Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ?
    Pak forex forum pay kaam kertay hoay threads bi banaay jatay hay aor posts bi hoti hay. Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ? Kia unwaan ki waja say members zayada jawabaat daytay hay ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ?

    Threads ka unwaan forum pay posting pay bohat faraq daalta hai. Pak Forex forum pay members ko thanks ka bhi bohat acha bonus milta hai jiss kay liye members bohat mehnat kertay hain. Thanks lainay kay liye sub say ziada threads ko he importance haasil hoti hai. Threads ko members uss kay unwaan ya topic ko parh kay he open kertay hain. Jiss thread ka topic ya unwaan acha, simple aur samajh mai anay wala hota hai usay he reply kernay kay liye open kertay hain aur usi pay reply kertay hain. Members ki routine bhi yehi hoti hai kay jiss thread pay reply kertay hain tou usi pay thanks bhi zarur daitay hain. Pak Forex forum pay aam Forex ki guftagu ho ya contests kay sections ho threads her jagah pay he bonus mai bohat faraq daaltay hain
    • #3 Collapse

      Re: Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
      Pak forex forum pay kaam kertay hoay threads bi banaay jatay hay aor posts bi hoti hay. Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ? Kia unwaan ki waja say members zayada jawabaat daytay hay ?
      Dear brother Jab aap Pakistan Forex form for thread create Karte Hain To usse aap post ka bahut jyada effect show ho raha hota hai isliye aap post ka unwan bahut hi Achcha Hona chahie Jis per aapko acche jawab mil sake iski Kuchh qualities honi chahie Jo Main aapko Bata deta hun.


      Attractive:
      Agar aapki post unwan attractive hoga to vah log maximum is per reply Karenge jisse aapko fayda Hoga aur aapko thanks bhi Milenge.


      Informative:
      brother Jab aapki post ka unwan informative hoga to usse aapko bahut jyada fayda mil sakta hai aur Junior members ko usse bahut acchi guidance ho sakti hai.


      Clear and Easy:
      Jab aap Koi post Ka unwan Kar Rahe hote hain to vah bilkul clear aur Aasan Hona chahie Baki jitne bhi members usko study Karen aasani ke sath usko understand kar den.


      Related to Forex:
      Dearbrother aapki post ka unwan instaforex se related Hona chahie Kyunki Agar instaforex se related Nahin Hai To aapki post delete Bhi ki Ja sakti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
        Pak forex forum pay kaam kertay hoay threads bi banaay jatay hay aor posts bi hoti hay. Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ? Kia unwaan ki waja say members zayada jawabaat daytay hay ?
        Pakistan forex forum main jo bi new thread post karta ha agr unwaan acha ho ga to sab dost is ko parhny gy bi or is ka reply bi aay ga or agr ap ny ache information knowledge planning or strategy share ki hue ha to sab dost is ko likes bi dan gy jis sy ap ko ziada sy ziada fayda ho sakta ha p ko acha bounce hasil ho sakta ha posts ka alada or likes thanks ka alada bounce hasil hota ha is ley humy chae behtar learning or practice k bary information share karny different indicator chart patterns sab k bary main acha or sahe knowledge share karny jtna behtar unwaan rakheny gy to ziada dost is ko parhny gy or likes bi karny or reply bi karny gy is ley humary post ka unwaan acha or dil ko lagny wala ho ta k sab khushi sy is post ka reply dan or thanks dan ta k humy acha bounce hasil ho
        • #5 Collapse

          Re: Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
          Pak forex forum pay kaam kertay hoay threads bi banaay jatay hay aor posts bi hoti hay. Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ? Kia unwaan ki waja say members zayada jawabaat daytay hay ?
          Ji han dear aapane bilkul sahi baat ki hai aur aapane bahut hi accha question Kiya Hai Iske reply Mein Main aapko yah Kahana chahta hun ki aap Jab Pakistan Forex form per koi bhi new topic select karte hain aur koi bhi new red open karte hain to aapko ismein chahie ki usmein Ehsan Alfaaz Ka istemal Karen aap itna Aasan unwan select Karenge aapko ismein Itna fayda ho sakta hai Kyunki Pakistan Forex form Mein Ham Dete Hain Ki membership Kuchh post per Jyada reply karte hain jismein aapke pass Achcha unwan ho aur informative post Ho To Hamen chahie ki Ham ismein acchi quality ka kam Karen aur ismein mehnat Karen Jab ham ismein mehnat Karenge To Ham Kamyab ho sakte hain aur accha bonus Hasil kar sakte hain otherwise Hamen Achcha bonus Nahin Milega Hamara unknown Jitna Aasan Hoga aur informative post Hogi Hamen uska Jyada fayda hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ?

            Dear forum par kam karty waqt ap jab bhi koi thread lagayn tu us mein apko thread ka jo unwaan hai wo aisa lagana chahiye jo thread ki description ko show kary ap k thread ki hedding theak hogi tu ap ka thread acha hoga aur ap jo bhi topic select karyn wo forex trading k related he hona chahiye aur forum k related hona chahiye ap ka tnread agar irrelevant hoga tu koi faida ni hoga aur thread itna clear aur wazia alfaz mein hona chahiye k sirf ap k thread ka unwaan parh k samajh aa jaye k ap k thread ki description kaya hogi aur agar ap thread mein koi sawal pochna chaty hain tu ap ko apny sawal k last par question mark ? Lagana chahiye aur agar ap ne koi information share karni ho aur acha knowledge transfer karna ho tu tbread start krny se pehly word jaiza: likh kar apny thread ka unwaan select karna chahiye agar ap k thread ki quality achi hogi tu ap k thread par post bhi log zayada karyn gy aur ap k topic se forum members ko knowledge bhi mily ga aur forum par apko bhi acha bonus milu ga kyun k forum par kam ki quality dekhi jati hai
            • #7 Collapse

              Re: Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ?

              hamy is mai meyare or information waly threads karny chahey pher he hum is mai acha bonus hasil kar sakty hai hum is main aik din mai aik account mai 4 threads karty hai hamy threads ke limit ko cross nahe karna chahey hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey pher he hum is mai agy bar sakty or market main run kar sakty hain yai aik wase karobar hai hamh kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hai hum is mai pair or currency mai trading karty ha hamy aik time mai aik he pair mai kam karna chahey agar hum new trader hai to hamy silver pair mai kam karna chahey agar hum expert trader han to hamy gold pair mai kam karna chahey yai aik wase karobar hain
              • #8 Collapse

                Re: Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ?

                bhai jan forum main aghr apk thread ka topic acha hai tu es se he apk thraed ki value ka pta lag jata hai jis se apko thanks bhi zyda milty hain jitna ttractive thread bnaengy otna he apko acha bonus mily ga es liye apko chahye k ap sub se pahly thread k liye acha topic len jis se apko behas bhi achi ho jay or ap os main achi posting kar k acha bonus bhi laen forex main acha bonus leny k liye apka topic bhi apk boht kam ata hai acha topic hoga tu apko faida hoga or apko os main acha bonus mily ga or thanks bhi zpko zyda milengy es liye hmaisha miyari posts or threads karen or acha bonus hasil karen
                • #9 Collapse

                  Re: Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                  Pak forex forum pay kaam kertay hoay threads bi banaay jatay hay aor posts bi hoti hay. Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ? Kia unwaan ki waja say members zayada jawabaat daytay hay ?
                  Ji ap nay bohat acha question kia hay. Pak Forex Forum pay jab ham koi thread create kartay hain to us ka koi na koi unwan zaror rakhtay hain jo k Forex trading ya Forex trading market ya phir trading account kay related hota hay thread ka aik acha unwan thread kay baray main bohat kuch bata daita hay jis say reply karnay walay member ko bohat ziada aasani hoti hay es liay sab members ko threads kay unwan achay aor technical rakhnay chahiay kun kaik to en pay reply karnay walay members reply ziada daitay hain aor ziada reply ki wajah say threads create karnay walay members kay bonus pay bhi acha asar parta hay aor reply karnay walay members kay knowledge main bhi ziada azafa hota hay jab k fazool kisam kay threads waisay bhi delete kar diay jatay hain jis say reply karnay walay members ka bhi time wast hota hay aor sath sath threads create karnay walay members ka bhi time wast hota hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ?

