forex m nakami mistake ko ignore karnay say hoti hay .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex m nakami mistake ko ignore karnay say hoti hay .
    dear ham ko forex main add honay k bad main ik bat ko mind main add ker lena chye k agar ham ko is main nakami hoti hay to ismin ham ki apni mistake he hotein hein jissay ham fail ho jatay hein so is main ham ko chye k ham jitna bhi ho saky is main apni mistake ko learn karany ki bar bar try karaty rahan ho g is main ham ko kabhi bhhi apni mistake ko kam say kam khyal ker k is ko ignoe nahi karan chye agar ham is main aisa karein gye to he ham ki kamybi ho sakti hay agay ki traf jany main .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex m nakami mistake ko ignore karnay say hoti hay .

    is forum main learning karni ho gi aur apni mistakes ko avoid kar k hi hum sucess ho sakty hain aur is forum main ignore tou kisi choti c mistakes ko bi na ikran chahye is forum main kam kar skaty hain auur hamain knwoldge k begair hum kam nai kar skaty hain aurr hamain is forum main kam kar k hi hum achi trade karni h gi aur hamain is foruum main earn ho
    • #3 Collapse

      Re: forex m nakami mistake ko ignore karnay say hoti hay .

      اصل پيغام ارسال کردہ از: yasiriqbal پيغام ديکھيے
      dear ham ko forex main add honay k bad main ik bat ko mind main add ker lena chye k agar ham ko is main nakami hoti hay to ismin ham ki apni mistake he hotein hein jissay ham fail ho jatay hein so is main ham ko chye k ham jitna bhi ho saky is main apni mistake ko learn karany ki bar bar try karaty rahan ho g is main ham ko kabhi bhhi apni mistake ko kam say kam khyal ker k is ko ignoe nahi karan chye agar ham is main aisa karein gye to he ham ki kamybi ho sakti hay agay ki traf jany main .
      Forex main humain loss apni mistakes ke waja sy hota hy Yee aik bahoot he acha aur profitable business hy hum is main din main bhe kaam kar sakty hain aur raat main bhe kaam kar sakty hain hum us main apni marzi k mutabiq time table bana kar kaan kar sakty hain hum is main jitni zyada mehnat karin gy humain is main itna he zyada faida hoga aur hum acha profit bana sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: forex m nakami mistake ko ignore karnay say hoti hay .

        jab hum is mai mistake wala kam karty hain to hamara account wash ho jata hai or account main present balance be wash ho jata hai hamy mistake ko sahe kar ky kam karna chahey yai aik wase karobar hai hamy market main kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey yai aik acha karobar hai hum is mai as a job be kam kar sakty hain yai aik legal karobar hain
        • #5 Collapse

          Re: forex m nakami mistake ko ignore karnay say hoti hay .

          Forex mein hamen kabhi bhi apni mistake ko ignore nahin karna chahie forex mein jab ham apni mistake ko ignore kar dete hain to yah mistake dobara ho jaati hai jiski wajah se forex mein hamen pahle se zyada loss hota hai aur forex mein ham nakam ho jaate hain aur hamara bonus account wash ho jata hai jisse forex mein hamari puri mehnat waste ho jaati hai isliye forex mein hamen apni mistake se learn karna chahie.
          • #6 Collapse

            Re: forex m nakami mistake ko ignore karnay say hoti hay .

            my dear member mera zaat tajarba ye hai k forex pe hum se jo mistakes hoti hain agar hum unko avoid krtay rahengay to hum kamyab nahi ho saktay hain.hum ko aagay barhnay k leye hamari mistakes ka solution dhondhna hoga phir hum is forum pe kamyab ho saktay hain....
            • #7 Collapse

              Re: forex m nakami mistake ko ignore karnay say hoti hay .

              Assalamualaikum dear bilkul sahi baat ki hai na Kami mistake ko ignore karne ki vajah se hoti hai Agar Ham Apne mistake ko Sudhar Te Hain apni mistake ko apne liye Sabak banate hain To Ham Forex form mein Kamyab Hote Hain
              • #8 Collapse

                Re: forex m nakami mistake ko ignore karnay say hoti hay .

                yes ji han dear friend main ap ki bat say agree karta hn ap nay shai kaha hai agar ap nay forex main achi tarh say kamyb hona hai to ap ko chayay ap is main achy say mehnat karo aur is main achy say kamyb ho jao forex main nakaam bhi wahi loog hoty hain jo is main apni mistakes ko ignore kraty hain isi waja say forex main woh loog nakam hoty hain jo apni mistakes ko ignore karty ahin ignore karnay ka koi bhi faida nai hai dear friend ham sab ko chayay ham is main achy asay work karin aur is main achy say kamyb ho jain dear friend agar ap nayis main ain waki main acha work kanrna start kar dia to ap iko is main koi bhi nai rook sakta hai dear friend bus ap nay wahi kaam karna hai jo forex kay ruless ko ay mutaabik ho dear friedn tab ap is main achy say kamyb hain dear friend bus ap nay marzi ka kaam nai karna hia forex main a aga ra nay si amina chy say kamyb hona hai to ap ko is kay mutabik work karna ho ga dear friend aur is main mistakes ko ignore nai karna hai agar ap is main chty hain kamybi to ap ko chayay ap is mian apni mistakes ko ignore na karo aur is main kamyb ho jao dear friend tab hai ap kay kaam karnay ka maza dear friend bus ap nay is mani mistakes ko ignore nai karna hai agar ap nay is main acha kaam karna hia to ap ko apni galtio say seekhna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: forex m nakami mistake ko ignore karnay say hoti hay .

