Loss hony sy hm learn krty hn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss hony sy hm learn krty hn
    Dear friends loss Hony sy he hm learn krty hn or hmy pta chlta hy k hmny kon c ghalti ki hy .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss hony sy hm learn krty hn

    Ji bilkul theek kaha hai ap ne loss hone se trader seekhte haen kyon ke jab ap loss kerte ho tu wo apne loss ki wajah bhi talash kerte haen jiss se unhaen pata chalta hai ke unhoon ne kon see aisi ghalti ki hai jiss se un ko loss howa hai. Es tarha wo thora thora ker ke seekhte rehte haen. Es liye ap se guzarish hai ke ap risk kem laen ta ke loss kem ho aur ap ko ziyada se ziyada moqa mile seekhne ka.
    • #3 Collapse

      Re: Loss hony sy hm learn krty hn

      Profit or loss business ka hissa hain or loss hona nakami bilkul nahi hy balky isy ye andaza hota hy trader try kar raha hy or loss hona haqeeqat mein kamyabi ke taraf ka pehla kadam hy balky newbie sy professional banny ka safar hy. Bohat traders mojood hain jo loss hoty he forex chor dyty or platform ko bura bolte jabke condition different hoti or apni mistake ko sahi nahi karte.
      Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
      • #4 Collapse

        Re: Loss hony sy hm learn krty hn

        Assalam walekum doston friend loss Kyon Hota Hai loss apni Ham Apne kirdar ke sath love Samay hota hai Kyunki ham log se bahut se log darte Hain bhaiya Mein log nahin karna chahie Kyunki bus Apne kam Mein Dhyan Rakh mehnat Karen loss aapko Kabhi Nahin aaega bus mehnat Karte Jaaye tabhi aapko loss Nahin Aaye aap ka bonus bhi achcha aaega
        • #5 Collapse

          Re: Loss hony sy hm learn krty hn

          Ummid karta hun kaisa member khairiyat se honge aur bahut hi acche tarike Se apna Kam kar rahe honge Agar aapko ullas ho jata hai to pareshan hone ki zarurat nahin hai last ko aap delete aur Paar recover kar sakte hain agar aap thodi si mehnat Karen Aur Dil lagakar kam karen to aap ka last isliye recover ho sakta hai aur aap kamyabi ki taraf ja sakte hain lost se aap bahut hi acchi learning kar sakte hain isase aapko yah maloom hoga Ki lash kis vajah Se vah kis mistake ki vajah se hua hai to aap kafi knowledge kar sakte hain experience shastra kah sakte hain next time aapse yah galti nahin hogi aur aap bahut hi next time acha result Hasil karenge isliye tumhare bus ko chahie ke logon ne pareshan Na Ho apni mehnat jari rakhen 2-4 profit to business kaise hote hain ine donon chizon ko aapko accept karna hoga jab aap ine donon chizon ko accept kar lenge to easily kamyab ho sakte hain aur acche tarike se kam karke achcha benefit Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss hony sy hm learn krty hn

            Ji han bilkul main aapki baat se aagrah karta hun trading Mela Sowcarpet Hote Rahte Hain Ham Logon Ko chahie ki ham log ko Suna usko recover Karen apni galtiyon ko Sahi Karen aur FIR use log ko profit Mein Tum Dil Karen Kyunki ham log Jagah apni life se Karenge to ham log kabhi bhi Galti Nahin Karenge aur ham log Kamyab Ho Jaenge
            • #7 Collapse

              Re: Loss hony sy hm learn krty hn

              Ji bilkul sahi hai nuksan aur Nafa profit Ka hissa Hota Hai kam Kaisa Hota nuksan bhi hota hai profit bhi Hota Hai Jab loose Ho To Hamen chahie kya Mein Himmat se kam Lena chahie Hamen bilkul Himmat se kam Lena chahie Hamen Har Nahin manani chahie Ham Dil lagakar kam Karen aur Har na Hasil karen to bahut Paida hoga
              • #8 Collapse

                Re: Loss hony sy hm learn krty hn

                Assalam o Alikum, g agr hmein profit ki jaga loss hota h to pir b hmein tension nai lani cheaye bulky humein apny loss sa b seekny ka moqa milta h agr hm chein to
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Loss hony sy hm learn krty hn

                  ji han bilkul Ham loss hone se learn karte hain hamen chahie ki Ham jyada Se jyada mehnat Karen aur apne loss se learning Karen tab hi Ham acchi Tarah Se earning kar sakte hain aur apne loss ko recover kar sakte hain hamen Dil lagakar kam karna chahie Ham jitni jyada mehnat Karenge Ham utna yah Forex Mein acchi kamyabi Hasil ho sakti hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X