loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?
    Aagar few months ham trading me loss hi karty hey to es condition me kia ham khud ko nakam trader hi samaj sakty hey ya per be hamari kamyabi key koch chances ho sakty hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    Aagar few months ham trading me loss hi karty hey to es condition me kia ham khud ko nakam trader hi samaj sakty hey ya per be hamari kamyabi key koch chances ho sakty hey?
    Ji ap nay acha sawal kia hay. Forex trading main agar dekha jay to ziada tar traders ko loss hi hota hay profit ba nisbat loss kay kam logon ko milta hay jis ki big reason Forex trading main trader ki adam tawajoh aor knowledge, learning and experience ki kami hay. Forex trading main profit and loss donon parts of business hain es liay loss honay ki wajah say khud ko nakam nahi samjhna chahiay kun k aisa aksar dekhnay ko milta hay k jo bohat ziada expert traders hotay hain un ko bhi kai dafa bohat ziada loss ho jata hay baz dafa to ziada loss ki wajah say un ka account bhi wash ho jata hay es liay trader ko loss ki wajah say khud ko nakam nahi samjhna chahiay bal k mehnat karni chahiay aor apni mistakes ko door kartay howay achi aor kamyab trading kar kay loss ko recover karna chahiay aor ziada say ziada Forex ko sekhna chahiay aor Forex ki practice karni chahiay ta k anay walay time main dobara loss honay kay chances na hon.
    • #3 Collapse

      Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

      bilkul bhi nahi mery bhai aesa bilkul bhi nhi smjhna chaiey agar hameen forex me kam krty huwy nuqsaan hojata hai tu ham loogu ku bilkil bhi apny aap ku nakam nhi smjhna chaiey bulku agar hameen nuqsaan hojy tu agli dafa aur ziada mehnat kar kay forex me kam karna chaiey aur apni mistakes ku khatam karny ki koahish karni chaiey agar ham ec tarah achy tareeqy aay kam karain gay tu ziada acha bonus milly ga ham logu ku yahan bs ap loog apni mehnat jarii rakheen ap ku zroor acha fiada hoga aur app logg kamiab bhi hongy ec tarah
      • #4 Collapse

        Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

        Profit aur loss dono business ka hissa hotay hay haum kisi bhi Kam may na to mukamal profit hasal kartay hay aur na hi mukamal loss ko face kartay hay Forex trading may profit aur loss brabar hotay rehtay hay kabhi haum bohat zayada profit hasal kartay hay aur khabhi loss hota hay iss ka har gizz yeah matlab nai hota hay Kay haum nakaam trader hay esa nai hota hay Forex trading may achay traders wohi hotay hay jo apni nakami say disheart nai hotay hay balkay mehnat say appni nakami ko khatum kartay hay aur achi planning aur strategy Kay saath Kam ko poora Kartay hay aur forex trading may profit hasal kartay hay forex trading may nakami ki waja banta hay forex trading ka knowledge na hona aur analysis na karna hay Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut ki aur update ki bohut zayada zarorat hoti hay phir hi haum nakami say Bach saktay hay trading may loss honey ki waja say haum khud ko looser nai samjh saktay hay loss to har Kam may ho sakta hay aur forex trading may haumay loss ko bhi face karna parta hay kamyaabi hasal karney Kay liye appko regular Kam karna parta hay aur forex trading ka mukamal knowledge hona chahiye phir hi haum apney profit ko increase kartay hay aur forex trading may struggle ki base pay Kam karnay say loss Kam hota hay aur forex trading may nakami hamari khud ki nakami nai hoti hay haumay trading may learning Kay sath Kam karna parta hay.
        • #5 Collapse

          Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Aagar few months ham trading me loss hi karty hey to es condition me kia ham khud ko nakam trader hi samaj sakty hey ya per be hamari kamyabi key koch chances ho sakty hey?
          Forex trading mai loss aur profits dono he hotay hain. Agar kisi trader ko musalsal loss ho raha ho tou usay chaiye kay woh apni strategies ko baar baar change kerta rahey. Aisay trader ko apni planning ko baar baar review kertay rehna chaiye kiyu kay loss ki wajah market ya instaforex broker nahi hota hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai aur profit ho ya loss ho dono he sooratoo mai traders khud responsible hotay hain. Agar traders ko loss ho raha ho tou iss ka Matlab hai kay traders ki learning ya knowledge mai kahi na kahi koi kammi reh gai hai. Forex trading mai traders ko chaiye kay apni demo practice ko ziada Karey aur Agar kuch month say lagataar trading mai loss ho raha hai tou kuch time kay liye trading stop ker kay sirf market ko watch Lena chaiye aur apni trades ko dobara say review zarur kerna chaiye
          • #6 Collapse

            Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

            Ni dear har karobar mein profit aur loss hota hai har jahan profit hota hai tu loss bhi karbar ka hissa hota hai aur apko loss ho jaye tu apko ghabrana ni chahiye kyun k ye online market hai is mein har trader ko loss hota hai but aur loss hony par khud ko nakam ni samajhna chahiye aur kyun k nakam wo hota ha jo loss k dar ki waja se ye business chor jata hai but jo loss se sabaq seekhta hai aur mehnat karta hai knowledge hasil kar k kam karta hai is liye loss se kabhi mayoos na hon aur mehnat karyn aur dil laga kar kam karyn aur focus karyn tu kamayabi zaroor mily gi aur ap kamyab ho jayn gy aur nakaam sirf wohi hota hai jo loss ki waja se kam chor jaty hain aur jo mehnat karty hain aur hardworking jari rakhty hain wo kabhi nakam ni hoty
            • #7 Collapse

              Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

              dear friends trading ek business hai or kisi bbhi business ka yeh usool hota hai k us me ham siraf profit nahi le sakty loss b busines ka hisa hota hai lekin ye depend karta hai business man par agr business man me esi salahiyaten mojob hen jo k business ko top ya high level par le jey to loss k chances kam hoty hen lekin agr business man hardworker nahi hai or us me esi koi slahiyat hi nahi k wo business ko run kar sky to loss hojata hai lekin loss hony k bad ba agr koi apny loss se sabak seekhy or koshish kary apny loss ki wjha tlash kary hardwriking kary to loss recover kis ja skata hai is liye agr ap trader ho or ap ko loss ho jay to khud ko nakam mat smjho balky confidence k sat loss ko bardasht karo or hardwork karo trading ko dehan se seekho apni galtiyon ko mat dohrao balky inko apna experience bnao or hmehs trading me apny risk ko control karo money mangament k sat chalo to ap na siraf loss recover kar lo gy balky ap any waly wakt me acchy trader b ban jo gy or acchi earning b lo gy
              Ayisha Cutey's Trading Journal
              https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
              • #8 Collapse

                Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                Aagar few months ham trading me loss hi karty hey to es condition me kia ham khud ko nakam trader hi samaj sakty hey ya per be hamari kamyabi key koch chances ho sakty hey?
                Dear brother Forex trading Me Aisa bilkul bhi nahi ho sakta hai aapko Agar ismein loss hota hai to aap is Baat Ko Bhi mind mein rakhen kya paise profit bhi Hasil kar rahe hain aur brother Forex trading Mein expert traders ko bhi loss ho sakta hai aapko ismein loss hone Ki Surat Mein Pareshan Nahin Hona chahie aur na hi ismein Kisi kism Ki tension leni chahie sirf aur sirf aapko Agar ismein Vas hota hai to aapko ismein was recover karne ka sochana chahie Jab aap ismein loss recover Karenge to aap isko market mein bahut jyada aur Bahut Si baten samajhne ko Milenge jisse aapka Los cover ho sakta hai aur aap ismein acchi prektis bhi kar sakte hain dear jab tak aap market ko time nahin Denge aapka bhi Bilas se nahin Ban Sakte iske liye chahie ki aap ismein stop loss aur take profit ka istemal Karen Taki aapko ismein fayda ho sake.
                • #9 Collapse

                  Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                  Aagar few months ham trading me loss hi karty hey to es condition me kia ham khud ko nakam trader hi samaj sakty hey ya per be hamari kamyabi key koch chances ho sakty hey?
                  Dear brother aapane bahut Achcha question Kiya Hai Uske Jawab Mein Main aapko yah Kahana Chahta Hun Ki Jab aapko nuksan Ho Jaaye to usmein aapko kabhi bhi Aisi mayusi wali baat nahin Karni chahie aur kuchh ko kabhi bhi Aisa Nahin samajhna chahie kunk Forex trading main profit and loss donon parts of business hain es liay loss honay ki wajah say khud ko nakam nahi samjhna chahiay kun k aisa aksar dekhnay ko milta hay k jo bohat ziada expert traders hotay hain un ko bhi kai dafa bohat ziada loss ho jata hay baz dafa to ziada loss ki wajah say un ka account bhi wash ho jata hay es liay trader ko loss ki wajah say khud ko nakam nahi samjhna chahiay bal k mehnat karni chahiay aor apni mistakes ko door kartay howay achi aor kamyab trading kar kay loss ko recover karna chahiay. Nuksaan ho jana Koi Itni Badi Baat Nahin Hai Ek acche trader Ki Yahi Nishani Hai Ki Jab usko nuksan Ho Jaaye to vah usko recover karne ki koshish Karta Rahe.
                  • #10 Collapse

                    Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Aagar few months ham trading me loss hi karty hey to es condition me kia ham khud ko nakam trader hi samaj sakty hey ya per be hamari kamyabi key koch chances ho sakty hey?
                    Dear friend forex trading itni ahsan ni ha or na he itni muskal k hum log samj na saken is ley humy chae ha ziada sy ziada mehnat practice karny learning karny ya k humy ziada sy ziada forex trading ki samj aay or hum log behtar trading kar sakeny or ache earning kar k kamyab ho sakeny nakam to tab samjo k ap bilkal bi earning na kar saken or kam chor dan jis din ap ny koshish karna chor di usi waqat ap nakam ho jany gy jab k jab tak ap koshish jari rakhny gy seekeny gy tohri tohri bi samj aati ge to hum log forex trading ko seekena start kar lan gy to hum forex trading main kamyab ho saken gy or is ley humy apny ap ko nakam ni samjena chae ha balky apna kam jari rakhena ha ta k hum log ahsta ahsta kar k ache trading seek saken or behtar earning kar saken
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

                      hum apne mistake sy seekty he hain hamy market main kam karny ky har aik rules ko pora karna ho ga hamy loss hony par sabar karna chahey jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hain to hamy loss ho jata hain hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum is mai aik din mai aik account main 50 posts karty hai hamy market ke movement ko dakth kar is mai kam karna chahey agar hamy market main kese be cheez ke samj nahe a rahe to hum apny expert trader ke tips ko follow kar sakty hai hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna ho ga yai aik asa karobar hai jo ku duna ky bary bary mumlik be pahl cuka hain hum is ko apna life time career be bana sakty hain yai aik legal karobar hain
                      • #12 Collapse

                        Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

                        ji bilkul bhi nahin aise na soche ki agar Forex Mein Hamen loss Ho Jaaye to usse Ham Khud Ko nakam samjhe Kyunki business Koi Bhi Ho usmein losses aur profit Saath Chalte Hain business ke liye Hamesha Dil Bara Hona chahie Kyunki business Koi Bhi Ho usmein Agar loss Ho Jaaye Kisi mistake ki wajah se To Hamen usse Pareshan hone yah use business ko chorny ki bajah use mistake per focus Karen next time Hua mistake na Karen aur aasani ke sath profit gain Karen Agar Hamen loss ho jaaye To Hamen Jitna zyada ho sake practise aur knowledge per focus karna chahie senior se guideline leni chahie mayoos Nahin Hona chahie Kyunki forex Ek bahut bara business hai ismein losses hona Koi Koi Bari Baat Nahin huye isiliye Hamen Sabar aur Himmat ke sath Apne kam ko continue Rakhna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

