hi dear friends trading ek profitable business hai lekin is me ap ko hamesha ek bat ka khyal rakhna hota hai k ye ek risky business hai our aap ki chhoti c galti bhi aap ko bohat zayda nuqsaan de sakti hai is liye aap ko is nuqsaan se bachne ki pehle se he tayari kar leni chahiye
trading me kamyab insaan do hi tariko se ho sakta hai ya to us k paas acha knowledge or experience ho ya phe us kl pass achi strategy ho accha knowledge or experience hamen trading ko smkjhny me or accha faisla krny me madad deta hai lekin gar ap k pas acchi strategy hai to ap us ka istamal kar k acchi earning le sakte han ku k kisis b business me kamyabi ka inhasar planing par hai or jo jitna accha plan bnay ga wo apny business ko utni hi bulandi pa rle jay ga or trading business me b ap ko usi planing means startegy ki zrorat hai lekin mery khayl me har kissi k pass kam se kam 2 startegies honi chahiye mtalb agar ap ko pehli staregy ap ko loss de rahi hai to ap k pass plan B bhi hona chahiye k ap us loss ko kis taha recove krty hen or kis tarah us sort e hal ko handle karte hen

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим