Assalamu Alaikum ma sub member se yah Sawal karna chahta hun Agar trading karte hue Hamen loss ho gaya hai aur Hamara loss bahut jyada ho gaya hai Aur Ek Aisi trade Lag Gai Hai Jiski vajah se Hamara account khatm Ho Gaya Hai To Kya Hamen Hamara last recover karna hoga Kyunki Jab Main new bonus Milega To Hamara account ko fir se creditable ho jaega To Kya Hamen Apna purana hone wala loss recover karna hoga ya nahin kindly senior members help kar den
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим