Forex may margin call say return

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    Bahi jaan abi tak to margin call main ne bi face nahi kia kiyon ke main new trader hon Forex market ka. Is lye muje kuch andaza nahi hy is barrey main. ye apko koi senior trader hi bata skta hai. ny hmesha lose he uthaya hai margin cell main tu kisi ko bhi prefer nhi krn ga main ny jitne bhi account sy margin cell face kkbhi kisi sy wapis nhi aya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      ma nay demo account ma trading ma margin call face ki. but in live account meri trade margin call sy wapis aai aur mujhy acha profit bhi hua ma ny lot size small rakha tha aur ma ny position hold ki this thats y mujhy profit hua.
      • #198 Collapse

        app ke account mai margin call tab ati hai jab aap ke account mai capital investment bhot kaam reh jati hai is he waja se ati hai margin call aur agar market wapis apke favour ma ajti hai tou margin call khatam ho jate hai.thanks
        • #199 Collapse

          bhai ab tak to ALlah ka shuka rhai maine aisi ko balah face ni ki aur na agey karne wali hun kyuke mai hamesha buhat hi safe khelti hun aur khabi bhi jitni meri soch hai us se zyada se ni karti
          • #200 Collapse

            janab maine abi tak asi big lot nahi lagayi k mera margin khatm howa hoo aur main itna lose b nahi gaya hoo k margin khtam howa bas ALLAH ka shuar hain araam araam se profit kar raha hoo kafi hain mere liye
            • #201 Collapse

              mre pass ab tak margin call ko face ni kia hy par log ka khena hy ky margin call ko face karny bad account khtam ho ja ta hy or kuch ka khena hy ky wapis ajata hy
              • #202 Collapse

                dear.. main ne Forex thre time pehle hhi join kiya hai isliye is bare main ziyad nai pata aur abhi tak margin call ko face bhi nai kiya but ye discussion mujhe future main help karega thank you..
                • #203 Collapse

                  Forex trading mein demo account per men nee margin call koo face kiya hai aur mere account finish honay see bach gaya aur end mein mera order profit mein nikal gaya aur ess liyee margin call see bachanay kee liyee money management karien
                   
                  • #204 Collapse

                    mujhy yahan is markeet main kam krty hoy 2 saal sy zada time ho gya hy or mary sath dono baatin hi boht baar hoi hian kabi kabi acount wash ho jata hy to kabi margen call sy vapiss profit main aajta hy
                    • #205 Collapse

                      Brother, is forum may aur isi section may margin call ko discuss kia gaya hay, ap wo parh lo, aur phir forex ki ibtidai maloomat k section may bhi ja kar search karo margin call k keywords say, inshaallah ap ko maloomat mil jaye gi, jab tak k knowledge na ho tab tak k learning kartay raho, forum ki threads ko ghor say parho aur dekho k kon konsi ap k kaam ki hain.....
                      • #206 Collapse

                        bhai itna to koi expert eh kar sakta hai meri nazar me jo ke margin call se return aa sakta ho mere khayal se margin call se mera return ana tabhi mumkin ho sake ga jab mujhe is business me 5 saal ho jayen ge or me expert trader ban jaoun ga
                        • #207 Collapse

                          dear sir i agree you for this question mera acount aik dafa bainn hua tha to meri frend ne margin call ki to mere acount wapas agaya lekin kuch time baad meri frend jis ne margin call ki thi uska acount bann kar diya yehi masla hai ..
                          • #208 Collapse

                            Mei ne margin call ko face kia hua hai and margin call k any se mera tamam account risk pe chala gaya tha and agly he lamhy wo wash ho gaya tha, i think margin call se har kisi ko he loss ho jata hai margin call se wapis ana bht mushkil hota hai.
                            • #209 Collapse

                              eray sath to aesa bhot baar howa hai k mera account margin call ki taraf jata hai aur bad me ALLAH k fazal say profit me change ho jata hai.hame iss baat say nahi ghabrana chahye ham ALLAH ki zaat pay pora yakeen hona chahye. lakin is sa ap ko kabi bhi face karna par sakta ha,so mentali tor par tiar rahna chiaya.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Bahi jaan abi tak to margin call main ne bi face nahi kia kiyon ke main new trader hon Forex market ka. Is lye muje kuch andaza nahi hy is barrey main. ye apko koi senior trader hi bata skta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X