Chart ki aham malomat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Chart ki aham malomat
    Chart ki kuch malomat
    Market ki price main up and down ko dekhne ke liye chart banate hai jis say hun historx main moves aur jo current moves ho rahi hai sb dekh sakte hai aisa chart jo market ko lines bana bar describe kar le aisa chart line chart kahte hai.
    Line chart say hat kar buht aur tarha ke charts b hote hai bar chart candle sticks chart b market mai use hote hai hum ziyada tar candle sticks chart par kam krte hai kyun ke isko samjhna asaan hai
    Candle stick chart world famous chart hai jo market main h0ni wali up and down k high low open close ko hamare samne show krta hai technical analysis main high low open close bohat important hai
    Agr ap nay candle stick ka D1 chart open kia hai to iska mtlb hai k us chart main eik candle ek din ki hai agr apne H4 ko open kia hai to mtlb 4 hour ka chart hai jo 4 hours bad new candle banta hai aur old wala close ho jata hai
    Aur is main weekly chart b hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Chart ki aham malomat

    Chart ko read krny k liye aap candlesticks ko follow krty hein aur different indicators ko use krny se bhi market ki direction samjhi ja sakti hy jis mein moving average ya phr Rsi indicator is k ilawa Vsa bhi use kr sakty hein jinko use krny se traders market se acha profit earn kr lety hein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Chart ki aham malomat

      ASSLAM O ALAIKUM DEAR FRIENDS chart ko smjna or chart ki khud ki buhat ahmiyat hy chat hi kisi pair pr bull or bear ki information deta hy ya buhat zarori hy ky insan is ki aham maloomat rakhy taky acha trade ly saky
      Last edited by ; 25-06-2020, 08:27 PM.

      اب آن لائن

      Working...
      X