Dear Forex members hame chahiye ke ped lagane se pahle market ko acche tarike se analyse kar saken aur yad rakhen hamen ek time per sirf ek indicator ko use karna chahie agar Ham jyada indicators use Karenge to isase Ham confuse hogi aur hamen market ka koi pata nahin chalega isiliye agar aap market ko acche tarike se analyse karna chahte hain to ek time per ek indicator use Karen aur aapko market ke bare mein behtar taur per jaan sakte hain agar aap different indicators use Karenge to Koi indicator aapko trending show karega to Koi Na aapko don't Ho karega isiliye ye kabhi bhi ek se zyada indicators ek sath yojana Kya Karen for example agar Ham legging indicator ki Baat karte Hain to hamen chahie kya Ham sirf aur sirf lagging indicator use Karen isase Ham market ko acche tarike se analyse kar sakte hain lagging indicator hamen pichhle bhaiyon yah pichhle week ke bare mein hamen information deta hai ki market ja raha hai yah downward ja Raha hai to agar Ham lagging indicator to use karte hain to sirf hamen use time per sirf use karna chahie aur dusre indicators ko vahan per reply nahin karna chahie kyunki agar same time per Ham dusre Karenge to vah hamen different result denge jisse Ham confuse honge aur ham market ke bare mein koi idea create nahin kar sakenge.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим