Forex mein yah kahate Hain ki news release ke bad trade karni chahie lekin usse pahle hamen yah samajhna jaruri hai ki news mein kya kaha gaya hai aur uske mutabik action Lena chahie English language mein hone ki vajah se news ko samjhana Jara mushkil hota hai lekin itna bhi namumkin Kam nahin hai ki Na Ho sake hamen chahie ke 2 se lekar 10 Tak news ko select kar le aur FIR pura week unko follow Karen aur samjhaun ke Inka kya matlab hai for example jab jobless news ki baat ki jaaye to hamen pata hona chahie ki ab US dollar ab jayega ya down jaega kisi bhi news mein increase or decrease ka kya matlab hai ine chijon ko samjhe Bina Ham aage nahin badh sakte agar ek ya do news ko Ham pakad Le Jo har bheed aur release hoti hai to pure week ki ek trade hi kafi hai senior member se question hai ki hamen kaun kaun si news ko focus karna chahie ke jinse Ham achcha profit Le sake mere khyal mein US dollar oil aur gold se related news jyada important hogi aap log apna idea share Karen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим