Tak Ja sakta hai ya nahin agar aap is market Mein acchi trade Lagate Hain To aapko ismein long-term ke liye Hath se Kafi jyada fayda ho jata Hai Magar uske liye aapko Sabar karna padta hai agar aap is market Mein scalping trade kar rahe hain to usmein aapko Chhota timeframe use karne per acchi trains milati rahti hai Jis per aap thoda hi time me Achcha profit banaa sakte hain agar aap is market ko Samajh Kar trade Karenge to aap aasani se Kamyab Ho Jaati Hai.
    • #3 Collapse

      Re: Gold 1800$ price mark ko touch ker sakta hai ya nahi?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
      Gold ki movements bohat ziada ho rahi hain aur gold ki predictions kaafi high impact waali hain. Gold 1800$ price ko touch ker sakta hai ya nahi?
      Assalamu Alaikum Mujhe Sake Hum last week se dekh rahe the gold ki moment bahut hi fast Upar ja rahi thi jo ki aaj Kafi different kar raha hai aur niche Jana shuru ho Gaya Hai Iski reason Ek yah bhi hai ki Jab dollar ki news I Thi to vah dollar ke liye positive hai aur kuchh news aisi hai jo dollar ke liye negative Hai ISI vajah se a bold per profit trade karna Kafi Khatarnak sabit ho sakta hai Kyunki cal market ka last day hai aur mujhe lagta hai ki bahut hi fast movement dekhne ko milegi jismein Safi Sabar karne ki jarurat Hogi acchi entry ke liye agar aap Dekhen technical analysis se Kesariya to Aap Ko Pata Chalta Hai Ki gold Upar Wali site per Munh Karega Mera Khyal Main To is bich Mein gold 1800 ke level ko pass Nahin Karega
      https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
      • #4 Collapse

        Re: Gold 1800$ price mark ko touch ker sakta hai ya nahi?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
        Gold ki movements bohat ziada ho rahi hain aur gold ki predictions kaafi high impact waali hain. Gold 1800$ price ko touch ker sakta hai ya nahi?
        yes brother abhi gold nahin kafi jyada ab jana hai kyunki iska friend up side per hai ismein aapko chahie ki aap ismein long-term ke lihaj se trade lagakar isko chhod den kyunki isliye abhi 1800 Tak jana hai aur uske bad is ne thodi si reversal lekar is level ko breaker ke majeed aap Chala jana hai agar aap ismein trade karte hain to aapko yah pata hona chahie ki ismein aap aisi trade lagaen jismein aapko kafi jyada fayda ho jaaye agar aap gold per chhed kar rahe hain to aapko ismein aisi trade lagani chahie jis per aapko yah pata chal jaaye ki aap ismein kahan se trade lagaen iske liye aapko candlestick patterns use karna chahie ismein aapko acchi trade mil jaati hai kyunki jab aapke pass koi candlestick person ban jata hai to vahan se aap is market mein entry laga sakte hain uske bad aapko is market mein main accha profit hona start ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Gold 1800$ price mark ko touch ker sakta hai ya nahi?

          gold aik risk pair hain hamy is mai expert ban kar kam karna chahey hum is mai din mai be kam kar sakty hai or hum is mai rat man be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte hain hamy gold pair main experience ky bagar kam nahe karna chahey hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahe hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahe hum is mai din mai be kam kar sakty hai or hum is mai rat mai be kam kar sakty hain market 24 ganty he open rahte hai hamy kam karny ky har aik rules ko proa karna chahey pher he hum is mai kamyab trader ban sakty hain or market mai run kar sakty hain hum is mai aik din mai aik account mai 50 posts or 4 threads karty hai hamy daily base par kam ko pora karna chahey yai aik acha karobar hain
          • #6 Collapse

            Re: Gold 1800$ price mark ko touch ker sakta hai ya nahi?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            Gold ki movements bohat ziada ho rahi hain aur gold ki predictions kaafi high impact waali hain. Gold 1800$ price ko touch ker sakta hai ya nahi?
            Ji han dear aapane bilkul sahi kaha hai aur aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai forex market mein agar Ham Dekhen to is Waqt board ki movement bahut jyada ho rahi hai few days pahle bolane bahut hi jyada upward movement ki thi lekin ab vah Aisa Rasta down train mein a raha hai lekin iska abhi bhi trend bullish Hi Hai Jab iska behre strand Shuru hoga to market Mein tab aapko trading ka fayda Hoga Agar aapane ismein achha profit Hasil karna hai to uske liye aapko chahie ki aap ismein sabse pahle experience Hasil Karen aur isme Jyada Se Jyada time the tab aapas mein Achcha kam kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Gold 1800$ price mark ko touch ker sakta hai ya nahi?

              dear forex market main gold ki position kafi strong rahi hai kyon ky gold aik asa pair ha jis nay kafi dair say is market main up movement ki hai aur ager ap monthly chart ko dekhain gay tu gold ka last resistance level bhi 1800 ki price par ja akr banta ha jis ki waja say gold ky 70 percent say bhi ziada chanses hain uper jany ky lea is ap ko a=gold ka ager koi bhi bulish setup banta hai tu ap ko buy kar ky acha profit mil sakta hai aur ap ko gold ky 1800 waly level say buying pay out ho jana chahye kyon ky gold us price pay bohut he taizi ky sath return aa satka hai gold ki ab major resistance banti he 1800 level pay hai is lea ap ko is plan ky tehat gold pay kam karna ho ga phir he ap ka plan success ho saky ga.
              • #8 Collapse

                Re: Gold 1800$ price mark ko touch ker sakta hai ya nahi?

                Forex forum me gold traders ki be kami nahi hay bahot se achy traders jo key gold me hi trading karty hey esy senior forum members ne zaror market ko analysis kia ho ga aur esy gold traders hi ye bata sakty hey key gold ka next target kia hoga ho ga, gold ka agar next target agar 1800 hit karny ka hay to market ko technical aur fundamental analysis karny key base par zaror traders ne es ko analysis kia hoga aur traders ne buying orders place karny ka decision be leya ho ga, gold traders ko chaye key wo zaror gold market analysis karny ka idea new gold traders key sath share karen.
                • #9 Collapse

                  Re: Gold 1800$ price mark ko touch ker sakta hai ya nahi?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                  Gold ki movements bohat ziada ho rahi hain aur gold ki predictions kaafi high impact waali hain. Gold 1800$ price ko touch ker sakta hai ya nahi?
                  Dear brother aap mein jo gold ki prices ke bare mein question Kiya Hai To Uske Jawab Mein main aapse Kuchh information share karna chahta hun ummid hai ki aap meri baat se agri Karenge.
                  Here is market me aap Jab Koi analysis kar rahe hote hain to usko hundred percent fix Na Samajh liya Karen Kyunki ismein koi bhi chij confirm Nahin Hoti is ki confirmation tabhi Hi Shakti Hai Jab use chij ki happening Ho Jaati Hai Jaise abhi aap gold ki price ki baat kar rahe hain ki yah ab word jakar 1800 US dollar Tak Ja sakta hai ya nahin to ismein aap Kuchh Bhi analysis Karne hain vah aap kar sakte hain aur uske bare mein jitni bhi expectation show ho rahi hai uske mutabik isko 1800 US dollar Tak Jana chahie balki is se bhi isko Jyada Utar Jana chahie lekin use level Tak jaane ke liye isko kitna time required hai vah aapko koi banda confirm Nahin Bata sakta ho sakta hai ya within one week is level ko Touch Kar Jaaye aur ho sakta hai after one month is level ko jakar break Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold 1800$ price mark ko touch ker sakta hai ya nahi?

                    Gold technical and fundamental analysis

                    Jaisa jaisa ki aapane poochha hai ki group members cold $1800 ko touch kar sakta hai ya nahin to ma apko isky ke bare mein aapko btana chahta hun.
                    Agar dekha jaaye to trading market mein professional expert investors and trading members ke bare mein comments yah dekhne ko mil rahe hain ke aap trading ke liye bole kauwa opportunity wale karo gold $2000 ko touch kar sakta hai recently iske bare mein trading members ki prediction bullish positive scenario ke bare mein strong hai gold ke bare mein kahan ja raha hai ke bullish ja sakta hai
                    Gold technical and fundamental analysis ke accordingly candlestick patterns for bullish candles ban rahi hai lekin gold raining situation mein hai aur 1762 per hold kar chuka hai next movement Gold ke friend ko decide kar sakti hai aap iske bad daily candle ko dekhte hue trading opportunity
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold 1800$ price mark ko touch ker sakta hai ya nahi?

