currency kon se chose ke jay agar trade lagane ho to ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    currency kon se chose ke jay agar trade lagane ho to ?
    kon se currency best han trade ky liey ? kis currency mai zaeda naqsan nahe hota trade lagany ka ? aik time man aik he trade laga sakty hain keya ? trade ko lagan hain to stop loss ko must use karna ho ga keya ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: currency kon se chose ke jay agar trade lagane ho to ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
    kon se currency best han trade ky liey ? kis currency mai zaeda naqsan nahe hota trade lagany ka ? aik time man aik he trade laga sakty hain keya ? trade ko lagan hain to stop loss ko must use karna ho ga keya ?
    Dear brother Forex trading ko start karne se pahle aapko market ke bare mein learning Karni hoti hai aur knowledge Hasil karna Hota Hai Jab aap isko learning Karke kam Karte Hain To aap ismein achha profit Hasil kar sakte hain aur Market Mein Apna experience share kar sakte hain dear brother aap ne sabse pahle currency ko Chus karne ke liye sabse pahle yah chij dekhne hoti hai ki market ki movement usmein Kis Tarah Ki Hai Aur aapko ismein spread dekhna Hota Hai Jis currency pair per spread kam Hoga aapko ismein itna hi jyada fayda hoga aur aur aap jis currency pair per madam account per practis karte hain Usi mein aapko real account mein bhi kam karna chahie Kyunki currency pair ki movement ko samajhna sabse important Hota Hai Jab aapko Kisi bhi currency pair ki Munh Mein samajh aa Jayegi to aap ismein Kamyab ho sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: currency kon se chose ke jay agar trade lagane ho to ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
      kon se currency best han trade ky liey ? kis currency mai zaeda naqsan nahe hota trade lagany ka ? aik time man aik he trade laga sakty hain keya ? trade ko lagan hain to stop loss ko must use karna ho ga keya ?
      No doubt clear Jab Ek junior member Forex trading ko join karta hai to usko chahie ki vah sabse pahle initial stages per apni trading currency pair se start karen Kyunki currency pair trading karna bahut jyada risky Nahin Hota.

      Selection of Pairs:
      Dear brother currency pairs ki selection 1 important decision making hota hai jiske liye aap Kuchh chijon ko focus Karke Uske bad Ek decision lete hain aur vah Main aapko indicate kar deta hun.

      Analysis:
      Dear brother Jab aap ek currency pair ki selection karna chahte hain to uske liye bahut jyada jaruri hai ki use currency pair ke liye aap apne analysis Karte Rahe aur uske bare mein news akathey Karte Rahe.

      Information and Knowledge
      :
      Dear brother aapko this currency pair ke bare mein sabse Jyada information aur knowledge aapke pass hai aap koshish Kiya Karenge ki use currency ko apni trading ke liye select Kiya Karen.

      Experience:
      Dear brother Jab aapko Forex trading mein Main Kisi currency pair ke bare mein experience ho jata hai to aap koshish Kiya Karen aap use currency pair ko hi select Karen aur use per trading Karte Raha Karen.
      • #4 Collapse

        Re: currency kon se chose ke jay agar trade lagane ho to ?

        Forex market mein kafi sary currency pairs hoty hain jin par ham trade open kar sakty hain tamam currency pairs ki movement hoti hai apny account balnce ko dekh kar ap ko currency pair select karyn agar ap ka balance kam ho tu ap aisa currency pair select karyn jis ka spead kam ho kyun k jab spread zayada hota hai tu zayada margin required hota hai aur wo trade zayada loss se start hoti hai aur apka balance agar zayada ho tu ap zayada spread waly pairs ya commodity par trading kar sakty hain aur ap jo pair select karyn us par achi tarha se apni trading strategy k mutabiq analysis karyn aur market ka trend follow kar k trade open karyn agar money management k sath trade open karyn aur ap jab bhi trade open karyn stop loss zaroor lagayn stop loss ap k account ki safety k liye bahut zaroori hai aur aur ap kisi bhi pair par trade open karyn apko profit hoga kyun k tamam currency pairs ki movement hoti hai is market mein ap ko trade mein profit tab he hoga jab ap k analysis achy hon gy aur ap trend ko find out kar lyn gy aur ap trend ki favour mein trade lagayn aur ap apni lot apny account balance k hisab se lagayn aur is market mein lalach mat karyn aur learning aur practice par focus karyn tu apko faida hoga
        • #5 Collapse

          Re: currency kon se chose ke jay agar trade lagane ho to ?

