✍️ forex trading mein Sl aur TP kisy kehty hn?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ✍️ forex trading mein Sl aur TP kisy kehty hn?
    Assalamu alaikum friends I am new member main puchna chahta Hun ki Forex trading mein Sl aur tp ka kya matlab hai isase hamen kis baat ka ilm hota hai yah kya indicate karta hai isase hamen kaun se factors ke bare mein pata chal jata hai aur trading mein iski Kiya importance hai please iske bare mein acchi tarike se guide Karen aur senior member se request hai ki vah comment karke bataen.
    مرشد
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ✍️ forex trading mein Sl aur TP kisy kehty hn?

    Forex Trading me SL aur TP se murad hn k jahan se hum ne munafa lena ho aur aik point select ki ho to us ko TP matlb Take Profit kehte hn aur agar incase hamen loss hota hai to wahan pe SL lagaten hn matlb stop loss k is se loss ziada na ho. Stop loss Forex trading me trading platform jese MT4 aur MT5 ka aik behtareen sahulat hai jo hamen zyada nuqsan se mehfoz rakhti hai. Stop loss jo bhi hum trade lagayen to us me is ka istemal lazmi karen ta ke terminology hamre analysis k opposite hone pe hamen zyada khasare se mehfoz rakhen. Stop loss hamen kam nuqsan deti hai account ka bulkul wash hone k muqabele me. Stop loss hamen hamare jazbat pe bhi control hone me madad deti hai. Baaz dafa hum tired mind k sath trade karte hen aur nuqsan me trade jane ki waja se hum bohut jazbati ho jate hen jo hargez hamare trading k leye acha nahi hota. To is se bachne k leye stop loss ka zaroor istemal karen.
    • #3 Collapse

      Re: ✍️ forex trading mein Sl aur TP kisy kehty hn?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Faisal_Hayat پيغام ديکھيے
      Assalamu alaikum friends I am new member main puchna chahta Hun ki Forex trading mein Sl aur tp ka kya matlab hai isase hamen kis baat ka ilm hota hai yah kya indicate karta hai isase hamen kaun se factors ke bare mein pata chal jata hai aur trading mein iski Kiya importance hai please iske bare mein acchi tarike se guide Karen aur senior member se request hai ki vah comment karke bataen.
      Dear TP take profit ISI tarah SL ka matlab stop loss matlab jab aap ek trade lagate Hain to aapane market ko analyse kya hota hai aur English ke bad are planning karte hain aur planning mein aap apne target ko set karte Hain ki main yahan Tak profit karni hai to ja mere liye bahut hain to aap ek take profit set karte hain apne liye Is tarah jab file sample agar market aapke against jaaye to aapko loss hoga to aapane apne liye loss ke liye bhi ek tha ke truck hota hai ki main kitna last karun tu Mera target trade close ho jaaye to usko SL kahate Hain means top plus tu jab bhi Koi train lagaen to uske liye track profit aur Star plus jarur lagaen Taki aapko jyada loss Na Ho.
      سرکار
      • #4 Collapse

        Re: ✍️ forex trading mein Sl aur TP kisy kehty hn?

        Forex trading mein sl aur tp stop loss aur take profit ko kehty hein ye dono tools trade mein apny apny points pe set kiye jaty hein tah k ap agr busy hn tu apki trades profit ya loss mein automatically close ho jaen kionkeh jb market in mein se kisi tool ko hit krti hy tu trade close ho jati hy jis mein traders ko bar bar apni trade ko dekhny se befikr ho jaty hein.
        • #5 Collapse

          Re: ✍️ forex trading mein Sl aur TP kisy kehty hn?

          Forex 1 online business hai Forex Mein Hamen Jyada Se Jyada learning ke sath kam karna chahie sl stop loss k leye use hota ha or tp take profit k leye use hota ha Forex trading Mein Ham jitni Jyada hardworking ke sath aur experience ke sath kam Karenge Itna Achcha fayda hai to kaise karenge Forex all world mein best Jaan Se Jyada Se Jyada mehnat ke sath aur Sabar ke sath Aankhen Hoti Hai Kabhi Ham Achcha Pradarshan kar Sakenge take profit use Karenge to aapki trade automatically profit Mein cross ho jayegi aur stop loss use Karenge to aapki trade automatically Thode loss Mein close ho jayegi.
          • #6 Collapse

            Re: ✍️ forex trading mein Sl aur TP kisy kehty hn?

            Forex mein SL stop loss aur TP take profot ko kehtay hain aur yeh aap ko apni her trade mein istemaal kernay chahyeain inn sae aik tou aap ki trade kabhi zayada loss mein nahin jaye gi aur doosra agar aap apni trade ko nahin dekh rahay hain tou woh jahan profot set kya ho ga wahan per close ho jaye gi
            • #7 Collapse

              Re: ✍️ forex trading mein Sl aur TP kisy kehty hn?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Faisal_Hayat پيغام ديکھيے
              Assalamu alaikum friends I am new member main puchna chahta Hun ki Forex trading mein Sl aur tp ka kya matlab hai isase hamen kis baat ka ilm hota hai yah kya indicate karta hai isase hamen kaun se factors ke bare mein pata chal jata hai aur trading mein iski Kiya importance hai please iske bare mein acchi tarike se guide Karen aur senior member se request hai ki vah comment karke bataen.
              Dear aapane bilkul sahi kaha hai ki Hamen Jab Bhi trade Lagani Ho Sath Hamen stop Las Ho take profit Jarur Lagana chahie Taki Hamara account was hone se Bach sake aur Hamari mananiy management bhi theek Rahe Aur Is Tarah Ham form ke upar Agar kam Karenge To Ham unexpectedly or se apne aap ko secure kar sakte hain. Dear ausat Apne senior ko follow karen to aapko Jyada aur information Milegi aur knowledge Milega jisse aap forum per Kamyab ho sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: ✍️ forex trading mein Sl aur TP kisy kehty hn?

