dont leave forex till end!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex main loss sey ghabra kar is ko nahi chhorna chaheye. Jab aap ney haar man li to aap kamyab kaisey hon gey. Kamyabi key leye har ka dat ka muqabla karna chaheye aur loss sey disappoint nahi hona chaheye. Kisi bhi field main kamyabi key leye defeat sey nahi ghabrana chaheye. Jo shikast ko tasleem karta hy wohi kamyabi tak puhanchta hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ji bilkul forex mein app ko kabhi bhi har nhi maanni chayein kyun ky ye ek aisa business hy jidher humein kabhi bhi loss aur kabhi bhi profit ho sakhta hy so mein tou hamesha yehi kheta hun try try try until you get success here :)
      • #18 Collapse

        is business ko apne kabhi bhi nahi chorna hai kiyun ke jab tak is main profit lena nahi sekh lete hai tab tak ap is field ko nahi chorna kiyun ke kabhi apko ajeeb feel hota hai or kuch smjh nahi ata hai so is liye ap thora time de is field ko then ap learn ker sakte hai
        • #19 Collapse

          G forex trading aik business hy aur forex trading business mein profit bhi hy aur loss bhi agr profit hota hy tu loss bhi ho sakta hy is liye agr loss ho tu himat nhi harni cahaiye aur forex trading business ki learning knewledge aur experience aur ziada hasil karna cahaiye aur mehnat aur hardwork ziada karna cahaiye is traha forex trading business mein aik din kaamyaab trader ban saktay han
          • #20 Collapse

            jee ha sir wesy apnay kaha to thk ha or wesy hamay asa krna bhi nai chahiye qk apko agar kabhi forex ma loss ho jay to apko har nai mani chahiye balkay apko us loss say larna chahiye takay ap loss say profit earn kr saky ya aek real busnsiess ha or ya apki life bhi chance kr sakta ha islay apko dakh kr trade krni chahiye or forex say earning krni chahiye
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              G forex trading business mein kabhi bhi himat nhi karni cahaiye forex trading business mein profit bhi hy aur loss bhi aur agr loss ho tu himat nhi harni cahaiye aur js mistake se loss ho us ko cover karna cahaiye aur us galti ko phr nhi karna cahaiye aur forex trading business mein mehnat aur hardwork karna cahaiye aur knewledge experience hasil kar k phr profit earn kar saktay han

              اب آن لائن

              Working...
              X