Profit layna ya loss recover kernay may say zayada important kiya hay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit layna ya loss recover kernay may say zayada important kiya hay ?
    Kuxh seniors kehtay hay profit zayada zarori hota hay aor kuxh seniors kehtay hay loss recover kerna zayada important hay. Profit laynay ya loss recover kernay may say kiya zayada zarori hay ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit layna ya loss recover kernay may say zayada important kiya hay ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
    Kuxh seniors kehtay hay profit zayada zarori hota hay aor kuxh seniors kehtay hay loss recover kerna zayada important hay. Profit laynay ya loss recover kernay may say kiya zayada zarori hay ?
    Yes dear brother aapane bahut hi technical question kiya hai aur uske Jawab Mein Main aapko yah Kahana chahta hun ki aapke liye donon chijen hi bahut jyada important hoti hain Kyunki Jab aap trading kar rahe hote hain aur aapko profit Hasil karna hota hai to vah hamare liye bahut jyada important hota hai aur agar aap iske sath sath nuksan ko recover Karne Ki Baat Karte Hain To vah bhi Hamare liye bahut jyada important hota hai Kyunki jab tak Ham Apna nuksan recover nahin kar lenge use time tak Ham kabhi bhi apna profit withdrawal Nahin Karva Sakte aur Agar Hamara account jyada hai for example Agar Hamara 500 US dollar ka account hai hai aur usmein Humko $50 nuksan Ho Raha Hai To Ham Ko chahie ki Ham nuksan recover karne ki koshish karen Kyunki Agar Ham account wash karne ka Sochenge to Humko Jyada nuksan karna pad sakta hai
    منسلک شدہ فائلیں
    Last edited by ; 25-06-2020, 06:21 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Profit layna ya loss recover kernay may say zayada important kiya hay ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
      Kuxh seniors kehtay hay profit zayada zarori hota hay aor kuxh seniors kehtay hay loss recover kerna zayada important hay. Profit laynay ya loss recover kernay may say kiya zayada zarori hay ?
      Ji ap nay bohat acha question kia hay. Forex trading kay doran kisi na kisi wajah say traders ko loss hota rehta hay ziada tar traders ki apni mistakes ki wajah say loss hota hay ya baz dafa koi aisay problem ki wajah say bhi loss ho jata hay jo world level pay ho jay yehni kisi na kisi wajah say loss ho hi jata hay baz trader to loss ko control kar laitay hain aor baz say loss control nahi hota aor un ka account wash ho jata hay jin traders ka loss honay say account wash nahi hota yehni account wash honay say bach jata hay un ka loss recover ho sakta hay loss ko recover karnay kay liay trades lagani parti hain aor jab trades success ho jay to profit hasil hota hay jis say loss khud ba khud recover ho jata hay yehni alag say profit nahi kamaya ja sakta bal k pehlay loss hi recove kia jata hay es kay bad profit hasil hota hay yehni profit say pehlay loss hi recover hota hay loss recover honay kay bad hi profit ham withdraw kar saktay hain.
      • #4 Collapse

        Re: Profit layna ya loss recover kernay may say zayada important kiya hay ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
        Kuxh seniors kehtay hay profit zayada zarori hota hay aor kuxh seniors kehtay hay loss recover kerna zayada important hay. Profit laynay ya loss recover kernay may say kiya zayada zarori hay ?
        dear brother is market mein aap job training start karte hain to use time aap ka moti profit banana hona chahie lekin jab aap is market mein trade karti hui kisi vajah se nuksan kar lete hain to aapko sabse pahle apna loss recover karna chahie is tarah apps market mein apna account stable tabhi rakh sakte hain jab aap apne loss ko time ke sath recover kar lenge aur apne account per profit banate rahenge agar aap account per nuksan karte rahenge aur usko recover nahin karenge to aap ismein kabhi bhi apna account growth nahin kar sakte isliye yah donon baten bahut hi jaruri hoti hai ki apna nuksan recover Karen aur uske bad is market mein main profit wali site per focus Karen is tarah aap aasani se apna account per fir bhi banaa sakte hain agar aap is market mein profit hasil karna chahte hain to iske liye aapko learning karni hogi aur aapke pass jitna achcha experience hoga aap is market mein itni hi acchi trades laga sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Profit layna ya loss recover kernay may say zayada important kiya hay ?

          forex buisness main ap ki pehli soch yeh honi chhaye ky ap nay apne account ko secure rakhna hai aur loss main nahi jany daina chahy ap ko thora sa he profit ho ap ko us ko acccept karna hai kyon ky forex main ager loss ho jay tu usy recovery karny ky lea mazeed loss ho jata hai hamry emotion ki wjaa say forex main ham say bohut he mushkil say control ho pata ha jis ki waja say ap ko is bat ka sab say pehly khyal karna parna parta hai ky ap ko loss say har hal main bachna parta ha phir he ap aik achy trader ban sakty hain aur is business main success hony ky lea ap ko pehly achi tara say learning ko complete kar laina chahye phir he is main kam karna chahye phir he ap is main success ho sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Profit layna ya loss recover kernay may say zayada important kiya hay ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
            Kuxh seniors kehtay hay profit zayada zarori hota hay aor kuxh seniors kehtay hay loss recover kerna zayada important hay. Profit laynay ya loss recover kernay may say kiya zayada zarori hay ?

