Profit aor loss dono pay hi emotions control kernay chahiye ya nai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit aor loss dono pay hi emotions control kernay chahiye ya nai ?
    Trading may profit ho ya loss ho dono honay pay hi emotions control kernay chahiye ya serf loss honay pay he traders emotional hotay hay ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit aor loss dono pay hi emotions control kernay chahiye ya nai ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
    Trading may profit ho ya loss ho dono honay pay hi emotions control kernay chahiye ya serf loss honay pay he traders emotional hotay hay ?
    dear brother aapane bahut hi technical question kiya hai aur uske Jawab Mein Main aapko apni information se a Agah karna chahta hun Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to Uske bad usmein hamare pass kam karne ke bad do option hote hain sabse pahla option ji hota hai ki Ham acche tarike se kam Karen aur usmein Humko profit Ho Jaaye aur dusri Baat yah ho sakti hai Jab Ham kam kar rahe Hote Hain To usmein Ham Ko nuksan Bhi Ho jata hai isliye Humko chahie ke donon situation aur conditions mein humko emotion per control karna chahie Kyunki Agar ham emotion per control Nahin Karenge to vah hamare liye nuksan de sabit ho sakta hai for example Agar Humko profit ho jata hai aur usmein ham emotional hokar Koi decision le lenge aur foreign Se Ek Aur reading kar denge Jo hamari liye over trading ka sabab Ban sakti hai Jiski vajah se Ham to nuksan ho jata hai ISI Tarah Jab Ham Ko nuksan Hone per Ham emotional Ho Jaenge to uska effect Hamari remaining trading per ho sakta hai aur iske sath sath Hamari sehat bhi kharab ho sakti hai ummid hai aap meri baat se aagrah Karenge aur is Baat per Amal karne ki koshish Karenge

    Click image for larger version

Name:	images (29).jpeg
Views:	5
Size:	11.9 کلوبائٹ
ID:	12327992
    • #3 Collapse

      Re: Profit aor loss dono pay hi emotions control kernay chahiye ya nai ?

      Ji han Forex trading main profit and loss donon pay apnay emotions ko control karna chahiay. Forex trading main aksar new traders apnay emotions ko control nahi kar patay es wajah un ka low experience hay aor low learning hay Forex trading main jab koi new trader first time acha profit kama laita hay to woh dobara ziada emotional ho kar apnay ap ko kamyab trader samjhatay howay big size main trade open kar daita hay jis say hota yeh hay k woh big size trade ko knowledge and experience ki kami ki wajah say control nahi kar pata aor bar bar mistakes kar jata hay jis say us ko bohat ziada loss ho jata hay. Aor esi taran agar first time hi kisi pehli trade main new trader ko loss ho gia to woh phir emotional ho kar koi ghalt qadam utha laitay hain jis say woh bar bar mistakes kartay hain ya phir trading hi chord daitay hain es liay profit and loss donon ki soorat main apnay emotions ko control kartay howay trading karni chahiay.
      • #4 Collapse

        Re: Profit aor loss dono pay hi emotions control kernay chahiye ya nai ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
        Trading may profit ho ya loss ho dono honay pay hi emotions control kernay chahiye ya serf loss honay pay he traders emotional hotay hay ?
        yes brother is market mein humne jo bhi trade lagani hai humko agar use per profit ho raha hai yah loss ho raha hai humko donon time apne emotions per control karna hoga kyunki kuchh traders is market mein trade lagate Hain aur unko super agar loss ho raha ho to vah emotional hokar badi trade likhate Hain iski vajah se unko masjid nuksan ho jata hai ya Kai traders aise bhi is market mein available hai jinki trade profit mein chal rahi ho to vah usko 4v close kar dete Hain aise trader apne motions per control nahin kar paate aur apni tahdco thode se profit mein close kar dete Hain jiske bad market unki kafi jyada fever mein jaati hai agar vah is market mein sawar ke sath kam karenge to apni trade per jyada profit hasil kar sakte hain isliye humko chahie yahan is market mein jo trade open Karen use per itna hi sabar Karen jaise humne trade ko loss mein hold rakha hai aise hi profit mein bhi holden ki practice karni chahie.
        • #5 Collapse

          Re: Profit aor loss dono pay hi emotions control kernay chahiye ya nai ?

          Yes dear ais market Mein Ham Jab Bhi trade kar rahi Hote Hain Humko chahie ki Ham Apne emotions ko control Karen is market Mein emotion ko control karne ke liye Humko Ek trading plan banaa Lena chahie aur sirf use trading plan to follow karti hui is market Mein trades open karne chahie Jab Ham present balance ke hisab se train Lagate Hain To usmein Ham Apna target set kar dete hain aur market se side per Ho Jaate Hain Is Tarah Ham market ke sath touch Mein Nahin Rahte aur apni trades ko aasani se old Rakh sakte hain Agar Ham is market ko Bar Bar Dekhenge To Ham emotional Ho Jaenge aur is market mein Aisi mistake kar denge Jiski vajah se Ham Ko nuksan ho sakta hai isliye Humko market mein jyada time active Nahin Rahana chahie.
          • #6 Collapse

            Re: Profit aor loss dono pay hi emotions control kernay chahiye ya nai ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
            Trading may profit ho ya loss ho dono honay pay hi emotions control kernay chahiye ya serf loss honay pay he traders emotional hotay hay ?

