demo account aur original account mein farq q hota hay???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    demo account aur original account mein farq q hota hay???
    dear mainy ye bat notice ki hai k demo account jo hota hai voh real account se thora different hota hai.demo ki practice k dauran hum ko ziada trades mein profit hota hay lekin rela account mein aisa nahi hota hai.iski kia wajah hai koi bata sakta hai???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: demo account aur original account mein farq q hota hay???

    Forex Trading me Demo account aur real me faraq ye hai k is me hamen virtual money hoti hai aur hamen is me us k invest karne me tension nahi hoti hai aur jo mistakes hoti hai us ko intime khatam bhi kar sakten hn. Demo account aik behtareen sahulat hai forex trading me practice karne k leye. Demo account pe ap apni marzi ki raqam add karwa k us k zarye se trading kare seekhne ki. Is me jo raqam istemal hoti hai wo virtual hoti hai aur us ka user pe koi asar nahi parta. Demo account aur Real account ke Trading me koi faraq nahi hai bus demo account me virtual money istemal hota hai jab keh Real account me Real capital jama karna hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: demo account aur original account mein farq q hota hay???

      اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
      dear mainy ye bat notice ki hai k demo account jo hota hai voh real account se thora different hota hai.demo ki practice k dauran hum ko ziada trades mein profit hota hay lekin rela account mein aisa nahi hota hai.iski kia wajah hai koi bata sakta hai???
      dear account sirf aapke practice ke liye hota hai ki aap use per practice Karen aur kam Karen aur aapko trading ki samachar a jaen jabki real account mein aapka real bonus hota hai aur vahan per aap Jo trading Karenge vahan se jo aapko profit milega aap usko withdrawal bhi kar sakte hain lekin demo account ke profit ko aap withdrawn nahin kar sakte liye sirf aur sirf aapke practice aur learning ke liye hota hai vahan per aap trading co sirf Sikh sakte hain lekin jo profit Ho jaen vah of withdrawal nahin kar sakti Is tarah lost Ho jaaye vah bhi aapka nahin hota to demo account sirf aur sirf practice ke liye hota hai.
      سرکار
      • #4 Collapse

        Re: demo account aur original account mein farq q hota hay???

        Dosto demo account hai New comers ke liey Jo juniors haibhame chahiey keh ham mehnat see work Kare jitna hoo sake hame friends forex demo ko zurroor time den aor is ke baad real account jaha par hame ab ya to profit hogaa ya phir loss hone Wala hai is liey yeah ap par hai keh ap trading ko kiss tarah see lete hai.
        • #5 Collapse

          Re: demo account aur original account mein farq q hota hay???

          Ji han bilkul main aapko batata Chalun ke tapman account Kaise Kahoon Jis per ham log practice kar sakte hain apni training ke Hawale se information kam karna Chahe To Ham Luta gairon se practis karte hain aur Iske alava sabse acchi baat hai kya Hamen Jab demo counter practice Karte Hain To Ham Logon ke experience Mein izafa hota hai aur ham Logon Ko use Karke apne liye trading co na Kami Se bachate Hain Namumkin ko Mumkin banaa kar use kam mein aap banate hain
          • #6 Collapse

            Re: demo account aur original account mein farq q hota hay???

            Dear demo mein tou hum trading kerna seekhtay hain jub kay real mein hum live trading kertay hain aur income haeil kertay hain iss lye yeh mukhtalif hotay hain hum kam kar ky practice kar sakty hain hum is mi kam kar ky bonus be gain kar sakty hain hamy demo mai expert ban ky real account mai kam krna ho ga pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy hum is mai prt time ya full time kam kar sakty hain hum is mai apne marzi sae time table bana kar kam kar saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: demo account aur original account mein farq q hota hay???

              Yah Fark isliye hota hai ki vah demo account ek practis account hai aur use per members trading ke liye sirf practis kar rahe hote hain aur vahan per jo bhi members ko loss ho jata hai vah real mein nahin hota aur jo bhi profit ho jata hai vah bhi real mein nahin hota lekin jo members ka account real hota hai use per loss and profit bhi real hota hai vahan per members practis nahin kar rahe hote Hain
              • #8 Collapse

                Re: demo account aur original account mein farq q hota hay???

                Dear ager forex kay demo account main profit hota hay to real account main bhi ho sakta hay. Forex main profit hamary attitude ki waja say he hamain mil sakta hay, losses sirf real account main nai hoty balkeh demo per bhi hoty hain. Ager better forex analysis kar kay ap trade karain gay or confident rahain gay to tab he ap losses say bach payain gay orforex trading kay real account main bhi earn kar sakain gay.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: demo account aur original account mein farq q hota hay???

                  Agar hum apk forex business ko joine karna chahty hhay to humy is mien imehnat ke zuarat hay agar hum is mein nakam hoja ty hay to humy is mein fadia nahi hasil hota bilka nuksan hota hya. agar hum demo account per work kary to humy is mien nuksan nahi hoja bilka humy is experience hasil hogay.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X