Kia aik month posting kay baad threads create karnay jitna knowledge hasil hojata h?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia aik month posting kay baad threads create karnay jitna knowledge hasil hojata h?
    Pakistan Forex forum ke upar posting karne ke liye Ham Logon ke pass Achcha knowledge Hona Zaroori Hota hai aur uske sath sath Ham Logon Ne new threads create karni hai to uske liye bhi Ham Logon ke paas bahut accha knowledge Hona zaroori hai agar Ham Logon ke pass Achcha knowledge Nahin hoga to ham log acche se kam nahin kar Payenge koshish Karain aap log 1 month Tak posting Karen Uske bad thread create Karen tab aap Logon ke bad Achcha knowledge a jaega :)
    When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
    :)
    (AbdulWahab33)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia aik month posting kay baad threads create karnay jitna knowledge hasil hojata

    Umeed to hai k apki ye baat thek ho k aik month posting kay baad threads create karnay jitna knowledge hasil hojata hai. Lekin agar hum daily kaam karen to us se ziada ki bhi tawaqa rakh sakte hn. Hard work ap koro aur us ka phal apko na mele to aisa ho hi nahi sakta. Forex trading me dunya bhar log kam kar rahe hote hen. Is waja se karobar me sakht mehnat hi k zarye se hamen faida mel sakta hai. Harwork hum sirf mentally karengy jismani is me koi sakht mushaqat wala kaam nahi hai. Forex trading ki analysis bohut zyada tough hoti hai jis k leye sakht mehnat aur discipline ki zarorat hoti hai. Is k is khobibki waja hum market k daily changes se bakhabar reh sakte hen.
    • #3 Collapse

      Re: Kia aik month posting kay baad threads create karnay jitna knowledge hasil hojata

      Ji bilkal aisa tab he possible ho sakta hay jab hum forex main continue posting work karain or forex ka knowledge improve karain, jab ak acha forex knowledge improve nai ho sakta tab tak hum creative work nai kar sakty or na he forum per new threads submit kar sakty hain. Q keh wuhi threads forum.per like kiye jaty hain jo new, unique, knowledgeable and informative hon.
      Last edited by ; 25-06-2020, 10:29 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Kia aik month posting kay baad threads create karnay jitna knowledge hasil hojata

        اصل پيغام ارسال کردہ از: AbdulWahab33 پيغام ديکھيے
        Pakistan Forex forum ke upar posting karne ke liye Ham Logon ke pass Achcha knowledge Hona Zaroori Hota hai aur uske sath sath Ham Logon Ne new threads create karni hai to uske liye bhi Ham Logon ke paas bahut accha knowledge Hona zaroori hai agar Ham Logon ke pass Achcha knowledge Nahin hoga to ham log acche se kam nahin kar Payenge koshish Karain aap log 1 month Tak posting Karen Uske bad thread create Karen tab aap Logon ke bad Achcha knowledge a jaega :)
        Dear aap ki baat theek hai 1 month posting ke bad trades create karne jitna nali Jahan se ho jata hai so hamen jarur koshish karni chahie Taki jyada se jyada post shyam kar sake 1 month main aur hamare thanks Mera jyada asha ke so that result hamara bonus achcha aaega aur ham ek acche neta Ban sakte hain.
        مرشد
        • #5 Collapse

          Re: Kia aik month posting kay baad threads create karnay jitna knowledge hasil hojata

          hum is mai aik din main aik account mai 50 posts or 4 threads karty hai hamy daily base par kam ko pora karna chahey pher he hum is mai ache earning hasil kar sakty hai agar hum kam ke limit ko kam kary gy to hamy is ka bonus be acha nahe hasil ho ga yai aik world wide karobar hai hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey hum is mai aik din mai aik account 4 threads karty hain
          • #6 Collapse

            Re: Kia aik month posting kay baad threads create karnay jitna knowledge hasil hojata

            Assalam o Alikum,

            G agr hmein aca knowledge filhal nai h to hmein pir forex ma first ma sirf posts e share krni cheaye r jub hmein forex ka aca knowledge gain ho jay to pir hmrin. Sat sat threads bnana start kr Dana cheaye.
            • #7 Collapse

              Re: Kia aik month posting kay baad threads create karnay jitna knowledge hasil hojata

              No dear. Ik month ka posting work bhot kam hai. Forex learning k lae kam sy kam hamy 3 month chahyn hotyn hain. Forex trading ma kamyab wo he hota hai jo achi knowledge wala hota hai. Agr kio trader bena kisi knowledge k trading ma jump karta hai to wo hamesa loss ma he rehta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Kia aik month posting kay baad threads create karnay jitna knowledge hasil hojata

                G han bilkul 1 month posting karke trader ky pass itna knowledge ho jata hy ky live trade mein usko use kar saky or forum mein threads create kare. Forex mein entry sy pehly quality education ke zarurat hy kyo ky ye business dusre sare businesses ko top karta hy.
                Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                • #9 Collapse

                  Re: Kia aik month posting kay baad threads create karnay jitna knowledge hasil hojata

                  jee Bhai ap ne bohat acHA sawal kia hai forex ka knowledge jab tak hmen nai hoga tab tak hum thread creat nai kar saken gy iss k liye kam se kam apko 20 30 din lagty hain pir he ap thread karny k kabil hoty hain agr ap acha knowledge rkahty hai forex ka tabhi AP iss miasn success hasil kar sakty hain nai to ap iss mian kabhhi bhi kamyaab nai ho payen gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia aik month posting kay baad threads create karnay jitna knowledge hasil hojata

                    Gee han dear friend ape ka question bohat hi acha hai hume chahie ke hum threads tab create kare jab humare pas is ke bare mein acha knowledge hasil ho jae. Hum forex trading mein aur threads mein knowledge ke begair khuch nhi ker sakte. Forex business mein kamaybi hasil karne ke liye hume chahie ke hum pehle is ke bare mein ache se ache knowledge hasil kare jo humare agae bohat zyada kam aae ge.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia aik month posting kay baad threads create karnay jitna knowledge hasil hojata

                      G han hamen forex men bahut soch samajh kar thread creat karny chaheay kun kay forex men hum apny marzy kay sath kam karty hain as lia hamen dousron kay bary men bhe sochna chaheay takeh voh bhe as men achy tarah say kamyaby hasil kar saken as lia hamen as men koi bhe mushkil kam nahin karna chaheya balkeh hamen as men bahut asan alfaz istamal karny chaheay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X