Experience ka tab he faida hay jab hum isko forex kay analysis kay liye use karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Experience ka tab he faida hay jab hum isko forex kay analysis kay liye use karain.
    Friends,is bary main koi shak nai hay keh forex main bahut he expert trader bhi aty hain but wo forex main successful nai hoty, q keh wo forex ki nature and requirement kay mutabiq working nai karty or forex ki market and trends kay analysis nai karty, jis waja say unka trading experience use nai hota or wo expert hoty huye bhi forex trading main loss kara bethty hain, or isi waja say wo forex main fail ho jaty hain. Forex main trading experience ka tab he faida hay jab isko trading main use kia jaye or earning ki jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Experience ka tab he faida hay jab hum isko forex kay analysis kay liye use karai

    Ji bulkul apki baat bulkul thek hai k Forex trading me Experience ka tab he faida hay jab hum isko forex kay analysis kay liye use karain. Agar hum experience ka istemal nahi Karengy to us ka koi faida nahi hota. Forex Trading me taruba rakhne wala zyada kamayab hota hai. Asal me pora forex trading hi isbk gird ghonta hai. Forex trading 5 me knowledge k zarye hamare tujrube aur skills me improvements hoti hai. Aur jitna hamara tujruba zyada hoga hum behter analysis kar sakengay. Forex trading me analysis ya markets news k bena pe trading aik ache tujrube hi ki waja se hai. Q k jitna hamara tujruba acha hoga hum behter analysis kar sakengay aur is tarah hamare kamyabi k chances bhi zyada hongay.
    • #3 Collapse

      Re: Experience ka tab he faida hay jab hum isko forex kay analysis kay liye use karai

      hamy is main knowledge or experience hasil kar ky market ko achy sy analyses kar ky kam karna chahey pher he hum is main kamyabe hasil kar sakty hain or market mai ran kar sakty han hum is mai aik din main aik account main 24 ganty he kam kar sakty hai agar hamara experience kam hai to hamy practice ky liey demo account ko chose karna chahey demo hamy as a teacher guide karta hai
      • #4 Collapse

        Re: Experience ka tab he faida hay jab hum isko forex kay analysis kay liye use karai

        Ji ap nay bil kul thek jaiza paish kia hay aor achi information share ki hay. Forex trading kay liay jab ham learning kar kay demo practice say experience hasil kartay hain to us time ham main phir bhi bohat si kami reh jati hay jo k real trading main mehnat karnay say door hoti hay demo experience hasil karnay ka faida tab hi hota hay jab ham real trading karnay say pehlay achi taran analysis kar sakain aor un kay mutabiq hi trade open kar sakain.
        • #5 Collapse

          Re: Experience ka tab he faida hay jab hum isko forex kay analysis kay liye use karai

          Bhai aapse kah rahe hain main knowledge or experience cancel karne ke liye acche se analyse kar ke kam karna chahie Fir Bhi Ham ismein kamyabi Hasil kar sakte hain aur Market Mein Rang kar sakte hain Ham ismein Ek Din Mein Ek account mein 24 ghante hi kam kar sakte hain Agar Hamara experience kam Kam Hai To Apne practice ke liye game account ko change karna chahie aur Hamen use account per Delhi aur mehnat Karni chahie jisse Hamen profit
          • #6 Collapse

            Re: Experience ka tab he faida hay jab hum isko forex kay analysis kay liye use karai

            ji bilkul perfect baat hai aapki ki Hamen experience course time Achcha fayda hota hai use time Achcha fayda Milta Hai Jab ham log ko experience ko use karte hue Apne analyses ko acchi Tarah Se Karen aur Usi analyses ki madad se Hamen koi acchi trade open karne ka mauka Milega Achcha entry. Mile FIR jakar Ham logos trading se fayda Utha Paye to Fir ham log is analysis go is experience ko bahut Achcha apne liye faydemand sabit kar sakte hain is ham logon ko bahut Achcha profit bhi ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Experience ka tab he faida hay jab hum isko forex kay analysis kay liye use karai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
              Friends,is bary main koi shak nai hay keh forex main bahut he expert trader bhi aty hain but wo forex main successful nai hoty, q keh wo forex ki nature and requirement kay mutabiq working nai karty or forex ki market and trends kay analysis nai karty, jis waja say unka trading experience use nai hota or wo expert hoty huye bhi forex trading main loss kara bethty hain, or isi waja say wo forex main fail ho jaty hain. Forex main trading experience ka tab he faida hay jab isko trading main use kia jaye or earning ki jaye.
              Salam dear members g bilkul forex ek bht best businesss is main kafi zaida readers expert bhi hn wo bhi idr hi a ke expert huye hn to inshAllah jinko trading ko samjhe m zaida members profit ke chakr main hi rhte hn or trading k analysis ko ko nahi krte isliye un ke liye kahon gi k phly trading market k anallysis py dehan den profit phr outometically a jayega ....ain muskil ho rahi hai wo bhi jalad hi samjh jayen gy isliye humy soch samjh k trading krni chaiyee or mayoos nahi hona chaiye
              • #8 Collapse

                Re: Experience ka tab he faida hay jab hum isko forex kay analysis kay liye use karai

                har ek ko analyse karne ke bare mein achcha sa experience hasil ho jata hai kyunki yahan per Koi bhi agar trading kar raha hai to usko market ko bhi analyse kar lena hota hai aur maximum members ko yah maloom hai ki market ko kis tarah se analyse karna hai aur isiliye hi members ke pass experience a jata hai aur vah experience members ko apni trading mein use kar lena hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Experience ka tab he faida hay jab hum isko forex kay analysis kay liye use karai

                  G han forex trading mein bht se traders ko loss hota hy experts ko bhi loss ho jata hy experience k sahi use kr k traders profit hasil krny mein kamyab ho sakty hein experience ko market analysis mein ziada use krna chahiye kionkeh right analysis perfect profit hasil krny ki zamanat hota hy traders ko achy analysis k bad profit milny ki umeed barh jati hy traders ko loss is liye hota hy k wo theek se market ka analysis ni kr sakty.
                  • #10 Collapse

                    Re: Experience ka tab he faida hay jab hum isko forex kay analysis kay liye use karai

                    Forex aik best online legit business hy jiske liye trader ko trading mein apni expertise dykhani hotin lakin kabhi kabhi experts bhi loss karjate uski wajah mind ka divide hona or market mein dyhan na dena hota. Forex market 99% technical analysis py depend karti or technical analysis ke complete knowledge hona successful trader ke nishani hy isliye humko perfect planning ky sath trading karni chahiye taky zyada sy zyada profit or experience hasil ho.
                    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                    • #11 Collapse

                      Re: Experience ka tab he faida hay jab hum isko forex kay analysis kay liye use karai

                      jinhan dost aone sahi kaha experience hasil karna bhi zrori hota hai our is ke sath sath hamain is ka istamaal bhi lazmi karna chahye jab ham apme experience ko zyada se zyada hasil karte hain to hamain is ka bhot zyada faida hkta hai our ham achi earning kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Experience ka tab he faida hay jab hum isko forex kay analysis kay liye use karai

                        G han app ki bat tekh hy keh hamen forex men apny experienced ko use karna chaheay kun kay agar hum as men apna experience use nahin karen gy to hamen as men bahut nuksan hota hy as lia hamen as men apna experience istamal karna chaheya kun kay forex men hum jitny mahnat kay sath kam karen gy utna hamen as men faida hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Experience ka tab he faida hay jab hum isko forex kay analysis kay liye use karai

                          bonus experience ke sathi of information ko increase karke hi badhta rahata hai itna sadapan kaun ke sath satisfy level ki shaadi increasing experience karte rahte hain tu bhi usse fayda milta hai isliye hamen Koi agar Ham apne kam ko apni hi confidence level ke sath aur experience ko increase karne ke liye trading ke andar working kar rahe hain to yah bahut hi behtarin aur bahut hi achcha aur bahut quality wala kam hota hai kyunki hamen chahie kya apne kaun kuchh jyada se jyada focus ke sath jyada jyada intellectual bhi ke sath karti Hain tu Hi aapki trading ke andar quality aur aap working ke andar acche se information darti hai kamyabhasil karna chahti Hain to fir aap apni mind of meeting of time table coach ke sadasyon confidence ke sath management karna hoga vah jitne jyada aap hamen management ke sath time management ke sath quality offer ko bhi sath dete Hain aapko accha sa profit ke sath achcha paida bhi deti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Experience ka tab he faida hay jab hum isko forex kay analysis kay liye use karai

                            Dear forex trading members business main kaamyabi ke liye experience ka hona bahut he zayada zaroori hai.hum Pak forum par jab kaam start karte Hain to bahut saara time hum trading ko samjhne main lagate hain. Aur apni mehnat ko hum cash back tab he kar sakte hain. Jab hum trading se profit kamate Hain.pak forum main experience ka hamain tabhe faida hai jab hum market ke analysis ke liye liye use karain aur apni income barha sakain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Experience ka tab he faida hay jab hum isko forex kay analysis kay liye use karai

                              G Han dear members trading main Kam krty howy AP ko chahahy k mehnat AP ki kamyabi AP ko accha experience Deni chahay saber krain take AP ko accha experience Dena AP ki mehnat AP ko accha trader banati Hy.
                              🌼 Never Give Up 🌼

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X