Forex trading ma strong capital or small lot use karny ma he trader ka faida hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ma strong capital or small lot use karny ma he trader ka faida hota hai
    Friends forex trading ma trader us waqat tak kamyab hoty hain jb wo pehle strong capital jama karny ki khosis kartyn hain. Forex ma strong capital k bad b hamesa small lot sy trading karni chahe. Jo trader strong capital k sath khusi ma big lot set kar letyn hain wo hamesa loss ma he rehtyn hain ya acct wash karwany ma dair ni karty. Plz comment????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ma strong capital or small lot use karny ma he trader ka faida hota

    Forex mein kamyabi tab tak kisi ko nahin milati jab Tak ke uske pass ek achcha capital jama nahin ho jata kyunki achcha capital aapke account ko aur secure banata hai aur aapko acchi support deta hai aur kamyab trader pahle achcha capital gain karta hai aur tab tak train nahi lagata jab tak uske pass achcha capital nahin ho jata kyunki vah jaanta hai forex ek risky business bhi hai jismein risk bahut involved hai aur small capital se agar vah trade lagaega to yah mumkin hai ki uski trade profit se jyada loss mein chale aur uska account bhi wash ho sakta hai professional trader kabhi bhi jyada risk nahin Leta Dal ke apne kam karne ke tarike ko behtar se behtar banata hai aur vahi trade leta hai jiska use signal milta hai aur ek Hi trade mein vah achcha khasa profit hasil kar leta hai bus hamen apne account ko strong karna hoga aur ek professional trader ki tarah Hi Kam karna hoga aur forex ke kam ko samajh Kar ke hi karna hoga jitna accha hum kam karenge utna he accha profit hoga
    Last edited by ; 25-06-2020, 04:44 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ma strong capital or small lot use karny ma he trader ka faida hota

      Jee aap ny bht achi bat ki hy strong capital ka hona bht zaruri hy kamyabi sy trading k liay Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
      If you work hard no body can stop you from success
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ma strong capital or small lot use karny ma he trader ka faida hota

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
        Friends forex trading ma trader us waqat tak kamyab hoty hain jb wo pehle strong capital jama karny ki khosis kartyn hain. Forex ma strong capital k bad b hamesa small lot sy trading karni chahe. Jo trader strong capital k sath khusi ma big lot set kar letyn hain wo hamesa loss ma he rehtyn hain ya acct wash karwany ma dair ni karty. Plz comment????
        sAlam dear members g apny sahiii kaha jab hum strt main hi small lot lgayen to hum kamyab ho skteee humesha trading smalll lot sy hi krni chaiyeee jis main agr losss bhi ho jaye to hum usko easily cover kar skte hn or jab hum big log lgayen gy is say hum apna losss cover nahi kr skte balke u8s sy humara account bhi wash ho skta hai isliye hmesha wo hi kam kren jis sy apko faida ho na k nuksan .. nuksan sy zaida se zaida bachree tab hi acha buasinesss kr skte ....
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ma strong capital or small lot use karny ma he trader ka faida hota

          yes, forex ma bht mehnat k sath acha capital gain hota ha, is liay hmain isko thek tarah use karna chaiay aur iski safety ka khyal karain, trading ma hmesha small lot use karain ta k market ki ksi unexpected moment sa hmain loss na ho aur hmara capital waste honay sa bach jay
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ma strong capital or small lot use karny ma he trader ka faida hota

            hamy apne amount ky hesab sy lot lagane chahey agar hamare amount kam hain to hamy is main kam lot lagane chahey agar hamare amount zeyada hai to hamy is mai zeyada lot lagane chahey hamy kam karmnhy ky har aik rules ko pora karna chahey pher he hum is mai kamyab trader ban sakty hai or market main run kar sakty hain hum is mai live kam karty hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ma strong capital or small lot use karny ma he trader ka faida hota

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
              Friends forex trading ma trader us waqat tak kamyab hoty hain jb wo pehle strong capital jama karny ki khosis kartyn hain. Forex ma strong capital k bad b hamesa small lot sy trading karni chahe. Jo trader strong capital k sath khusi ma big lot set kar letyn hain wo hamesa loss ma he rehtyn hain ya acct wash karwany ma dair ni karty. Plz comment????
              You are right forex member jo member pal forex forum ler mauare kam karte he wo member acha bonis hasil.lar sakte he aur achi earning ke kua zayada balance ke zarorat hoti he air jis member ke pass acha balance hota he wo acha treading be kar sakte he
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ma strong capital or small lot use karny ma he trader ka faida hota

                Dear Forex main trader is Waqt talk Kamyab Hote Hain Jab Tak strong capital Jama karne ki koshish Karte Hain strong capital se Humko kamyabi milti hai Humko chahie ki Ham Sambhal lot size ka use Karen Kyunki market ko Ham Jitna hi acchi Tarah Se analysis Karen ya Kabhi Hamare against Bhi Ja sakti hai market ko koi control nahin kar sakta is per Ham market per Bharosa Nahin Rakh Sakte isiliye normal lot size use Karenge To Ham Apne account ko Hamesha Apne account ko safe Sakenge aur acchi running kar Sakenge
                ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ma strong capital or small lot use karny ma he trader ka faida hota

                  G zayda capital ho to trading relax ho Kay karta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ma strong capital or small lot use karny ma he trader ka faida hota

                    Yes, forex main acha or big capital is liye hota hay keh hum small lot use karty huye apny account ko maximum time period kay liye safe rakh sakain, big capital ka ye matlab nai hona chahiye keh hum forex main trading order place karty waqat is order main big lot use karain, big capital apny account ki safety kay liye hota hay or forex main tab tak he hum apny account ko safe rakh sakty hain jab hum money management karty rahain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X