                          asslamu alaikum bhai jan umeed karta hu ap sab thk hunga or khriyat ka sth hunga forex aik bohat hi lajawab karobar ha jis ma kam karna ka liya hamy bohta zyada mehnat ki zaarort huti business koi bi hu es ma profit or losse huta ha es liya hamy markit ma agr kamkarna ha to en sab bato ka khyal rakhna hu ga ya na hu ka agr hamy asi markit ma losse hona ki surat ma koi ham asa fasla kar lan jaldbazi ma a kar jis sa hamra sara account wash hu jay es liya hamy agr asi markit ma kisi kisam ka koi losse huta ha to hamy es ka bhadri sa samna karna hu ga or kisi kisam ki koi bi tenshion nai lani hu gi or es ko cover karna ma mehnat sa kam karna hu ga taky ap asi markit ma aik achi kamyabi hasl kar skay forex ka karobar aik bohat hi mashor karobar ha jis ma ham aik achi kamyabi hasl kar sakta han es liya agr hamy kisi waja sa losse hu bi jata ha to khud ko kabi bi nakam nai samjna huga balky ya samjna hu ga ka hamri ya pahly sedi ha kamyabi hasl karna ki es ma phr hamy os sa zyada mhnat kar ka aik acha profit hasl kar sakta han
                          • #14 Collapse

                            Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

                            Dear Is market Mein Koi truti perfect Nahin ho sakta uski aap Agar Kisi vajah Se is market Mein Uchhal kar lete hain to aapko Khud Ko nakam Nahin samajhna chahie aapko is market Mein bada mehnat karna chahie tha ki aap apne nuksan ko aasani se recover kar len aur uske bad is market mein aasani se Kamyab Ho Jaenge agar aap is market Mein mehnat karte hain to aapko is market Mein mil jaati hi hai aise he is market Mein mehnat Karne Wale status ko fayda ho jata hai agar aap is market Acche se practis Karni Hogi Baki aap is market mein acche friend Ki Tarah kam kar sakte aap Jab is market Mein Milne Aate Hain To aapko ismein kamyabi Jarur milati hai isliye aapko chahie ki aap is market Mein Khud learning Karen aur uske bad Apne analysis ko use karti hui is market Mein kam Karen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss hony par kia ham khud ko nakam samajna chaye?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                              Aagar few months ham trading me loss hi karty hey to es condition me kia ham khud ko nakam trader hi samaj sakty hey ya per be hamari kamyabi key koch chances ho sakty hey?
                              Dear brother aap ki baat se main agri nahin karta kyunki is market mein humko yah jaruri nahin ki har dafa profit Hi Ho ki dafa Ham is market mein loss bhi kar sakte hain agar ham log uske bad aise hi demotivate hote rahenge to Ham is market mein kabhi bhi kamyab nahin ho sakte humko chahie ki Ham is market mein jab bhi kam karen to apna motivational level up rakhen aise Ham is market mein achcha decision Le sakte hain agar Ham is market mein karte rahenge yah is market mein Jo bhi trade bataenge use per Ham ko nuksan hota hai to uski vajah se ham emotional Ho jaate Hain to Ham is market mein nuksan kar sakte hain isliye humko chahie ki Ham is market mein apni trades ke sath take profit aur stop loss use Karen Taki Ham ko agar kisi trade per nuksan ho to itna jyada Na Ho jiski vajah se Ham demotivate Ho jaen Ham is market mein apne nuksan ko recover kar lenge to hamare andar confidence build hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X