            Dear is market Mein maximum trader profit to aasani se banaa Lete Hain Magar is market Mein sabse Mushkil kam bhi hota hai ki aap is market mein jo Apne a friends per loss karte hain usko recover karna agar aap is market mein kisi vajah se trades per loss Karte rahte hain aur usko recover karna chahte hain to yah Kafi Jyada Mushkil time hota hai Kyunki is time Banda Itni Himmat nahin karta ki apni trades Ke Log ko recover Karen iske liye Kafi Jyada Sawar ke sath kam karna hota hai aap is market Mein Jaise hi koi mistake karte hain to aapko is market Mein launch ho sakta hai isliye aapko school ke sath kam karne chahie aur jo trade acchi mil rahi ho use per hi risk Lena chahie agar aap is market Mein soche samjhe bagair kam Karenge to aapko is market mein nuksan ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Profit layna ya loss recover kernay may say zayada important kiya hay ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
              Kuxh seniors kehtay hay profit zayada zarori hota hay aor kuxh seniors kehtay hay loss recover kerna zayada important hay. Profit laynay ya loss recover kernay may say kiya zayada zarori hay ?
              Forex aik unique aur bahtreen business hai jiss mai traders ko bohat achi trading kernay say bohat achi earnings bhi hoti hai aur traders ko achi earnings kay liye bohat ziada wait bhi nahi kerna parta hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay jaha pay earnings aur profit ziada hotay hain waha pay risk khud ba khud ziada ho jatey hain. Forex trading mai traders ko profits aur loss dono ka bohat khayal rakhna parta hai aur dono he say average trading kernay faida bhi uthatay rehna chaiye aur bachtay bhi rehna chaiye. Kisi trade mai 10 $ profit aur kisi Dusri trade mai 10 $ loss say earnings nahi ho sakti hain. Forex trading mai profits kay liye trading ki jaati hai iss liye woh bhi zaruri hotay hain takay income ki jaa sakey. Laikin ziada zaruri loss say bachnay aur loss ko recover kernay ki hoti hai. Loss say bachnay ka Matlab apnay account balance ko safe kerna hai jiss ki madad say he profits hotay hai.
              • #8 Collapse

                Re: Profit layna ya loss recover kernay may say zayada important kiya hay ?

                hamy loss hon y ke har aik waja ko sahe karna chahey pher he hum market main agy bar sakty hain hamy market ky up or down ko watch kar ky is mai pasia be invest karna chahey hum is mai jitna be pasia invest karty hai yai hamy ise ky hesab sy profit dyta hai hamy kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey yai aik big karobar hain hum is mai gar bath kar kam karty hai is mai kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hamy loss ko cover karna chahey hamy is mai knowledge or experience hasil kar ky kam karna chahey yai aik asa karobar hai jo ky kabe be band nahe ho sakta hum is ko apna life time career be bana sakty hai hamy market ky up or down ko watch kar ky is mai trade lagane chahey hum is mai trade laga kar profit hasil karty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Profit layna ya loss recover kernay may say zayada important kiya hay ?

                  forex mai hamy lsos ko cver karna ho ga pher he hum agy br saky gy hamy loss sy learning gain kar kya ik time tbale bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forexko samjna aik din ka kam nai hain hum is mai mahnet karty hain to hamy kamybe hasal ho jy ge hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga hum is mai agar laalchi ban kky kam karty hain to hamara account band ho jy ga hum is mai agar tuak system sy kam karty han to hamara account band ho jy ga hum gar mai bath kar s mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke need nahi hote hum is mai apny bos ap he hoty hain is jasa koi or business nahi hain dunaya bar mai
                  الحمد لله رب العالمين

                  • #10 Collapse

                    Re: Profit layna ya loss recover kernay may say zayada important kiya hay ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                    Kuxh seniors kehtay hay profit zayada zarori hota hay aor kuxh seniors kehtay hay loss recover kerna zayada important hay. Profit laynay ya loss recover kernay may say kiya zayada zarori hay ?
                    Ji han aapane Sahi kaha hai hain to office mein Sani ke sath glass ko recover kar sakte hain dear Forex trading Mein Jab aapko banaa Sakun main loss hota hai to aapko apna loss recover karna hota hai Ham ismein bahut Sare members ko dekhte hain ki vah Apna account was kar dete Hain Jo ki bahut hi galat Tarika hota hai agar humne ismein achha experience share karna hai aur trading Mein kamyabi Hasil karni hai To Hamen Apne loss ko recover karna hoga tab ham ismein Kamyab ho sakte hain aur expert trader pahunch sakte hain Kyunki loss ko recover karne mein Ham bahut sari strategies ka istemal karte hain aur apni trade score profit Mein Lekar Jaate Hain To is tarike se Ham Jab loss recover kar lenge To Ham ismein Achcha trader Ban sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit layna ya loss recover kernay may say zayada important kiya hay ?

