Forex ma sabar sa kam laa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ma sabar sa kam laa
    Respected members ma kahna chta ho k bhot sara loog forex trading start karta ha aur ya sochta ha k hama abi kafi sara profit mil jata aur ham bs ak doo dino ma he ameer ho jaya to ya soch thek nahi ha Forex ak proper business ha is ma kamyab wo he ho ga is ka pass knowledge ho ga experience ho ga is laya hama phla apna knowledge aur experience k bara ma sochna chya aur mehnat karni chya profit aur earning sath sath khud hr hoti raha ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ma sabar sa kam laa

    Parmeshwar se kam le aap Kahate to theek hai aur advice bhi thik karte hain lekin ham log is per Amal karte hi nahin hai aur ham log fir bhi nuksan kar dete Agar Amal Karte Hain Log Kahate Hain Ki Sabra ka fal Meetha hota hai lekin itna bhi Sabar na Karen ki uska fal kharab ho jaaye aur FIR aapko Kuchh Bhi Na Mile isliye Jo kuch bhi Milta hai thoda bahut Usi per Raazi ho jana chahie Ki Nahin Ki Sabar Karte Karte Pal khatm Ho Jaaye aur kharab ho jaega FIR bad Mein Kahenge Sabar Ka Phal Meetha Hota Aisa Kuchh Bhi Nahin Hai Ham Logon ke sabse kam Karenge to pick 3 4 Din lag jaenge isliye ham log ko thoda bahut Jo profit Milta Hai use per Shukar kar dena
    • #3 Collapse

      Re: Forex ma sabar sa kam laa

      Ji dost aapki baat bilkul theek hai FIR online business Mein Hamesha Kaisa To Kam karna chahie Kyunki Sabar karna chahie Hamen Moti acchi kamyabi Hasil Hoti Hai Sabar Mein Aaja Mein frocks online business karte hue ke sath work Karenge To Ham apni post ki quality test kar sakte hain Agar Ham typing kar rahe hain To Hamen usne bhi Sabar karna chahie jisse Ham Achcha profit Hasan kar Sakenge Hoke Sawar karne wala Insan Hamesha Kamyab bhashan kar sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex ma sabar sa kam laa

        dear g han ap nay achi bat ko kha hy is main agar ham apany kam ko saber k sat karaty rahnay ki try kia karein gye to ham is main kabhi bhi fail nahi ho sakein gye so is main ham ko last tak acahy say acha kam ko karan ho g is main ham ko kabhi bhi apany kam ko less khyla ker k ismain hurry up ko karna start nahi karan ho g so is main ham ko best say best kam ko karany k bad main he agay ki janib janay k baray main khyal karan ho g agar ham ismain aisa kai karein gye to he is main ham ki kamybi ho g .
        • #5 Collapse

          Re: Forex ma sabar sa kam laa

          Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap say agree karta hoon Forex trading main profit and loss donon sath sath hotay hain agar trader ko profit hota hay to kabhi na kabhi loss bhi zaror hota hay aor baz ko to bar bar kai dafa loss hota hay aisi soorat main trader ko sabar say kam laitay howay trading karni chahiay aor apni mistakes ko door karna chahiay.
          • #6 Collapse

            Re: Forex ma sabar sa kam laa

            Forex trading mein jitna ho sake hamen jaldbazi se bachana chahie kyunki forex trading mein jald bazi ki wajah se hum nakam ho sakte hain aur hamara bonus account bhi wash ho jata hai jisse forex mein hamari puri mehnat waste ho jaati hai forex mein kamyabi hasil karne ke liye sabar bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading sabar ke sath karni chahie jisse forex main hum kamyab ho sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Forex ma sabar sa kam laa

              Ji han Hamen Hamesha Forex Mein kaam karte hue patient ke sath kam karna chahie Kyunki patient Hamari trading ke liye important Hote Hain Jab Ham Forex trading karte hain aur vah loss Mein Chali Jaati Hai To Ham jab tak Sabar Nahin Karenge tab tak Kamya bhi nahin Milegi Hamen market Mein trading karte hue rules ko follow karna chahie aur trading karne ke liye experience ko increase karna chahie Kyunki trader ko chahie Ki Itna Jyada experience uske paas hota hai utna hi jaldi vah kamyabi Hasil Karta Hai forex market Mein successful hone ke liye mehnat ki bahut jarurat Hoti Hai Ham apni mehnat ki vajah Se Hi Kamyab Hote Hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex ma sabar sa kam laa

