تمام موضوعات
Forex
Crypto
Commodities
Shares
Trading Strategies
Forex signals
Humor
Trading Universities
28-07-2020, 02:14 PM
mein gold ko investment k tor par save kiya ja raha hai aur forex trading mein gold aik commodity hai is par trading bahut risky bhi hai aur bahut profitable bhi ab gold par risky is liye hai k Is ka spread bahut zayada hai aur aur is ki movement bahut fast hoti hai market Mein chote timeframe per Kisi pattern per trade Lagate Hain usmein aapko Pahle Se indication mil jaati hai ki market mein kis Taraf jana hai use Taraf aap train lagakar Achcha profit banaa sakte hain Gold ke movement ke front per focus Karen aur iske sath sath Iske bare mein complete analysis Karte Rahe aur Iske bare mein main indicators ko follow karke iski complete learning aur education Hasil Karen
24-06-2020, 09:55 PM
Dear gold forex trading mein koi pair ni hai gold aik metal hai poori duniya mein gold ko investment k tor par save kiya ja raha hai aur forex trading mein gold aik commodity hai is par trading bahut risky bhi hai aur bahut profitable bhi ab gold par risky is liye hai k Is ka spread bahut zayada hai aur aur is ki movement bahut fast hoti hai aur aisy traders jin k account balnce kam hai ya trading experience kam hai tu wo gold par trading na karyn kyun k agar thori bhi movement opposite hoti hai tu account wash hony ka khtara hota hai aur aisy traders jin ka gold par experience acha hai aur balance bhi zayada hai tu asiy traders gold se faiada bhi hasil kar sakty hain aur maximum traders gold par trading is liye karty hain kyun k is par daily ki movement zayada hoti hai tu acha profit ho sakta hai
Ab apko gold par trading k kuch tips deta hon k ap gold par trading karty waqt small lot use karyn aur technical analysis according to trading strategy karyn agar ap technical analysis par trading karty hain tu sath usd index ko lazmi follow karyn kyun k dollar k sath gold ki movement kafi zayada hoti hai dollar agar weak ho tu gold ko buy karyn aur dollar agar strong ho tu ap gold ko sell karyn gold ki price maximum us dollar inversely proportional hoti hai aur ap stop loss must put karyn ap gold se acha profit earn kar sakty hain agar lalach aur emotional trading par control kar sakyn tu
24-06-2020, 09:45 PM
Dear kis market Mein Har pair ki apni value Hoti Hai Jaise aapane gold ka jikr Kiya Hai To ismein Humne Agar trade Lagani Hai To Humko ismein Chhota timeframe use karna chahie Kyunki market Chhote time frame Mein Aise patterns banaa Rahi Hoti Hai jinko follow kar ki Hui Maut kar rahi hoti hai agar aap is market Mein chote timeframe per Kisi pattern per trade Lagate Hain usmein aapko Pahle Se indication mil jaati hai ki market mein kis Taraf jana hai use Taraf aap train lagakar Achcha profit banaa sakte hain agar aap time se pahle market Mein inter Ho Jaate Hain To aapko is market Mein Kafi Jyada profit Mil Jata Hai Aise hi aap Agar Bada timeframe use Karenge to usmein aapko confirmation Kafi Jyada let milati hai isliye aapko Chhota timeframe use karna chahie.
24-06-2020, 09:31 PM
Forex market me gold pair me hi trend ki value hoti hay agar market trend gold me be traders clear nahi karty to traders life me be kabi successful aur perfect trading nahi kar sakty, gold pair me agar risk kam se kam be leya jaye to per be traders key ley lazmi market ka trend hi hota hay jes ko follow karny aur samjny key bad traders gold market key next target ko determine kar sakty hey holf pair me traders acha profit pehly be earn kia karty tey aur ab aur be contest ki waja se azadi mil hoti hay agar gold me trading nahi be ki jaye to per be traders ko pehly trend key bary me information hasil akr sakty hey
24-06-2020, 09:20 PM

اصل پيغام ارسال کردہ از: Naheed11 پيغام ديکھيے
Senior Member
mojy gold pair ky trend ky bary main information lyne hai ? hum is ky trend ko kasy follow kar sakty hain ? gold pair main kam karny ky liey kitny experience ke need hote hain ? keya gold pair main expert trader he kam kar sakty hain ?
24-06-2020, 09:20 PM
bhai jan forex trading main gold aik aysa pair hai jis main risk kafi hota hai jis main loss hony k chances baki pairs main trading karny se zyda hoty hain tu es pair main trading karny k liye kuch formalities pora karni parhti hain jis se ap gold main achi trading kar skty hain forex main jub ap gold main trading karty hain tu sub se pahly apko gold main trading karny main expiernce ho q k jub hum gold ki trading main expiernce paida karengy tab he hum es main achi earning kar skty hain osk bad gold ki trading k liye apka account balance zyda hona chahye mtalb k apka account strong hona chahye ta k loss hony par loss na ho skay tu yah kuch baten hain jo ap mind main rakh kar apni trading kar skty hain or achi earning kar skty hain gold main ap kam risk k sath trading karen gy jis se ap kamyab ho skty hain
24-06-2020, 09:13 PM

اصل پيغام ارسال کردہ از: Naheed11 پيغام ديکھيے
Senior Member
mojy gold pair ky trend ky bary main information lyne hai ? hum is ky trend ko kasy follow kar sakty hain ? gold pair main kam karny ky liey kitny experience ke need hote hain ? keya gold pair main expert trader he kam kar sakty hain ?
24-06-2020, 09:09 PM

اصل پيغام ارسال کردہ از: Naheed11 پيغام ديکھيے
Senior Member
mojy gold pair ky trend ky bary main information lyne hai ? hum is ky trend ko kasy follow kar sakty hain ? gold pair main kam karny ky liey kitny experience ke need hote hain ? keya gold pair main expert trader he kam kar sakty hain ?
24-06-2020, 09:01 PM