Agar ham hard work kerty hain zada sa zada mahnat kety hain to is main hamara hi faida hain ham jitni mahnat karen ghain otna hi hamarain knowledge ma azafa ho gha aur is sa hamara experience bi zada hota hain jis sa ham ak acha trader ban sakty hain. Agar ham koe bi kam ker rahin ho chahy wo koi business ho hamain os main hard work ki zarorat hoti hain agar ham os main achi kamyabi chahty hain .Forex bi ham sa zada sa zada hard work mangta hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим