loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

    Dear friend Aisa bilkul Nahin Hona chahie Jab Bhi aapko Forex trading mein nuksan ho to aapko use nuksan se aur acchi lagni Hasil Karni chahie aapko Maloom Hoga Kaise aapane Forex trading Mein nuksan Hasil Kiya Hai To isliye aap aur acchi trading karne ki koshish karen Kyunki jitni acchi aap reading Karenge utna hi aapko benefit Hoga aur aap Forex trading Mein Kamyab ho sakte hain to isliye Hamesha acchi trading aur acchi learning ke liye jaruri hai ki aap forex market Mein mehnat Karen Kyunki jitni aap mehnat karte Jaenge utna hi aapko benefit Hoga aur Aane Wale Waqt mein aap Forex trading Mein expert Ban Jaenge to isliye hard worker mehnat Karen Forex trading co Ek proper business samajhkar ismein mehnat karen to aap Aane Wale Waqt Mein Ek Kamyab aur Achcha profit Hasil kar sakte hain jisse aap apni life ko Behtar banaa sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

      Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
      Ji han dostohar karobar mein profit aur loss hota hai har jahan profit hota hai tu loss bhi karbar ka hissa hota hai aur apko loss ho jaye tu apko ghabrana ni chahiye kyun k ye online market hai is mein har trader ko loss hota hai but aur loss hony par khud ko nakam ni samajhna chahiye aur kyun k nakam wo hota ha jo loss k dar ki waja se ye business chor jata hai but jo loss se sabaq seekhta hai aur mehnat karta hai knowledge hasil kar k kam karta hai is liye loss se kabhi mayoos na hon aur mehnat karyn aur dil laga kar kam karyn aur focus karyn tu kamayabi zaroor mily gi.THANKX
      • #18 Collapse

        Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

        Ji nhe hmen khud ko kisi b ssoratehaal me nakaam nae smajhna chahey apko kisi b point py dil nae chodna chahey ap kabhi b is business me lagataar losses hi nae hasil kr paen gy aap ko profits b zyada sy zyada ho paen gy ap ko har wakt is cheez me koshish krty rehna chahey agar aap aik baar is business me nakaam hoty hen to ap ko dobara try krna chahey magar kuch roles ko apna k ap ko sab sy pehly pechli khameon ko bhulana ho ga or nae adto ko apnana ho ga aik behtar strategy ko follow krna ho ga k jis ki bunyad py aap zyada sy zyada profit hasil krny me kamyab ho paen aap ko forex trading me sabar o tahamul k sath kaam lena ho ga agar aap sabar ka muzahira nae kren gy or jald bazi kren gy k aap ko har wakt profits hi milen in cheezon sy aap profits nae hasil kr paen gy or koe na koe aesi ghalti zroor kr den gy k jo aap ko losses ki janab ly jay gi or aap apna dil haar bethen gy is liy aap ko soch samajh k trading krni chahey.
        • #19 Collapse

          Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

          Forex trading main profit and loss donon parts of business hain es liay loss honay ki wajah say khud ko nakam nahi samjhna chahiay trader ko loss ki wajah say khud ko nakam nahi samjhna chahiay bal k mehnat karni chahiay aor apni mistakes ko door kartay howay achi aor kamyab trading kar kay loss ko recover karna chahiay. Nuksaan ho jana Koi Itni Badi Baat Nahin Hai Ek acche trader Ki Yahi Nishani Hai Ki Jab usko nuksan Ho Jaaye to vah usko recover karne ki koshish Karta Rahe.
          kun k aisa aksar dekhnay ko milta hay k jo bohat ziada expert traders hotay hain un ko bhi kai dafa bohat ziada loss ho jata hay baz dafa to ziada loss ki wajah say un ka account bhi wash ho jata hay es liay trader ko loss ki wajah say khud ko nakam nahi samjhna
          • #20 Collapse

            Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

            nahe loss hone perr hamein mazboot ho jaana chahe tabb he humm apne loss ko recover kerr sakten hain aur pherr humm apne aap ko kaamiuyaab member samajh sakten hain aur bohat ziada loss ho jata hay baz dafa to ziada loss ki wajah say un ka account bhi wash ho jata hay es liay trader ko loss ki wajah say khud ko nakam nahi samjhna chahiay bal k mehnat karni chahiay aor apni mistakes ko door kartay howay achi aor kamyab trading kar kay loss ko recover karna chahiay. Nuksaan ho jana Koi Itni Badi Baat Nahin Hai Ek acche trader Ki Yahi Nishani Hai Ki Jab usko nuksan Ho Jaaye to vah usko recover karne ki koshish Karta Rahe.
            • #21 Collapse

              Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

              Assalam-0-Alikum dear yah baat sach hai k loss hony par hum khud ko nakaam smjhty hai ku k kamyabi or na kami luck pay hai kesi time humhri luck buth achii hoti hai or hum kamyab b ho jaty hai or kahi dfa humhry sath esa b hota hai k hum mehnat tu karty hai likin ustra humhy profit nai milta jitna hum ny socha hota hai loss or profit dono humhri luck k sath hain lazmi nahi k har bar na kami humhy humhri wjh sy hi ho or nakmi ki surt main humhy khud ko nakaam nai kehna chiye ku k kabi humhri luck b humhra sath nai deti or humhy loss ho jata hai khud say smjhota krna chiye or ap apni trf sy ap apna best dy jab tak ap hamit nai harty us waqt tak hum nakaam b nai skty
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

                Nahin bro Ki Baat theek Nahin Hai Hamen bilkul bhi Aisa Nahin samajhna chahie Hamen Apne loss aur mistake se learning game Karke work karna chahie is Shyam Achcha aur profitable worker Sakenge

                اب آن لائن

                Working...
                X