gold news depends on
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold news depends on
    friends kea ap ko pata hai k gold news kon se currency per depend krti hai or kitna asar krti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gold ki movement ziyada fast or down us wakat hoti jab aud ki news ati he kiu ke yh sab se ziyada gold produce karte hen or iske sath jab gold down ho raha hota he woh usd ki waja se ho raha hota he or usd or gold dono ak dosre ke opposit me move kar rahe hote hen
    • #3 Collapse

      dear yeh gold ke movement usd par he depend karti hai and agar hum is main success hona chahty hain to hum agar usd ke news ko follow karain to bhe hum gold main expert trader ban sakty hain
      • #4 Collapse

        gee bhai hmein apne trading mein gold ke news ko dekhna hota he aur jb hm apne trading mein gold ke trading krein to apne trading mein jo gold ke news ke effects hote hein un ko smjh kr apne trading krein ge to hmein apne trading se faida mile ga
        • #5 Collapse

          g bhai forex trading mein golod ki currency usd pe depend karti ahi ye gold ke sath move karti hai jb gold up jaata hai to it means ke usd weak horaha hai.
          • #6 Collapse

            mery khayal me gold news USE currency par hi depend karti hay agar USD down ja raha ho to gold up jata hay hamy gold ki news b dekni chaye or USD ki news dekna b zarori hay
            • #7 Collapse

              I think key gold ki currency dollor par depend karti hy. Jab dollar strong ho jata hy to gold weak ho jata hy aur jab dollar weak ho jata hy to gold ki price barh jati hy. Gold ki trading kafi risky hoti hy aur is ka spread ziada hota hy. Is key leye aap key pas high equity ka hona buhat zarori hota hy.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Dear jo news jes currency ki ati hy wo usi k oper depend kerti hy like USD ki aey ge to wo Gold ko bhe effect karey gi but ager NZD ki aa rahy to wo NZD pairs ko effect karein gi

                اب آن لائن

                Working...
                X