            Forex traders ka yeh aik bohat Bara masla hai kay trading kay doraan traders profit honay pay bhi emotional ho jatey hain aur loss honay pay bhi emotional ho jatey hain. Jo traders apnay emotions pay acha control rakhtay hain wohi kaamyab traders hotay hain. Forex trading mai jab kisi trade mai profit hota hai tou traders uss waqt emotional ho kay ziada lot size kay saath trade usi position pay open ker laitay hain laikin uss waqt na tou trends ko daikhtay hain aur na he analysis kertay hain jiss wajah say unhain reversals kay points ka pata he nahi chalta aur loss hona shuru ho jata hai aur loss bhi lot size ziada honay ki wajah say bohat ziada hotay hain. Forex trading mai traders ko apni learnings aur practices ko kabhi short cut laga kay ignore nahi kerna chaiye. Issi tarah loss honay pay usay recover kernay pay bhi pehlay achi Tarah work kerna chaiye takay dobara loss he na ho jaey. Traders ko loss recover kernay kay liye ziada mehnat ki zarurat hoti hai aur issi liye traders ko profits aur losses dono pay he apnay emotions pay control kernay ki zarurat hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Profit aor loss dono pay hi emotions control kernay chahiye ya nai ?

              hamy loss hony par sabar karna chahey kue ky hum bad dafa emotion ke waja sy be loss kar daty hai hamy apny emotion par control karna chahey hamy is main confidence sy kam karna chahey hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey yai aik aam job sy bahatar hai hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey yai online ke duna main king business hai hum is mai gar bath kar kam karty hai is main kam karny karny ky liey office jany ke need nahe hote hum is mai jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy earning dyta ha hum is mai aik din mai aik account mai 50 posts or 4 threads karty hai hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey yai aik world wide karobnar han hum is mai live kam karty hain
              • #8 Collapse

                Re: Profit aor loss dono pay hi emotions control kernay chahiye ya nai ?

                forex main profit hony pay emotions par control hasil karna aur forex main loss hony par bhi ap ko apne emotions control karny he party hain kyon ky forex main jab ap ko profit hota hai tu ap us emotions ki waja say over trading kar laity hain jiss ki waja say ap lalch main aa kar forex main apna loss kar laity hain is lea ager ap forex main ager ap ko forex main loss hota ha tab ap forex main apna loss ko lay kar es tention main aa jaty hain aur phir bhi ap ky mind main emotions paida hoty hain jis ki waja say ap foran market main zid kar ky recovery trade krty hain aur double lot say karty hain jis ki waja say ap ko forex main or ziada loss ho jata hai is lea ap ko forex main ager success hona ha tu emotions pay control karna ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Profit aor loss dono pay hi emotions control kernay chahiye ya nai ?

                  forum mai humkam kar k bons kama sakty han hum bonus py kam kar ky profit kama sakty hain hamy soch samj kar kam karna ho ga market mai pher he hum pasia kama saky gy hum is mai lve kam kar sakty hain hum gr mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mi part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy learning gan kar ky aik time tbale bana kar kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy hamy market ek movement ko samjna ho ga pher hamy is mai kam karn ho ga yai aik legal busienss hain hm is mai pairs mai ro currncy mai kam kar sakty han is mai hum agar lalachi ba k kam karty hain to hamara account band ho jy ga hum isy apna life tiem career be bana sakty han asane sy
                  الحمد لله رب العالمين

                  • #10 Collapse

                    Re: Profit aor loss dono pay hi emotions control kernay chahiye ya nai ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                    Trading may profit ho ya loss ho dono honay pay hi emotions control kernay chahiye ya serf loss honay pay he traders emotional hotay hay ?
                    Ji han ji aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading mein agar aap kam karte hain to aapko ismein Apne motions per control karna Hota Hai special Jab aapko ismein loss hota hai to aapko ismein apni motions per control karna Hota HaiHam acche tarike se kam Karen aur usmein Humko profit Ho Jaaye aur dusri Baat yah ho sakti hai Jab Ham kam kar rahe Hote Hain To usmein Ham Ko nuksan Bhi Ho jata hai isliye Humko chahie ke donon situation aur conditions mein humko emotion per control karna chahie Kyunki Agar ham emotion per control Nahin Karenge to vah hamare liye nuksan de sabit ho sakta hai for example Agar Humko profit ho jata hai aur usmein ham emotional hokar Koi decision le lenge aur foreign Se Ek Aur reading kar denge Jo hamari liye over trading ka sabab Ban sakti hai Jiski vajah se Ham to nuksan ho jata hai ISI Tarah Jab Ham Ko nuksan Hone per Ham Ham apni motion per control Karenge To Hamen ismein fayda hoga aur ham Apne loss ko recover kar Sakenge Jo Hamen ismein nuksan hua hai vah pura kar Sakenge.
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit aor loss dono pay hi emotions control kernay chahiye ya nai ?

