Traders ko apna daily work kaisay schedule kerna chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Traders ko apna daily work kaisay schedule kerna chaiye?

    successful trading karny k liay planning sab sy zrori chez hy achi planning kiay bagar ham kbi b kamyab trading ni kar sakty or har kam m sab sy pahly us ki planning ki jati hy k hmary pas kitni investment hy ham is m kitny lot size ki trade open kar k earning kar sakty han or kon c trade hamy nuqsan frahm karti hy is liay sab sy zrori chez planning hy hamy planning kar k hi trading start karni chaiy. aapko Khud decide karna hota hai ki aapane kaun se time per aur kaun se trading session mein kam karna hai agar aap is market Mein acchi trading ka schedule banaa lete hain to usmein aapko thoda sa time Dena padta hai aur usmein aap apna target aasani se pura kar lete hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Traders ko apna daily work kaisay schedule kerna chaiye?

      Dear forex members ap jo bi kam kare koi shedule bañae taky apky liye easy rahe forex forum pe mehnat kare ap aur roz k roz post kare take apko acha bonous mily dear dosto time bana le k apny kab kis time post aur threads karni ha me apko batana chahti ho k ap subah k waqt posting kiya kare❤️
      • #18 Collapse

        Re: Traders ko apna daily work kaisay schedule kerna chaiye?

        Dear forex members haumay zindgi may kisi bhi Kam ko behtareen tareekay say complete karnay Kaye liye hameshs achi planning aur strategy ki zarorat hoti hay aur phir jab haum apni abilities and experience ki base pay uss planning aur strategy ko apney Kam pay apply kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay haumay hamesha apni learning ko zayada say zayada importance dayni chahiye takay haum apney experience ko barhatay hoye kamyaabi hasal Kar sakay.

        Agar haum forex trading may apney Kam Kay schedule ko tarteeb daynay ki bat kartay hay to haumay sab say pehlay apney knowledge aur learning ko trading say related knowledge Kay saath improve kartay hoye trading strategy tarteeb dayni hogi phir uss Kay mutabiq trading time table bna kar daily basis pay Kam karna hota hay haumay trading may hamesha market ki movement ko daikhtay hoye apni trade strategy bna kar trading karni chahiye aur apney knowledge aur learning ki zarorat ko kabhi bhi end nai honey dena chahiye takay haum trading kartay hoye trading may zayada profit hasal kar sakay.

        Forex trading may haumay bohaut zayada lazmi hota hay Kay haum displine Kay saath trading kartay hoye trading planning ko practically trading may apply karay aur saath saath apni trade practice ko skip na karay Kyu Kay jitni ziada appko trading ki practice hoti hay utna acha app trading may Kam kartay hay .

        Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay trading Kay liye apna daily basis pay time table bna kar trading karni chahiye takay haum proper tareekay say trading Kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Traders ko apna daily work kaisay schedule kerna chaiye?

          je han tradiong men koi time table nahe hota aur is ke baad hamein market kaa analysis kerr kaay ache trading kerr sakten hain aur is saay pherr humm apne kaam ko ache tarah saay bhe kerr sakten jald bazi main trading karengy tu ap kbhi bhi forex main achi earning nahi kar skty hain or na he apko loss hota hai tu ap apny kam ko time table k stah karen jis se ap kamyab ho skty hain or apny kam k liye planning bhi kar skty hain palnning se he ap ko kamybhi milti hai or apko acha profit milta hai hmaisha soch smjh kar or risk ko boht door rakh kar apna kam karen aghr ap chahty hain k ap forex main achi earning karen to pherr hamein hard work karna chahe

          اب آن لائن

          Working...
          X