Pairs ki tadad kem rakhaen aur high spread wale pair pe trade na karaen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pairs ki tadad kem rakhaen aur high spread wale pair pe trade na karaen.
    Dear traders, ager hum pairs ki tadad kem rakhaen tu yeh hamari trading ke liye acha rahe ga. Kyon ke kem pairs ko analyse kerna asaan hota hai. Un pe nazar rakhna aur follow kerna bhi asan hota hai. Aur kem spread ka faida yeh hota hai ke trade jaldi profit mein aa jati hai. Aur hum loss se bhi Bach sakte haen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pairs ki tadad kem rakhaen aur high spread wale pair pe trade na karaen.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے

    dear aapane bilkul sahi kaha lekin ko samajhne ke liye aur Pyaar ki selection ke liye hamare pass experience hona chahie hamare pass itna jyada experience hoga to Ham itni acchi tarike se Pyar ko select Karenge uske liye hamen ladne ki jarurat hai hamen jyada se jyada learning karni hai iske alava hamen chahie kya seniors ko bhi follow Karen unse bhi gardens Le jitna hamare pass knowledge jyada hoga to nahin Ham acche tarike se usko select karke profit Kama sakte hain aur Raj ki 64 bhi kam karva sakte hain.
    سرکار
    • #3 Collapse

      Re: Pairs ki tadad kem rakhaen aur high spread wale pair pe trade na karaen.

      ASSLAM O ALAIKUM
      DERA FRIENDS
      g bilkul sahi kaha ap ny hmy hamesha soch samj kr hi trade krna chahiya or phly hmy kam sy kam pair ko smjna chahiya or phir un pr trade krna chahiya agr hm 2 sy 4 ya is sy bi zayada tadad ma pair rekhny gy to hmy in ma sy kisi ak ko bi sahi sy smj ni py gy or loss krwa betthy gy is liya kam sy kam pair rakhy or smjy or trade kry thory sy shuro krny sy hi zayada thk pohnchta hy insan
      Last edited by ; 25-06-2020, 10:52 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Pairs ki tadad kem rakhaen aur high spread wale pair pe trade na karaen.

        G han ziada pairs mein trading krny ki koshish na krein balkeh selective pairs mein trading krni chahiye jin mein easily analysis kia jaye ziada pairs mein confusion ho sakti hy jb pairs kam hongy tu performance achi hogi aur trading major currency pairs mein krni chahiye kionkeh inka spread kam hota hy jis se traders ko ziada faida hota hy.
        • #5 Collapse

          Re: Pairs ki tadad kem rakhaen aur high spread wale pair pe trade na karaen.

          hamy aik time mai aik he pair main kam karna chahey agar hu new trader hain to hamy silver pair mai kam karna chahey agar hum expert trader hai to hamy gold pair main kam karna chahey yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hai hamy market ky rules ko pora kar ky kam karna chahe yai aik international karobar hai hum is mai as a job be kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Pairs ki tadad kem rakhaen aur high spread wale pair pe trade na karaen.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
            Dear traders, ager hum pairs ki tadad kem rakhaen tu yeh hamari trading ke liye acha rahe ga. Kyon ke kem pairs ko analyse kerna asaan hota hai. Un pe nazar rakhna aur follow kerna bhi asan hota hai. Aur kem spread ka faida yeh hota hai ke trade jaldi profit mein aa jati hai. Aur hum loss se bhi Bach sakte haen.
            G haan aapane bahut acchi baat ki hai hamen chahie ki Ham apne chahat mein main kam se kam pears ko rakhen aur sirf aise per usmein rakhen jismein spread level bahut kam ho kyunki spirit level aapke account per trade ke dauran bahut asar dalta hai jis Din pair ka spread level zyada hota hai use per aap jaise hi trade open karte Hain to uska commission bahut zyada cut jata hai aur usko recover karne mein bhi kafi time lag jata hai.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Pairs ki tadad kem rakhaen aur high spread wale pair pe trade na karaen.

              Forex main aik pair per depend nai kia ja sakta, or na he aik he pair apko daily achi trading and earning opportunities day sakta hay, is liye forex main trading kay liye itny pairs main trading experience lazmi get karain keh daily kisi aik main achi trading and earning opportunities mil jayain. Laikin forex main pairs ki selection or in main experience kay liye aik limit tak he pairs select karain ta keh ap easily in pairs kay analysis kar kay in main earning kar sakain.

              اب آن لائن

              Working...
              X