Mehnat kamyabi ki kunji (key) hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Mehnat kamyabi ki kunji (key) hy

    agar hm mhynat ni kary gy to kbi b success hasal ni kar pay gy hmy apni mhynat ko b quality vala bnana chahiy agar hm mhynat kary r hamara kam fazol ho jis ka faida b na ho to asi mhynat sy acha ha hm kam na kary hmy best work karna chahiy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Mehnat kamyabi ki kunji (key) hy

      jee haan apne theek kaha mehnat kamiyabi ki kunji hy forex aik asa kam hai jis main humain bohat zyda experinces ki zrorat hoti hai uai aik best business hai jis main apka eaxperince hona boht zrori hai yeh trader pay depend krta hay k wo kesy forex choose kriy or joab k tur pay . forex both way s a job and as business.
      • #33 Collapse

        Re: Mehnat kamyabi ki kunji (key) hy

        mehnat kamiyabi ki key hy forex mein experience aap ko aik hi cheez se milta or wo demo account ha ..real account me enter hone se pehle kam z kam 3 se 6 month demo practice karain or consecutive profit earn karain agar aap profit earn kr lain to phr aap market me enter ho jain or agar na earn karain to phr aap mazeed practice karain..
        • #34 Collapse

          Re: Mehnat kamyabi ki kunji (key) hy

          jee haan mehnat mein kamiyabi chupi hoti hy learning zyada zarori hai kiounky agr apki learning achi ho gi to ap earning bhi achi kr sko gy is liye pehly ap learning achi kro or forex main to knowladge ki buht zarort hai agr ap main knowladge ho ga to ap forex main achy trader bhi bn sko gy
          • #35 Collapse

            Re: Mehnat kamyabi ki kunji (key) hy

            G han all users of forex forum yeh bat Bilkol theak hy k mehnat hi sy kamyabi mumkin hy. Jis tarah koe mehnat krta hey utna hy kamyabi k qareeb jata hy so hard work is key to success.
            • #36 Collapse

              Re: Mehnat kamyabi ki kunji (key) hy

              Yes ye bat bikul suchii or khari hy mhnat sa hi sbkuch hasil kia jata hy e kamyabi ky drwazy khol dati or hamari manzil asan bana dati hy ak mhaati insan mshkil rah pa chalta hy mushkilat face krta hy jis sa us ki manzil asan ho jati hy mhant kamyabi ki kunji hy forex main agar hm mhnat kray gay daily ka kaam daily kray gay tb hmain bonus bhi achaa mily ga or business main interst paida hojata hy forex main mhnat yehi hy k hm ziya da sa zida time invest kray fullfocus sa kam kray is sa hamara experince brahy ga or knowldge bhi increase ho ga jo hmain kamyabi ki trf lay jay ga
              • #37 Collapse

                Re: Mehnat kamyabi ki kunji (key) hy

                jee haan apne theek kaha forex trading ik bhut he risky aur smart online business hy to esmay sab say pahly learning bhut zarore hy agar hum learn ni karengy to hamay asaani say earn ni kar sakty hain forex market kuen ky hamay strategies aur planning market data ko sahe say study karna hoga.to usko samjny ky liye learning bhut zarore hy.
                • #38 Collapse

                  Re: Mehnat kamyabi ki kunji (key) hy

                  G friends iss baat ko hamain Dil aur dimagh se accept karna chaiye ke hard working is the key of success.aur isi baat ko follow karte hue hamain Pak forum par kaamyab hone ke liye hamain mehnat ko apna motto banana ho ga.aur kaamyabi ke liye an thank mehnat karni ho ge. Mehnat kiye baghair hum kabhe bhe trading ke business main kaamyab nahin ho sakte.
                  • #39 Collapse

                    Re: Mehnat kamyabi ki kunji (key) hy

                    Ji han Jo log Jitna Jyada mehnat Karte Hain vah Log utna Jyada Kamyab Hote Hain mehnat mein Azmat hai jo log mehnat Karte Hain vah kabhi bhi kisi chij Mein nakam Nahin Hote Duniya Ki Har chij Mumkin hai agar mehnat Kijiye Aur Dil lagakar kam kiya jaaye Ham bhi forest Mein hardworking Karenge to Jarur Inshallah successful Honge
                    • #40 Collapse

                      Re: Mehnat kamyabi ki kunji (key) hy

                      Ji han bhai jaan main kamyabi Ki Kunji Hai Aur Hamen iS main Se Zyada mehnat Karni chahie Agar Hamen ismein achha bonus Hasil Karna Hai To Hamen is 100% kam karna hoga tabhi Ham ismein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain per Forex forum Mein mehnat karne se hi kamyabi monkey Ne bagair mehnat Ham Kuchh Bhi Hasil nahin kar sakte aur Hamen is Mehnat karne ke liye hundred percent focus Dena hoga
                      • #41 Collapse

                        Re: Mehnat kamyabi ki kunji (key) hy

                        Agar aap Logon Ne kamyabi Hasil karni hai to aap Logon ke pass acchi hard working skills honi mast hai aap Logon Ko is market ke andar mehnat Karni Hogi jitni aap log mehnat Karte Jaenge utna aap Logon ke liye beneficial Hoga aur aap log Hamesha Ek market ke andar successful Ho jaenge koshish Karenge aap log Hamesha acchi trading Karen market ke andar acchi learning Karen learning skills ko improve improve Karenge to profit hoga
                        When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                        :)
                        (AbdulWahab33)
                        • #42 Collapse

                          Re: Mehnat kamyabi ki kunji (key) hy

                          Mehnat kamyabi ki bahtreen kunji hay hamesha mehnat kro mehnat kry education zaida sy zaida hasil kry tub e kamyab ho skty hain or firex best kaam hai es jaisa koi kaam ni hai hmy chahiyeh mehnat kry or education b hasil kry information hasil karni chaye then hum forex men achi earning kar sakte hen kun k agar humare pas forex ki complete education hogee then hum forex men acha kam kar sakte hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #43 Collapse

                            Re: Mehnat kamyabi ki kunji (key) hy

                            Forextrading mein agar aap acchi earning karna chahte hain to Hamen Forex trading mein dilchaspi ke sath kam karna hoga acche knowledge ke sath kam karna hoga tabhi Forex trading mein Ham achcha profit banaa sakte hain Forex trading mein Hamen last se national nahin hona chahie Sabar karna chahie Apne kam per focus karna chahie mehnat karni chahie aur acche ki ummid rakhni chahie..

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X