                Forex trading me Ham koi bhi trade entry Karen to Hamen take profit stop loss jarur lgana chahie Stop loss se hamara account se rahata hai agar meri koi train last mein chali jaaye to Hamen SL hi lagate Hain jisse hamara kaun safe Rahe aur jab Ham Koi trade lagate Hain to vah trade profit mein jaaye to Ham take profit lagate Hain Forex trading ke rul ko follow karke kam karna chahie tabhi Ham achcha profitable aa sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: ✍️ forex trading mein Sl aur TP kisy kehty hn?

                  Assalam walekum ji han Patwa per job training karte hain to Munasib se SL aur TP Agar ine chijon ko aap acche tarike se apni trade ko open karne Waqt lagaenge to Aapka account set Rahega aapka account was Nahin Hoga Kyunki aapko thoda last Hoga aur thoda profit Hoga isko money management Kahate Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: ✍️ forex trading mein Sl aur TP kisy kehty hn?

                    Forex trading mn jb hum trade Duran sl or tp use karty hny tu in ko Asal mn Jo tp hota Hy yane take profit or sl wo hota jis ko kahtey hny stop loss tu humeny chayeh k hum yeh dono apni her trade per use Kary Kun k agar hum ny apnii her trade per yeh use kye tu hum boht faida ho ga is k mn youne bato ka faida is ka yane tp ka Jo faida Hy wo yeh Hy agar hum jis limit per tp lagtey hny bazawqat hum bhol jatey tu is limit per ja market pochntey hny tu humeriii trade profit mn close ho jatii Hy or Jo dosera sl yane stop loss agar hum wo use na karney tu humera account wash honey ka khatra bhe Hy Kun agar hum trade laga k nhn dekhtey dobara trade tu humeri Jo limit sl k lagii hotii Hy wahn per market ja Kar rok jatiii or trade khud b khud close ho jatii Hy tu yeh boht important hny dono..
                    • #11 Collapse

                      Re: ✍️ forex trading mein Sl aur TP kisy kehty hn?

                      SL aur tp ka istemaal bohat faida mand hay secure hojati hain trades business pir bhot he mushkil hai kiyoun key yeh kafi smart business hai or is mien earnings karney key liye zaroori hota hai key trading karney wala trader smart ho pir he trader is mien sey earnings kar sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: ✍️ forex trading mein Sl aur TP kisy kehty hn?

                        Forex trading Mein Jab Ham working Karte Hain To Hamen chahie ki SI or TP lagakar kam Karen or isy acche se use karne ki koshish karen apni working ko best Banaye Dil lagakar kam Karen Apne kam ko best banane ki koshish karen Agar Ham Dil lagakar kam Karenge mehnat se kam Karenge Full focus and concentration ke sath upsthit rate lagaenge to Jarur acchi earning kar Sakenge aur Kamyab Ho Sakenge
                        • #13 Collapse

                          Re: ✍️ forex trading mein Sl aur TP kisy kehty hn?

                          Assalamu Alaikum dear Forex members Forex Mein tpsl ka matlab hai take profit of stop loss Jahan se aapko profit Lena Hota aur ek. Select karna hota hai Udhar Se aap take profit set kar dete hain aur Agar pet mein aapko loss ho raha ho to loss se bachne ke liye SL Jani stop loss Laga Dete Hain Taki aap Jyada loss se bache sake
                          • #14 Collapse

                            Re: ✍️ forex trading mein Sl aur TP kisy kehty hn?

                            Stop loss esiye us ehota hay loss fix hota hay tp b esilye k profit fix hojay app apna business start karthy hay our as may success full honay kay lia planning karthy hay our patience say business karthy hay jis say app ko kafi fida hasil hota hay short knowledge our experience say kabhi bhi success hasil nhi hoti hay as say loss hi hota hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ✍️ forex trading mein Sl aur TP kisy kehty hn?

                              Assalamu Alaikum dear friend for Rs 1 online business hai Forex Mein XL use Karenge to aapko loss Mein automatically trade close ho jayegi aur TP use Karenge to Aapka trade automatically profit Mein close ho jaega Forex trading Mein Ham jitni Jyada knowledge ke sath experience ke sath kam Karenge jitni Jyada learning ke sath kam Karenge Itna Achcha fayda hassil kar Sakenge aur Kamyab trader Ban Sakenge Forex all world mein best business Forex Mein Hamen Jyada Se Jyada mehnat ke sath kam karna chahie tabhi Ham Achcha fayda hassil kar Sakenge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X