                      Dear gold par agar ap trading karna chahty hain tu apko is mein ye dekhna hoga k gold ka trend kis taraf hai aur apko agar technical analysis ka experience hai tu ap gold par bary time frame ko use kar k ye check kar sakty hain k gold ka next kya target hai aur 1800 ko tuch kar sakta hai ya ni aur gold par trading k liye apko sabar karna hota hai aur bary capital k sath trading karni hoti hai tab he ap gold par analysis kar sakty hain aur trend ko find kar k trend mein trade laga sakty hain aur aj kal gold ki movement kafi zayada us dollar k sath ho rahi hai so ap technical analysis k sath usd index ko bhi must wach karyn aur gold ki price dollar k inversely proportional hoti hai agar u
                      Dollar weak hoga tu gold ki price up hogi aur agar dollar strong hoga aur gold ki price down hogi ap gold par small lot k sath long term trading karyn aur sabar karyn tu apko faida ho sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold 1800$ price mark ko touch ker sakta hai ya nahi?

                        dear jaisa k hume pta ha k gold eik risky pair hai is main kam krne k liye hume kafi menat ki zahrorat hoti ha ur knowledge ki be last week se gold kafi up ho chuka ha ur is ki next movement 1800 ko toch kr sakti ha is liye abi jo is main kam kr rhien hein soch smaj k kam krein is main hume kameyabi menat kr k hi milti ha hum khabi be is business main bhagir menat k kameyab nai ho sakte hein hume tecnical analysis ur fundamental analysis dono ko is business main fallow kr k work krna chaiye ye hamre liye eik zabardast onlines business ha is business ko hum apney dostuo k sath be share kr sakte hein hum ise kafi faida hasil kr sakte hein agr hum dori se be samjdari se kam krein gein tu hume fundamentally be kam krna hota ha is main
                        :1f60d: hard work :1f60d:
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold 1800$ price mark ko touch ker sakta hai ya nahi?

                          G dear jis speed say gold harkat mai aya hai lagta hai kay ye 1800$ tak jaye ga ya es ko cross kqr daye ga tu ap ka kam hai kay ap nay abhi gold mai kam karna hai tu kafi soch aur samjh kay sath kam karain kiyu kay gold mai kam karna kafi had tak risky hota hai ye tu bat hai kay ye market ka king hai jub kay es mai ap kamyab tabhi ho patye hain jub ap es mai acha kam kartye hain aur market mai nazar rakh kay es pair mai kam kartye hain tu us kay bad ap ka kam es mai acha ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu gold ko samjhna kafi mushkil kam hai
                          $$$ Never Give Up $$$
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold 1800$ price mark ko touch ker sakta hai ya nahi?

                            market 24 ganty he open rahte hain hamy gold pair main experience ky bagar kam nahe karna chahey hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahe hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahe hum is mai din mai be kam kar sakty hai or hum is mai rat mai be kam kar sakty hain market 24 ganty he open rahte hai hamy kam karny ky har aik rules ko proa karna chahey pher he hum is mai kamyab trader ban sakty hain or market mai run kar sakty hain
                            gold aik asa pair ha jis nay kafi dair say is market main up movement ki hai aur ager ap monthly chart ko dekhain gay tu gold ka last resistance level bhi 1800 ki price par ja akr banta ha jis ki waja say gold ky 70 percent say bhi ziada chanses hain uper jany ky lea is ap ko a=gold ka ager koi bhi bulish setup banta hai tu ap ko buy kar ky acha profit mil sakta hai aur ap ko gold ky 1800 waly level say buying pay out ho jana chahye kyon ky gold us price pay bohut he taizi ky sath return aa satka hai gold ki ab major resistance banti he 1800 level pay hai is lea ap ko is plan ky tehat gold pay kam karna ho ga phir he ap ka plan success ho saky ga.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X