Trading ke Lia news calendar ka istimal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ke Lia news calendar ka istimal
    AoA friends forex trading Mai ham logo ko pata hona chahie ke ek chiz news calendar bhi hoti hai jis say ham analysis karte Hain news ko dakh kar ke hamara fundamentally pair kitna strong ya weak hai lehaza ham logo ko lazmi news calendar ko use karna chahie achy analysis ke Lia aplog Kia kahate Hain is bare Mai apni kimti Rai dijiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ke Lia news calendar ka istimal

    forex trading main news ki boht ahmiyat hai q k forex main news ko watch krna boht zarori hota hai jis k bad ap forex main achi trading kar skty hain or kamyab ho skty hain forex main jo news ko watch kar k apni trading karty hain wo achi market ko analysis kar k apni trading kar skty hain q k jo new market par effected hoti hain un ko dekh kar kam karny main he faida hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading ke Lia news calendar ka istimal

      news calender ka istemal aur news ke bare mein information aur news ka impact aapke liye lajmi hai trading mein Ham sab trading to karte hain lekin sabse important trading main aapke liye hi message hota hai ki aapko news ke sath trading karni aati ho main bhi jab koi bhi trade open karta hun to kisi bhi news ko intouch rahata hun aur dekhta bhi Hoon ke investing.com mein kisi bhi principia ke bare mein aapane information yah calendar news ko check karna hai to aapke liye bahut hi aasan hai aur believe me aapke liye bahut jyada faydemand bhi hai aapane trading ke liye news cylinder ka use lasting karna hai aur iske istemal se aapki trading acchi hogi jab aap trading ki performance aur trading acchi karenge to news calendar aapka perfect hoga.
      • #4 Collapse

        Re: Trading ke Lia news calendar ka istimal

        ASSLAM O ALAIKUM.....g dear sahi kaha trading ky liy news calendar ka istamal krna chahiya is sy hmy ya malom hota rahta hy ky kon sa trand chahl raha hy hmy apny seniors members ky experience sy fida hasal krna chhiya tky hm bi achy trader bn saky or achi earning kr saky news sy hmy weekly or monthly trand ka pata chal ta hy
        Last edited by ; 24-06-2020, 04:48 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Trading ke Lia news calendar ka istimal

          dear g hana p ki bat sahee hay is main ham ko chye k ham is main jis time main bhi trade ko kia karein is main ham koa ctive ho ker k bar bar apany kam ko acahy saya cha karna ho g s is main ham ko apni mehant ko jaery rakay rahany ki try karan ho g is main ham ko market ko see karany k bad ain he trade ko open karany ki try karan ho g is main ham ko kabhi bhi apany kisi bhi kam ko hurry up k sat karaty rahany ki trynahi karan chye agar ham is main waqay main kamybi ko gain karany k baray main khyal kaer rakha hy to .
          • #6 Collapse

            Re: Trading ke Lia news calendar ka istimal

            hamy news ko watch kar ky kam karna chahey hamy news ko kabe be ignore nahe karna chahey yai aik wase karobar hain hamy market main kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey yai aik wase karobar hai jis main usa or china jasy baey bary mumlik be involve hain hamy candle ko kabe be ignore nahe karna chahey hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey
            • #7 Collapse

              Re: Trading ke Lia news calendar ka istimal

              Yes. Forex trading ma kamyabi k lae news ko hamesa zehan ma rakhna chahe. Jo trader forex ma news k bena trade sy profit hasil karna chahtyn hain wo hamesa loss ma he rehtyn hain. Forex ma news aj kal k halat ma bhot important role play karti hain. Jo trader news ko ignore karta hai wo profit ko ignore kar deta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Trading ke Lia news calendar ka istimal

                Forex main use calender ki ahmiyat bahut jyada hai isliye hamen pata hona chahie k news calendar bhi hota hai jisse Ham analysis karke news ko dekhkar hamara basic kitna strong hai ya week hai calender ka istemal aur news ke bare mein information aur news ka impact aapke liye lazmi hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ke Lia news calendar ka istimal

                  Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein humain trading calander ko lazmi use kerna chahyea trading main news ki boht ahmiyat hai q k forex main news ko watch krna boht zarori hota hai jis k bad ap forex main achi trading kar skty hain or kamyab ho skty hain forex main jo news ko watch kar k apni trading karty hain wo achi market ko analysis kar k apni trading kar skty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X