Risk factor ko minimize krain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk factor ko minimize krain
    risk factor market ka va paath hai jis per bahut se trader tavajjo nahin dete kyunki vah samajhte Hain ki bus trade lagakar so jaen aur agale din unko profit mil jaega jab ke actual mein aisa nahin hai hamen bahut sari requirement fulfill karna padati hain jinmen se ek yah bhi hai ki apne risk factor ko minimise kiya jaaye yani ke Ham vah tamam mistake na Karen jinki vajah se nuksan hota hai yah hamari yah koshish honi chahie ke aisi koi bhi mistake agar ho to kam se kam hun. Lot size jitna bhi kam hoga to samjho aapka account jyada safe rahega iske alava Daily jitni minimum trade open karenge yah baat aapko itna hi fayda degi jitna apne knowledge ko increase karenge jitni learning increase hogi kitni jyada practis hogi to risk kam se kam hota jaega jab aap ka risk km hoga to samjho ke aapki kamyabi ke chance jyada ho jaenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk factor ko minimize krain

    Ji Hamen chahie kam karne ke time risk ko minimise Karen job person Apne risk ko minimise karta hai vah kamyabi ki taraf chal padta hai so that's why Hamen chahie apni mehnat ke sath Apna profit increase karne ki koshish karen Aur kamyabi Ke Raste per Chalen and Apne senior ko follow Karen
    • #3 Collapse

      Re: Risk factor ko minimize krain

      Yes. Forex ma knowledge or experience sy he ham knowledge ko minimize kar saktyn hain. Forex trading ma acha capital or small lot b risk factor ko b minimize kiya ja sakta hai. Forex ma bena sochy samjy trade karny sy risk factor bhot barh jata hai or acct wash asani sy ho jae ga.
      • #4 Collapse

        Re: Risk factor ko minimize krain

        dear g han ap ki bat sahee hay agr ham nay is main kamybi ko gain karnay k baray main khyal ker rakha hy to is main ham ko chye k ham is main kamsay kam risk ko mind main add ker k he apnay kam ko last tak acahy say acha bany ki try karaty raha ho g so is main ham ko kabhi bhi apany kam ko karany main hemat nahi haran ho g ityat k sat achay say axcha km ko last tak karaty rahan ho g so is main ham ko last tak apany kam ko best say best bantay rahan ho g agar ham is main agy ki traf jan chatay hein to .
        • #5 Collapse

          Re: Risk factor ko minimize krain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran746 پيغام ديکھيے
          risk factor market ka va paath hai jis per bahut se trader tavajjo nahin dete kyunki vah samajhte Hain ki bus trade lagakar so jaen aur agale din unko profit mil jaega jab ke actual mein aisa nahin hai hamen bahut sari requirement fulfill karna padati hain jinmen se ek yah bhi hai ki apne risk factor ko minimise kiya jaaye yani ke Ham vah tamam mistake na Karen jinki vajah se nuksan hota hai yah hamari yah koshish honi chahie ke aisi koi bhi mistake agar ho to kam se kam hun. Lot size jitna bhi kam hoga to samjho aapka account jyada safe rahega iske alava Daily jitni minimum trade open karenge yah baat aapko itna hi fayda degi jitna apne knowledge ko increase karenge jitni learning increase hogi kitni jyada practis hogi to risk kam se kam hota jaega jab aap ka risk km hoga to samjho ke aapki kamyabi ke chance jyada ho jaenge
          G dear risk factor ko Business language man risk management kehta han. Ager ham risk management ko sahe terha follow karen to hamara sara losses profit man convert ho jaen ga. Ham jab lot size lagata han trade entry man asal man ye hamen risk show kerta han. Is liye seniers kehta han k k hamen lot size hamasha chota aur apna account k mtabiq rukhna chaheye. Ager lot size bara hoga to hamara risk b bara hoga. Aur hamen apna capital k sirf 2 percent risk leni chaheye.
          Click image for larger version

Name:	images (45).jpeg
Views:	7
Size:	54.8 کلوبائٹ
ID:	12327937
          • #6 Collapse

            Re: Risk factor ko minimize krain

            hamy is main risk lyna chahey pher he hum is mai agy bar saky gy hum is main aik din main aik account main 50 posts karty hai hamy market ke movement ko dakth kar is mai pasia be invest karna chahey pher he hum is main acha profit hasil kar sakty hain agar hum poor hain or hum is main paisa invest nahe kar sakty to hamy is mai full time kam karna chahey
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Risk factor ko minimize krain

              forex trading business ik bohat ziyda risky business hai humain kam say kam risk lyte hoe forex may trading karna chahye forex may apne risk ko control karty hoe forex may kam karna chahye jitna ziyda hum forex may mehnat karty hain or apni risk ko control karty hoe forex may kamyab ho jaye gye

              اب آن لائن

              Working...
              X