Re: Kiya Loss ko ignore krna sahi?
G dear friends forex Trading mein loss ko kabhi bhi aur kisi bhi sorat mein ignore nahi kia ja sakta ager aap loss ignore kar rahay hain to es ka matlab hay keh aap seriously kaam karna hi nahi chahtay koi bhi kaam loss kay liey nahi kia jata balkeh benefits kay liey kia jata hay .han ager kabhi loss ho bhI jata hay to loss ki waja jan leni chahiey aur serious ho kar us ka ezala karna chahiey. Successful businessman hamesha profit aur loss kay factor per bahut gehri nazar rakhna hay aur rakhnI bhi chahiey quen keh business ka actuall maqsad hi profit earn karna hota hay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим