Continue mehnat kamyabi ki zamanat.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Continue mehnat kamyabi ki zamanat.
    Friends forex trading hu ya koi b business ya work us me kamyab hony k lye musalsal mehnat aur hard work ki zrurat huti hy. Continue mehnat sy e kamyabi ki zamanat mlti hy . 2 4 din kam krna aur trade learn krna kbi b kamyabi ki zamanat ni deta . Hamesha continue mehnat ki zrurat huti hy. Is lye hmy chahye k hm trade ko kamyab bnany k lye continue mehnat sy trade learn krn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Continue mehnat kamyabi ki zamanat.

    Forex Trading me continue mehnat lagatar karna kamyabhi ki zamanat hai. Apki baat bulkul thek hai. Mehnat ka phal har jagah meeta hota hai lekin forex me is ka maza hi kuch aur hota hai. Forex trading me mehnat aur lagan hi se ham bohut sari kamyabi hasil kar sakte hen. Mehnat hi k zarye se hum agay bhar sakte hen. Forex trading me risk bohut zyada hone ki waja se ye bohut tough karobar ban jata hai. Q k agar hamare pas is k bare me information na ho to hum nuqsan utha sakte hen. Mehnati log kabhi bhi forex trading me nakam nahi ho sakte.
    • #3 Collapse

      Re: Continue mehnat kamyabi ki zamanat.

      yes, forex ma continuly mehnat aur lagan sa kam kia jay to kamyabi zarur milti ha, mehnat kbi waste nhi hoti aur iska acha sila milta ha, hmain forex ko burdon nhi samajhna chaiay apni learning ko use karna chaiay aur mehnatvsa g nhi churaen hmesha dil laga kar kam karain
      Last edited by ; 24-06-2020, 10:53 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Continue mehnat kamyabi ki zamanat.

        Aap ki baat bilkul theek hai forex main aap continue mehnat say kaam kray gay tu aap ko kamyabi zamnat say ho gi agar aap mehnat nahi kray gay tu aap ko nakaami ho sakti hai iss Lia aap ko kamyabi ka Lia mehnat Karni zaroori hai mehnat ka baghair aap kuch hasal nahi Kar saktay
        • #5 Collapse

          Re: Continue mehnat kamyabi ki zamanat.

          hamy mehanat karna nahe chorna chahey hamy is mai ahteyat sy kam karna chahey hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hamy market main kese be cheez ke samj nahe a rahe to hum apny expert trader ke tips ko follow kar sakty hain hamy market main kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey yai kabe be band na hony wala aik real karobar hain
          • #6 Collapse

            Re: Continue mehnat kamyabi ki zamanat.

            bilkul mere pyare group fellows ismein Koi shak nahin kya kar raha Ham struggles minut karte Hain to hamen uska reward jarur milta hai agar Ham kamyabi Hasil karna chahte hain to hamen continue struggle rakhni padegi kyunki continue struggles hamen hamare business mein faydemand sabit hoti hai aur hamen experience milta hai jab Ham kabhi loss ka samna karte Hain to hamen hamara business isliye bhi kamyab karta hai ki Ham apne logon se bahut kuchh Sikh hain aur next Hui loss Ham bar bar pet nahin karte
            • #7 Collapse

              Re: Continue mehnat kamyabi ki zamanat.

              Ji bilkul Bhai aap Sahi kah rahe ho kamyabi Hamesha Azmat ki taraf Le Jaate Hain kamyabi akasmat hai agar Hum usko Dillagi se Karenge To vah chij Hamen Paisa Degi usko Aise Timepass click karte hain to hamare liye vah bahut Hi nuksan Tha hai agar Ham usko acche tarike se istemal Karenge to vah hamare kism ka business hai aur use kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Continue mehnat kamyabi ki zamanat.

                kamyab Ho jaane ke liye sabse jyada important yah hai ki members hardworking hokar kam Karen kyunki hard work ke bahar yahan per kuchh bhi kar lena jyada aasan nahin hota hai aur aise members ke Jo hardworking nahin hote unko join Ho jaane ke bad se bahut jyada mushkil aati hai kyunki yahi vajah hai ki vah apne kam mein maximum na kam hote Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Continue mehnat kamyabi ki zamanat.

                  Continue mehnat hi kamaybi ki zamanat hai agar hum chahte hain ke hume business mein success hasil ho tu hume chahie ke hum zyada se zyada mehnat kare aur ache se ache quality ki post kare jis se hume acha bonus hasil ho aur us se hum trading ker ke acha profit hasil kare. Hume ache se ache profitable trade lagane ke liye hume ache experience ki bhi zarrorat hoti hai jitna zyada experience ho ga utna hi hum profit hasil ker sake ge.
                  • #10 Collapse

                    Re: Continue mehnat kamyabi ki zamanat.

                    Forex mein kamyabi sirf mehnat ki wajah se milti hai aur forex mein hamen himmat aur hosla ke sath work karna chahie aur forex main hamen hard work ke sath apni mehnat jari rakhni chahie aur forex mein hamen us waqt tak apni mehnat jari rakhni chahie jab tak ham kamyab nahin ho jate aur forex mein ache work our acchi trading ke liye achi learning ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein work aur trading se pahle jitna ho sake hamen apne experience aur knowledge ko increase karna chahie.
                    • #11 Collapse

                      Re: Continue mehnat kamyabi ki zamanat.

                      ji han dost apne sahi kaha jab ham lagatar mehnat karte rehte hain to hamain kamyabi hasil hone ke chanses bhot zyada hote hain is lye hamain lagatar mehnat karni chahye jab ham koi bhi kaam lagatar karte hain to hamain zror kamyabi hasil hoti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Continue mehnat kamyabi ki zamanat.

                        G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex me bahut mahnat kay sath kam akrna chaheya kun kay agar hum forex men mahnat akren gy tu hamen as menbahut zeyada profit hasil ho ga as lia hamen forex men koi bhe kotahy wala kam nahin karna chaheya kun kay forex men hum jitny mahnat karen gy utna hi hamen as men profit hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Continue mehnat kamyabi ki zamanat.

                          Jay man barabar kal main aapki baat se agri Karta Hun Ki continue nahin aati hai kya chij hai Jiska Bihar per ham log Kamyab ho sakte hain agar aap log Sabhi chahte hain aur trading ko khana banana Chahte Hain To lagatar mehnat Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Continue mehnat kamyabi ki zamanat.

                            bilkul agr hm ksi kam m kamiyab hona chahte hain to mehnat krni lazmi h ik kam pr hm jitni mehnat krein ge hmein utni kamiyabi mile gi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Continue mehnat kamyabi ki zamanat.

                              Just bilkul sahih baat he mehnat karte rehna hi kamyabi ki zamanat he hamen ache results lene k lie regular mehnat ki zarurat he kamyab insan me dusre qualities k saath regular basis par work aur mehnat ki khoobi hoti he ap jitna barra target set karte hen use achieve karne k lie apko barri mehnat se kaam karna parta he chahe jesi bhi conditions hon hamen mehnat k zariye mushkil halaat se nikalna chahie forum se milne wale bonus account ko ham mehnat se hi running Kar sakte hen aur is se profit bhi mehnat se Kama sakte hen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X