Business mein hamen loss or profit donon ko accept karna chahie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Business mein hamen loss or profit donon ko accept karna chahie
    Assalamu alaikum dear friends ja sake Ham koi bhi business shuru karte Hain usmein hamen mehnat karni padati hai jisse Ham profit hasil kar saken per hamen business mein loss bhi ho sakta hai hamen apne business Ko chhodana nahin chahie hame loss sikhana chahie aur aur use search kar kar use per ghour karna chahie kya dobara loss Na Ho hamen business mein profit aur loss donon ko accept karte hue business ko aage badhana chahie.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Business mein hamen loss or profit donon ko accept karna chahie

    Walakum slam ji han koi bhi busienss ho chahye ye business forex business ho ya koi bhi our business loss our profit dono sath hoti hai is lye lhamain hamesha dono ka dehan rakhna chahye agar ham loss our profi main sabar se kaam lete hain phir hi ham kamyab ho sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Business mein hamen loss or profit donon ko accept karna chahie

      Han g duniya jahan k business main hamen loss or profit dono hoty hain
      Hamen loss or profit dono ko he accept kar k he kam karna hoga tabhi hum.forex main kamiyabi hasil kar sakty hain
      Hamen kabhi bhe forex main risk nahi lena cheye hamesha he bhot achi learning k sath he hamen kam karna hoga or loss or profit ko mind main rakhna hoga
      • #4 Collapse

        Re: Business mein hamen loss or profit donon ko accept karna chahie

        Bilkul dear Forex trading business Mein Hamen profit ke sath loss ka Samna bhi karna padta hai isiliye Hamen koshish karni hai kya market ka analysis karte hue market ki news ko Dekhte Hue confidence ke sath trading Karen aur Market ke apan down ko Dekhte Hue hi trading Karen Jitna Jyada market ko Dekhte Hue aur apne mind Mein profit and loss ko Dekhte Hue trading Karenge utna Jyada Ham market Se Achcha Prophet Hasil kar sakte hain aur Forex Mein Kamyab ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Business mein hamen loss or profit donon ko accept karna chahie

          Har Business mein 2 3 Jarur Hoti Hai 1 profit aur Ek ek loss aur Agar Ham Kisi Business mein hissa Lete Hain To Hamen donon chijon ko accept karna Hota Hai are main bhi loss bhi hota hai aur profit bhi hota hai agar ham log bahut mehnat Karenge To Hamen profit Hasil Hoga aur Agar Ham mehnat Nahin Karenge aur lalach se kam Lenge To Hamen loss ka Samna karna padega isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada mehnat Karke profit Hasil Karen aur Agar loss ho jata hai to use bhi Hamen accept karna padega Kyunki business ka hissa hai
          • #6 Collapse

            Re: Business mein hamen loss or profit donon ko accept karna chahie

            hamh forex main loss or profit ka samna karna parta hai jab hum kam karty howy koi mistake kar dakty hai to hamy loss ho jata hain hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey pher he hum is mai agy bar sakty hain or market mai run kar sakty hain yai aik asa karobar hai jo ky kabe be band nahe ho sakta hum is mai gar bath kar kam karty hain
            • #7 Collapse

              Re: Business mein hamen loss or profit donon ko accept karna chahie

              Forex men hamen loss hony per preshan nahinj hona chaheya balkeh hamen as men ur mahnat karny chaheay kun kay agar hum as men mazeed mahnat karen gy to hamedn as men bahut nafa hasil ho ga ur hum as men kamyaby hasil kar saken gy as lia hamen as men koi bhe kam kotahy say nahin karna chaheay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Business mein hamen loss or profit donon ko accept karna chahie

                Koe b busns ho chahy forex ho ya duniya ka koe r bhi bsns ho jis m jitna nafa hota hy us m utna nuqsan b ho skta hy es liy forex join krny sy pehly ye bat axpt kr lyni chahiy k hmy nuqsan b ho skta hy

                اب آن لائن

                Working...
                X