                      Ap ne ko question kiya hai apko main us k bary ye brief karna chahta hon k forex trading aik aisa business hai jis mein sirf aik cheez par focus kar k trading ni ki jati is mein kafi sary factors involve hoty hain jin ko at a time akatha manage karna hota hai isi liye forex mein planning ko itni importance di gai hai k ap trading plan banayn aur us mein har aik cheez ko calculate kar k apni trading strategy banayn aur apko is market se profit bhi lena hota hai aur sath sath loss se bhi bachna hota hai aur apko isi liye trading tools ki facility di gai hai k ap stop loss aur take profit lagayn ta k ap ka account safe rahy aur ap aisi tradibg strategy banayn jis se apko kamyabi mily ye market aisi hai is mein ap ne mehnat aur knowledge k sath kamyabi hasil karni hai aur apko lalach ni karna aur jald bazi nai karni agar apko is mein loss hota hai tu ap ne loss ko accept karna hai aur usko achi planning k sath recover karna hai aur forex trading mein ap jitna time dyn gy ap ka experience increase hoga aur apko faida hoga profit apko zayada hoga aur loss kam hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit layna ya loss recover kernay may say zayada important kiya hay ?

                        Dear brother aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Forex trading ke liye yeah technical question hai jo bahut important question hai brother Mere Khyal mein trading Mein Hamen ya donon kam karna bahut Jaruri aur important hote hain sabse pahle to yah hai ki Jab Ham trading kar rahe hote hain to use Waqt Hamare man mein Yahi hota hai ki Hamen sirf aur sirf profit gain ho aur Hamari koshish struggle mehnat Yahi hoti hai ki Ham profit gain hi Karen Jab Ke loss se Hamesha sekty hi rahe kry wesy tu Koi Bhi ya nahin Chahta ki mujhe losses hun otherwise ho Jaate Hain To unko recover karna bhi bahut zyada zaruri important hota hai Kyunki jab tak Harmra loss recover Nahin hoga tab tak ham Apne profit Ko widrawa Nahin Karva Sakte isiliye Hamen profit ko withdrawa karvane se pahle Apne Loss ko recover karna bahut zyada zaroori aur important Hota Hai Jiski badaulat Ham aasani ke sath Apne profit ko withdrawa Karva kar apni zarurat zindagi aasani se Pori kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit layna ya loss recover kernay may say zayada important kiya hay ?

                          G dear dono kam important hai ager ap es mai acha kam kartye hain tu ap kay dono kam es mai achy ho jatye hain kiyu kay bina mahnet kay dono kam karna atna asan kam nhi hai ap ko es mai profit laina bhi asan nhi hai jub kay es mai lose recover karna bhi kafi mushkil kam ho jata hai tu ager ap acha kam kartye hain tu ap kay dono kam he achye ho jatye hain aur ap es mai acha kam kar laitye hain tu lose recover karna bhi acha kam hai aur profit laina tu us say bhi acha kam hai tu focus ager kam pay hota hai tu ap ko es mai kafi acha profit asani kay sath mil jata hai jis kay bad ap es mai acha kam kar saktye haim aur kamyab ho jatye hain
                          $$$ Never Give Up $$$
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit layna ya loss recover kernay may say zayada important kiya hay ?

                            Brother ye dono cheezen hi zayda importance rakhti hen agar aap profit hasil krty hen to whe ap ka regain loss b kehlay ga agar aap zyada sy zyada profit hasil krty hen to ap ka regain loss jald pura ho jay ga or phir aap apny nay profit ki janab gamzan ho paen gy isi liy apko chahey k aap zyada sy zyada hard work kren or sab sy pehly apna loss regain kren agar aap aesa krny me jald kamyab ho jaty hen to ap ko phir profit hasil krny me koe dushwari samny nae ay gi ap zyada behtar treeky sy phir profit hasil kr paen gy apko aik best strategy k sath chalna ho ga or losses ko recover krty krty aghy badhna ho ga isi cheez sy aap jald kamyab ho paen gy agar aap apny past losses regain nae krty hen to ap ko acha trader nae mana jay ga agar aap aik loss k baad hi dil haar bethy hen to aap phir forex trading me jald kamyab nae ho paen gy ap ko isi liy din raat mehnat kr kr k aghy badhna ho ga or losses ko regain krna ho ga phir hi ap apny new profits ka faeda utha paen gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit layna ya loss recover kernay may say zayada important kiya hay ?

                              Assalam o alikum!forex member forex mai hamy loss ko cover karna ho ga pher he hum agy br saky gy hamy loss sy learning gain kar kya ik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum [iasy kama saky gy forex ko samja na aik din ka kam nai hain hum is mai mahnat karty hain to hamy kamyab ho jy ga hum is main agar mahnat nahi kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga hum is mai agar laalchi ban ky kam karty hain to hamara account band ho jay ga hum is mein agar tuak system sy kam karty han to hamara account band ho jay ga hum ghar bath kar as mai kam kar sakty hain is mai kam ky liye hamy kise be office mai jany ke need nahi hote hum is mai apny boss ap he hoty hain jasa koi or business nahi hain dunya bar mai asy kam ni ha jas ma hum apna boss ap hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X