                    Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy ji han friend forex forum m jb ham posts or thread karty han to thread jis py hamy rply karna hota hy chahy wo swalia ho ya ap ny us m information share ki ho thread ka anwan acha hona chaiy q k thread ka anwan hmari posting par bot acha asar dalta hy agr to hmari thread ka anwan hi simple or easy ho ga jo hamy easily hmari samj m a jaiy ga to ham us ka rply achy sy kar saken or anwan dakh kr hi members us py rply dyty han agr to anwan hi easy hi to members usy lazmi open kar k us ka rply dan gy or agr hmari post ka anwan hi mushkil hy to ham us py rply ni dyty na hi usy open karty han is liay hmari koshish honi chaiy k ham achi simple bahtreen knowledge or information wali thread karan jis ka hamy b faida ho hamy acha bonus mil saky or dosron ko b faida ho un ko bahtreen learning knowledge or information hasil ho saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ?

                      Dear is Forum per Jab aapke third ka anuman Achcha hoga to usne aapko acchi permission mil Jaati Hai Aise he is market mein aap agar koi train Lagate Hain usmein aapko yah dekhna Hoga is market mein aap uchit rate kahan se Lagate Hain agar aap is market mein experience Aasan kar lete hain to Uske bad aapko is market Mein acchi Hanuman auto per mil Jaate Hain is form per aapki quality Ko Dekha Jata Hai Agar aapke kam ki quality achchi hai to aap ismein bonus bhi achcha lagta hai isliye aapko chahie ki aap is market Mein practis Karte Rahen aur jab aapko is maarpeet ka experience Ho Jaaye to Uske bad aap is Forum per kam start karen aur Apna experience share Karen Taki aap ismein acche tractor ki tarah kam kar sake.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                        Pak forex forum pay kaam kertay hoay threads bi banaay jatay hay aor posts bi hoti hay. Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ? Kia unwaan ki waja say members zayada jawabaat daytay hay ?
                        dear brother office forum per jo bhi topic start kar rahe hote hain agar uska on. Achcha hoga to aapki topic ko delete nahin kiya jaega kyunki agar aap is main Koi aisa topic laga rahe hain jiska anuman itna achcha nahin hai aur jab moderator is form per kam check karne ke liye aata hai to vah sirf unko padh kar hi aapke papa ko delete kar sakta hai isliye aapko chahie ki jab bhi aap is form per post Karen to aisi language istemal Karen Jo sab ke liye acchi ho aur aap apni post mein apni baat ko acche tarike se samjha tha ki aap ki post per jyada members reply karen agar aap is form per minute nahin karte to aapko ismein itna achcha result nahin milega Jo member is form ke rules ko follow karti hui acchi tapak lagate Hain unko is form ki taraf se kafi jyada bonus Diya jata hai aur ismein best post wala bonus bhi aapko mil sakta hai isliye aap ismein acchi mehnat Karen Taki aapko kamyabi mil jaaye.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forum pay threads ka unwaan kia faraq daalta hay ?

                          aur koi bhi new red open karte hain to aapko ismein chahie ki usmein Ehsan Alfaaz Ka istemal Karen aap itna Aasan unwan select Karenge aapko ismein Itna fayda ho sakta hai Kyunki Pakistan Forex form Mein Ham Dete Hain Ki membership Kuchh post per Jyada reply karte hain jismein aapke pass Achcha unwan hota ha.thread ka anwan acha hona chaiy q k thread ka anwan hmari posting par bot acha asar dalta hy agr to hmari thread ka anwan hi simple or easy ho ga jo hamy easily hmari samj m a jaiy ga to ham us ka rply achy sy kar saken or anwan dakh kr hi members us py rply dyty han agr to anwan hi easy hi to members usy lazmi open kar k us ka rply dan gy acha bonus leny k liye apka topic bhi apk boht kam ata hai acha topic hoga tu apko faida hoga or apko os main acha bonus mily ga or thanks bhi zpko zyda milengy es liye hmaisha miyari posts or threads karen or acha bonus hasil karen
                          Multi-Quote This Message

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X