          Dear is market Mein Har Tarah ki apni Marji hoti hai ki vah is market mein kaun se currency pair per plate karna chahta hai agar aap is maarpeet Mein Koi Bhi Ek currency per let kar lete hain use per aapko sabse pahle Dam account per acche se practis kar leni chahie Taki aapko US currency per kam karne ka experience Ho Jaaye Uske bad Jab aap real account Pakoda start karte hain to aapko ismein Soch samajhkar padh Lagani chahie aur jo acchi permission ke bad trade mil rahi ho Surabhi product mein kaun per open karna chahie aapke account per Agar to trade nuksan Mein Jaati Hai Uska hisab Kitna nuksan Nahin Hota Aise he is maarpeet mein aapko hoge main Karke acchi trade Dhoondne Hoti Hai tab aapko profit Milta rahata Hai.
          • #6 Collapse

            Re: currency kon se chose ke jay agar trade lagane ho to ?

            bhai jan forex trading main apko har currency main trading karni chahye es se apko trading ka expiernce bhi milta hai or ap apni trading main achi earning kar skty hain tu hmaisha apko soch smjh kar os currency main trading karni chahye jis main ap achi earning kar skty hain forex main apko os currency main trading karni chahye jis main risk kam hota hai or ap apni trading karny main loss hony k chances bhi kam se kam hon forex main apko soch smjh kar or kam spraed par apni trading karni hogi jis se ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main hmain dil lga kar kam karny se he faida milta hai tu ap aghr apni trading k liye koi achi currency cahaty hain tu apko USD currency main apko achi trading karny ka moka milta hai es main risk bhi kam hota hai or spread bhi kam se kam hota hai
            • #7 Collapse

              Re: currency kon se chose ke jay agar trade lagane ho to ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
              kon se currency best han trade ky liey ? kis currency mai zaeda naqsan nahe hota trade lagany ka ? aik time man aik he trade laga sakty hain keya ? trade ko lagan hain to stop loss ko must use karna ho ga keya ?
              dear brother ya to aap per depend kar raha hai ki aapane is market mein kaun si trading strategy use karke is market mein trade open karne hain agar aapke pass koi long-term ke lihaj se trading strategy available hai to aapko kisi major currency pair per trade karne chahie kyunki jitne bhi is market mein major players available hai unko trade karne per aapko long term ke liye hath se kafi jyada profit ho jata hai aise he is market mein aapane agar trade open karne hai to aapko yah dekhna hoga ki aap Jo bhi trade laga Rahe Hain usmein aapane kitna risk lena hai agar aap is market mein trade open karne se pahle kisi currency pair ko select kar rahe hain to aapko I sapere select karna chahie jis ke related aapki trading strategy design ki Gai Ho Taki aapki trade ke jyada take profit hit ho is tarah aap aasani se apne account ko growth kar sakte hain agar aap account per trade karte hain to isase aapka account bahut hi jaldi growth kar jata.
              • #8 Collapse

                Re: currency kon se chose ke jay agar trade lagane ho to ?

                Asslam o alikum jesy hyn sab umed krta hun ap sab kheriyat sy hun gy apny bht hi acha sawal kia hai hamein kon si currency lgani chge bhai zab sy pehly ap sab janty hun gy hamein USD profit milta hai or usy hum apny account main transfer krty hyn flrex ko use krny sy pehly hamein yh sab set krna hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: currency kon se chose ke jay agar trade lagane ho to ?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
                  kon se currency best han trade ky liey ? kis currency mai zaeda naqsan nahe hota trade lagany ka ? aik time man aik he trade laga sakty hain keya ? trade ko lagan hain to stop loss ko must use karna ho ga keya ?
                  Forex trading mai traders ko apnay targets aur goals ka pehlay say pata hona aur unn kay liye planning kerna bohat faida mand rehta hai. Aisay traders bohat success haasil kertay hain jo apnay trading plan discuss kertay hain aur apnay plans ki ghaltiaa khatam ker kay corrections say agay barhta rehtay hain. Forex trading mai currencies ki trading say bohat acha business kia Jata hai. Traders commodities ko bhi prefer kertay hain laikin Agar successful traders ki videos daikho jaey tou woh sirf currency pairs mai trading ker rahey hotay hain aur bohat achi earnings ker rahey hotay hain.

                  Currency pairs mai major currency pairs ko choose ker kay trading kay liye unn ki study kerna kaafi behtar rehta hai. Usd, Gbp, euro, jpy, chf aur cad aisi currencies hain jinn kay pairs ko watch kernay say faida mand trading ki jaa sakti hai. Currency pairs mai traders ko ziada lot size rakhna bhi easy hota hai aur currency pairs kay barey mai expert analysis say bohat faida uthaya jaa sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: currency kon se chose ke jay agar trade lagane ho to ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
                    kon se currency best han trade ky liey ? kis currency mai zaeda naqsan nahe hota trade lagany ka ? aik time man aik he trade laga sakty hain keya ? trade ko lagan hain to stop loss ko must use karna ho ga keya ?
                    Ji ap nay bohat acha question kia hay. Forex trading market main bohat say currency pairs pay trading ki jati hay aor traders acha khasa profit kamatay hain. Yahan tak bat hay currency pair ki selection ki to yeh aik bohat hi important step hay kun k agar ghalti say aisa pair jis pay trading risky ho choose kar lia gia to profit ki bajay saway loss kay kuch hasil nahi ho sakta koi bhi trade open karnay say pehlay yeh dekhna chahiay k kon sa currency pair strong hay aor kon sa weak strong currency pair ko choose kar kay es pay trading karni chahiay aor currency pair ko choose karnay kay liay trader kay pas knowledge and experience hona bohat zarori hay aor us kay pas analysis hon agar trader analysis kar kay achay currency pair ka intikhab karta hay to usay yaqeenan kamyabi ho gi aor acha profit hasil ho ga ziada tar jis currency pair pay trading ki jati hay woh EUR/USD hay ya phir oil pay trading ki jati hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: currency kon se chose ke jay agar trade lagane ho to ?

                      Trading k lye kon si currency choose ki jaye?
                      ap ne bohat asha question raise kia, forex market ma ham different currency pair pe trading kartay hain, meri nazar ma har currency pair trading k lye thek hota ha yeh hamari trading strategy aur planning pe depend karta ha k ham is ko kaisay handle kartay hain, currency ko select kartay waqat darj zail baton ka lazmi khayal rakhain
                      1) os currency pair pe work karain jis pe ap ko demo account pe ziadah se ziadah practice ho, ap os ki psychi ko samjhtay houn
                      2) os pair ko baray ap ko bohat ziadah knowledge ho, dono countries ki economy k baray well information ho
                      3) jis pair ki daily average ziadah ho, movement bohat ziadah, volatility bhi bohat hi ashi ho
                      4) spread level bhi thoda ho, ap easily apnay account balance ko handle kar saktay houn
                      5) jis ka trend clear ho, aur ap strong signals k milnay k chances houn
                      6) Jab os pair ki koi high profile news arahi ho to bhi ap os pair se ashi earning kar saktay hain
                      Examples: GBPUSD, USDJPY, EURJPY, EURUSD, USDCAD, USDCHF etc
                      • #12 Collapse

                        Re: currency kon se chose ke jay agar trade lagane ho to ?

                        Asalam o Alikum dear forex members umeed ha kay ap sab theek hon gay forex ak bahut he acha or lajawab business ha is main kam karny kay leye hammy bahut he knowledge ki zarorat hoti hamy es ma trade karna ka liya bohat sa pair diya hota han ham on ma sa koi bi pair pa trade kar sakta han aik oil or gold pa trade karna hamr lya bohat zyada riski hu sakta ha q ka in pa trade karna ka liya hamy bohat zyada malomat or exprience ki zarort huti ha markit ko analysis karna hamra liya musakal ha or es ma tarde karna ka liya hamy aik large amount ka hona zarori ha aik new member ka liya gold pa curency pair pa tarde karna acha ha wo es ma jaldi samj lata ha or es ko jald analysis karna bi sikh jata ha markit ma agr ham major pair pa tarde kara to aik acah profit has kar sakta han es liya hamy zyada tar wo pair pa tarde karni hu gi jis ma hamy kisi kisam ka koi risk na hu
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: currency kon se chose ke jay agar trade lagane ho to ?

                          Currency pairs mai major currency pairs ko choose ker kay trading kay liye unn ki study kerna kaafi behtar rehta hai. Usd, Gbp, euro, jpy, chf aur cad aisi currencies hain jinn kay pairs ko watch kernay say faida mand trading ki jaa sakti hai. Currency pairs mai traders ko ziada lot size rakhna bhi easy hota hai
                          trade open karnay say pehlay yeh dekhna chahiay k kon sa currency pair strong hay aor kon sa weak strong currency pair ko choose kar kay es pay trading karni chahiay aor currency pair ko choose karnay kay liay trader kay pas knowledge and experience hona bohat zarori hay aor us kay pas analysis hon agar trader analysis kar kay achay currency pair ka intikhab karta hay to usay yaqeenan kamyabi ho gi aor acha profit hasil ho ga ziada tar jis currency pair pay trading ki jati hay woh EUR/USD hay ya phir oil pay trading ki jati hay.Currency pairs mai major currency pairs ko choose ker kay trading kay liye unn ki study kerna kaafi behtar rehta hai. Usd, Gbp, euro, jpy, chf aur cad aisi currencies hain jinn kay pairs ko watch kernay say faida mand trading ki jaa sakti hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X