                Assalamu Alaikum Mere Pyare bhaiyon Forex trading business Mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamesha ka Daman kabhi bhi nahin chhodana chahie Kyunki ismein Ham Jitna Jyada Sabar Sevak Rakhenge use utna jyada hi Hamen Baneshwar profit Hasil Hoga aur ham ismein Jyada Se Jyada knowledge or experience Kane kar Sakenge trading business Mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamesha ka dam Nahin chhodana chahie aur kamyabi se mehnat karte hue Kamyab trader Banna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ma sabar sa kam laa

                  Patience is the key bro to is waja se sabar se kam karen or sath ke sath is main tamam log mehnat bhe kiya karen q lke jo bhe mehnat kar jate hain wo is main utna he kamayb bhe ho he jate hain to bas is waja se hamne bhe cahiye ke hum is main sahe se kam kiya karen take hum is main success hasil kar saken or is main hum kamayb bhe ho saken to he to tamam logon ko is amin dil se ache tarah se apna kam karna cahiye take hum is main kamayb bhe ho saken or aik ache trader bhe ban saken to hamne aik ache trader ke tarah se sabar ke sath apna kam karna ho ga take hum is main kamyab ho saken
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ma sabar sa kam laa

                    assalamu alaikum mere Bhai agar humne sabar ko apna sathi banaya apna ek dost banaya to sab hamen hamara dost banne mein fayda dega karne se fayda yah hoga ki hamen hamare businessman loss nh dega. hamen apne business ke andar Ek aisi strategy are aisi policy aur Ek aisi planning banani hai jaise ham kamyab Ho jaen hamara business hamen fayda nuksan mein kabhi hamara business Na jaaye kyunki nuksan hamare business ke liye achcha sabit nahin hota hamen chahie ki hamen aisi planning karni chahie Jo mare business mein faydemand sabit ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ma sabar sa kam laa

                      Ji han bilkul main aap ki baat hi nahi karta hoon ke Forex form mein agar aap kamyabi Chahte Hain To iske liye sabse Jyada Jaruri chij Se Hota Hai Jab tak aap log andar Sambhav nahin hai to aap log meeting Mein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte Kyunki painting Mein Aksar Aise Halat pe Chha Jaate Hain Jo ki Banda Ban Gaya Sab ladke Nahin Sakta isliye kar aap log Sab ke sath kam Denge to aap log chatting Mein kam mein aap rahenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ma sabar sa kam laa

                        Ji bilkul aapki ki baat Drusst hai business mein profit aur loss hota rahata hai yah business ka hissa hai isliye hamen subah se Kam Lena chahie hamen angrybird nahin banna chahie ham Jo usse trade lagaenge to vah ham tuca lgaaengekyunki gusse mein dimag Kam Nahin karta ho sar cal ko kha jata hai isliye ham sabse kam karte Hain to ham kar payenge to hamen is vajah se a sabar Nahin Hona chahie ki hamen las ho raha hai balki hamen use lash se a.c. cancel Karke fatafat ki taraf Jana chahie
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ma sabar sa kam laa

                          Forex business ko kamyabi se continue karna itna aasan nahi he is learn karne k bad bhi kafi struggle se success milti he aur hamen ye success sirf aur sirf patience se milti he forex me ham jitni achi knowledge le Len jitna experience ziada Kar Len hamen kamyabi k lie phir bhi patience ka sahara lena parta he forex ki basics k saath achi strategy aur patience apnane k bad hamari earning ka number ata he Yani ye ek long journey he jise sirf patience se hi te Kar sakte hen is me agar ham lalach karne lagen to ham jaldi haar jaate hen aur loss ki wajah se ye business chorna par jata he lekin agar hamare andar patience ho to ham confidence se ye business agey barha sakte hen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X