                  Hum forex mein koi bhi mistake karain js se loss hota hai tu hum ko is mistake ko ignore nahin karna cahaiye woh mistake choti ho ya bari ho hum ko us mistake ko cover karna cahaiye aur is mistake ko cover karne kay leye demo account par practice karni cahaiye hum jtni ziada demo account par practice karain gey us mistake ko khtam kar saktay han aur phr us mistake ko nahin karain gey tu loss se bach saktay han
                  • #10 Collapse

                    Re: forex m nakami mistake ko ignore karnay say hoti hay .

                    Forex Mein trading ki baat ki Jaaye ya Kisi Aur business ki baat ki Jaaye Jab Ham apni Galti ko ignore karna Shuru kar dete Hain To Ham actual mein call galti kar rahe Hote Hain aur Yahi mistake Hamen failure ki taraf Le Jaati Hai Hamen chahie ki Ham apni galtiyo se theek hai Bajaye Iske ke UN galtiyo ko ignore Karen Jitna Jyada mukal Kyon se theek Honge Hamara experience badhega aur Jitna Hamara tajarba badhega itni acchi Ham trade kar Payenge
                    • #11 Collapse

                      Re: forex m nakami mistake ko ignore karnay say hoti hay .

                      Ji han bilkul hamari na kami hamari mistakes Ko itna Karne Se hoti Hai hamen apni mistake ko ignore nahin karna chahie balke apni mistake se learn karna chahie tabhi Ham acchi Tarah Se Forex Mein successful ho sakte hain hum jitna jyada mehnat Karenge or apne mistakes ko mind Mein rakhen gy utna e Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: forex m nakami mistake ko ignore karnay say hoti hay .

                        G han pyare dost ne thek kha hai kh jab hum trading krty hn to hmen mistake hony ka ehsas hota hai kh hum ne khin na khin koi na koi mistake kr di hai lqn him usko ignore kr dety hn yhi iski sub sy brri waja hai isi liy hmen choti sy choti mistake ko avoid nhi krna chahei Balkh hr choti mistake ko brri mistake samjhty hoy thek krna chahei takh bad men koi brra masla created na ho lihaza hmen apni mistake sy bhi kuch na kuch seekhna chahei
                        • #13 Collapse

                          Re: forex m nakami mistake ko ignore karnay say hoti hay .

                          Lazmi nahin hai ki Ham kisi mistake ko ignore kar rahe hain balke yah bhi to possible hai ki hamari pahle mistake ho masla na kami ka nahin hai balki na kami se bachkar aur apne previous nuksan ko recover karke aage badhane ka hota hai jo ki sirf acchi learning se hi ho sakta hai iske alava agar aapke kareeb Koi experience Banda hai to vah aapko acchi support de sakta hai jisse aapko kam karne mein aasani samjhane mein aasani aur Baki har mamle mein guidance milegi jisse aapka kam aasan hoga aur aap jaldi aage badh sakte hain Jo log na kami ko lekar rote rahte Hain vah kabhi bhi is business mein kamyab nahin ho sakte balke mere khyal mein to Jo log mistake nahin karte vah kabhi Seekh bhi nahin sakte
                          • #14 Collapse

                            Re: forex m nakami mistake ko ignore karnay say hoti hay .

                            Dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai na kam a mistake ko ignore karne se hoti hai isiliye mistake ko ignore na Karen Agar aapko last hua hai to loss se learn Karen Loss Kuchh Na Kuchh Sikha deta hai isiliye loss se last ko recover Karen aur trading ka experience kahan Karen aur Jyada Se Jyada mehnat Karen aur Delhi time invest Karen Hamari apni stick ki vajah se hota hai jaldbazi lalach ki vajah se Ham Apne Kaun bola kar dete Hain isiliye Soch samajhkar trading Karen market ko acchi Tarah analysis ke sath aap accha profit kar sake aur Kamyab isiliye Hamesha mehnat aur Himmat ke sath kam karna chahie Hote Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex m nakami mistake ko ignore karnay say hoti hay .

                              Forex main kamyabi or nakami hamary apny hath main hy agar hm gaflat kray gay dil sa kam nhi kray gay or apni mistake jo hamin loss ki trf lay ja rhi hain un ko ignore kray gay tb hm nakam hn gay mistakes her kisi sa hoti hy q k koi bhi perfect nhi hota agar mistake ho gii hy wo hamry liy ak sabq hy hm us sa kuch seekhna chahiy agar hm mistake ko ignore kray gay to wo repeat hoti rhi gii jis sa hm nakami ki trf jain gay apni mistake sa avoid kray un ko khatam krny ki koshish kray ta ky ap kamyab ban skain achaa earn kr skain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X