                      Yes dear emotions par apko fully control hona chahiye agar apko loss ho tu ap emotional mat hon kafi aisy traders hain jo loss hoty he foran emotional ho jaty hain aur loss recover karny ki koshsish mein lag jaty hain aur analysis ni karty aur foran trade laga dety hain aur bari lot k sath trade open kar lety hain aur zayada loss kar dety hain is liye ap kabhi bhi emotional tarding mat karyn jo traders emotional trading karty hain wo kabhi successfull ni ho sakty wo sirf loss he karty hain aur jis trader k pass knowledge ni hota wohi emotions se kam leta hai ap sirf mehnat se aur achi trading se loss recover kar sakty hain aur apko agar profit ho raha ho tu us time lalach mein ni parna chahiye aur jitna profit mily ap ko agar lagy k acha profit ho raha hai tu ap profit mein tade close kar dyn agar ap forex trading mein sirf 2 cheezon par control kar lyn tu ap kamyab ho sakty hain aik emotions par aur doosra lalach par aur mehnat karyn aur agar ap k pass experience hoga aur achi planing hogi tu ap kamyabi hasil kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit aor loss dono pay hi emotions control kernay chahiye ya nai ?

                        bulkul sir apka baat 100% tick hai hum ko emotion per kabo pana chaiye. lose ho ye earnings humey apny emotion per kabo pana chahiye kio k hum kabi kubar zayida emotion mein aa kar lose ka sabab ban jata hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit aor loss dono pay hi emotions control kernay chahiye ya nai ?

                          Ji han brother aapki baat bilkul theek hai Hamen lashes aur profit Ki Surat Mein Apne emotion per Kabu Rakhna chahie Kyunki Hamen Business mein yah sab properly e hota rahata hai isiliye Hamen Kabhi Bhi Jyada profit hone Ki Surat Mein apna confidence loose nahin karna chahie aur na hi Hamen Pareshan jisse Agar last ho jaaye Kyunki Business mein last Prophet Nafa nuksan Uska Hi Sa hota hai Hamen Har halat mein khush Hona chahie relax Hona chahie Jyada profit hone Ki Surat Mein Bhi zyada over confidence ni hona chye na hi apny confidence ko loz Nahin Hona day Jab k Jyada loss hony e Ki Surat Mein mayos Nahin Hona chahie aur na hi Hamen Forex ko skip karna chahie balke is pay hosly ke sath dubara se mahant k sath Apne work ko continue Rakhna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit aor loss dono pay hi emotions control kernay chahiye ya nai ?

                            G han dear profit aur lose dono business ka hisa hai tu es mai bina lose kay ap ko kabhi profit nhi mil sakta hai aur ap ka kam hai kay jub ap ko es mai lose hota hai tu ap es mai parshan na hun balky ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lgan kay sath karain ta kay bad mai ap kaliye masla nhi banta hai aisa nhi hai kay es mai kisi ko lose nhi hota hai es mai lose sub ko hota hai per un ko zayda hota hai jo es mai darta hai kay khean lose na ho jaim hala kay aisa nhi hai lose aur profit business ka hisa hai tu ap es mai acha kam kartyue hain tu ap ko es mai profit zayda hota hai aur lose kam hota hai
                            $$$ Never Give Up $$$
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit aor loss dono pay hi emotions control kernay chahiye ya nai ?

                              Forex trading main aksar new traders apnay emotions ko control nahi kar patay es wajah un ka low experience hay aor low learning hay Forex trading main jab koi new trader first time acha profit kama laita hay to woh dobara ziada emotional ho kar apnay ap ko kamyab trader samjhatay howay big size main trade open kar daita hay jis say hota yeh hay k woh big size trade ko knowledge and experience ki kami ki wajah say control nahi kar pata aor bar bar mistakes kar jata hay jis say us ko bohat ziada loss ho jata hay. emotions ki waja say over trading kar laity hain jiss ki waja say ap lalch main aa kar forex main apna loss kar laity hain is lea ager ap forex main ager ap ko forex main loss hota ha tab ap forex main apna loss ko lay kar es tention main aa jaty hain aur phir bhi ap ky mind main emotions paida hoty hain jis ki waja say ap foran market main zid kar ky recovery trade krty hain aur double lot say karty hain jis ki waja say ap ko forex main or ziada loss ho jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X